panic greed or hurry?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    in ke hote hue koi bhi banda forex me kamyabi nahi hasil kar sakta hai kiun ke yeh cheezen insan ko forex me kabhi kamyab hone nahi de sakti hain agar is business me kamyab hona hai aap to ap mehnat ke sath he is me kam karen takey aap ko profits ho saken .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      forex mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku loose he loose ho ga kosis kary es mein kaamiyab honay chatay hain tu daily forex ke market ku view karay thankful for question
      • #798 Collapse

        sir baat ya ha kay hamay forex ma jald bazi nai krni chahiye qk agar ham jald bazi krty hy to hamay loss bhi ho skata hy or ham kamiyab bhi ho skatay hy lakin uskay liye bs apko mehnat krni chahiye
        • #799 Collapse

          daikhin jb tak greedy hongy hum panic be must hai..q k hum greedy bnty hain to arzi tawar tu profit m,il jata hai lkn yahi profit hmain aur be loss daita hai..may tu newbies ko yahi mashwra dunga keh forex short cut nahi ..proper work krain aur tension aur loss say door rhain.........
          • #800 Collapse

            forex trading main greed karnay walay traders hamaisha trading main apna loss he kartay hain woh iss trading main ratoon raat ameer honay kay chakar main apni jamma poonji bhe loss kar jatay hain
            • #801 Collapse

              forex main hamain greed say bachna zaroori hai.agar ham is main greed say kaam karin gain tu hamain is main say kafi ziadah loss ho jay ga.and hurry na kia karin
              • #802 Collapse

                saalam bhai jee app ko forex mein saber se kaam laayna chahyia yaah app kaay liye acha hai nahi tu app ko naqsan ho ga is mein appk o jaldbaazi kaarnay ki zarooat nahi hai nahi tu loss hoga ??????????????????????????????
                 
                • #803 Collapse

                  dear according to my trading experience i can fully say that these three panic, greed and hurry are the biggest enemy of a trader . these three always play a solid role to kill the balance, equity, skills and future of a trader. those who can avoid from there three they always succeed the success in forex.
                  • #804 Collapse

                    g bilkul greed is very dangours yeh humian buht bara niqsaan day sakta hai is lia humian is se bachna chaha aur huamin apne knowledge se kaam karna cha aur chart per khud ki trnd line laga kar greed very bad hai
                    • #805 Collapse

                      ap k swalat bht eham hain yahan jalbaz insan yani jo log hurry working chahty hain bina soch samjhy trades ki wooh yaahn bht jalde dobty hain.or jo log yahan zayada or zayada k lalach main wait karty rehty hain wooh b bht buray dobty hain
                      • #806 Collapse

                        Hmen is business me nah hi jald bazi se kam laina chahye or nah hi hmen is business me lalach k sath kam laina chahye agr hm is business me jald bazi or lalach k sath kam karty hain tu hm kafi loss kar sakty hain or apni investment b gawa sakty hain asy
                        • #807 Collapse

                          I think first come greed and then panic and then hurry waisy toa teeno cheezain hi bht ziada worst hain hamain inko avoid karna chahye
                          • #808 Collapse

                            patience say kaam karna chahiey.market kisi bhi time kisi bhi direction main move kar sakti hai or loss bhi day sakti hai.is liey loss say bachna hai to phir boohat soch samaj kar koi bhi trade open karni chahiey.kabhi bhi jald bazi na khai jis mein hr qadm soch samjh k rakhna prta hai. aur panic greed or hurry se jitna ap se ho sake bach kr rahen.is taran ki baten apne mind mein ane hi na dein yahi ap k leye best ho ga.arain.
                            • #809 Collapse

                              g haan g bilkul teekh kaha hmyn iss business myn panic nahe hoona chahye ooor hmyn iss busiess myn bilkyl greed nahe karna chahe iss sey hmara he nuqsaan hai ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                hoti to phir tab bhi kuch nhi loss hojaata hai aur hurry hoti to bhi kuch nhi hota forex main apne aap ko strong hona hai tab jaake earn hoti hai .mein hr qadm soch samjh k rakhna prta hai. aur panic greed or hurry se jitna ap se ho sake bach kr rahen.is taran ki baten apne mind mein ane hi na dein yahi ap k leye best ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X