panic greed or hurry?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    ye teeno cheezen panic greed or hurry teeno hi bohat khatarnak hain lekin in mein se sabse ziada khatarnak jald bazi hai jis kay nateejay mein loss hone lagta hai or panic create hota hai or jald baazi ham profit ki lalach mein karty hein tou ye teenon cheezen connected hain ek doosry se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Asslam-o-Alakum my dear brothers panic, greed and hurry ye three things Forex trading main buri hain but i think greed in all things main worst hain kuin k insan greed main apna sub se ziada loss ker jata hai.
      • #768 Collapse

        bhai jan me new ho abi forex me our abi trading learn kar raha ho mje abi itna zayda knowldge nhi ha trading me abi me trading learn kar rah ho our zayda se zayda practice kar raha ho demo account se
        • #769 Collapse

          dear main aap ki baat sy 100 % itefaq krta hun k trading k doran humain jald bazi aur lalach sy bachna chahyeh agar hum trading k doran jaldbazi sy kam lain gy ya zeyada profit ka lalach krain gy to yaqeenan aap is main loss hi krain gy aur kabi forex sy fida nai utha sakain gy
          • #770 Collapse

            panic greed nahi hona chayie aur forex sab kay liye hay forex ko house wife bhi kar sakti hy aur achi trha trade kar sakti hay lekin un ko pehly forex ko seekhna hoga takay woh forex mein loss say avoid kar sakay aur forex mein bilkul lalach nahi karni hogi aur low profit bhi accept karna chayie .
            • #771 Collapse

              panic tu ni hona chayie kio ky forex aik trusted bsuienss hai aur mein forex mein relax nai karta only sunday aur monday ko relax karta hoon aur 5 days mein daily work karta hoon yeh best hai meray liye aur aap jab bi trade karey sab sy phlay forex market ko analyze kary pir koi descion ly yeh aap ky liye bohat acha hai.
              • #772 Collapse

                Panic, greed and hurry all act as havoc to the trade because in hurry or for greed we take wrong decisions in baffled situations.
                • #773 Collapse

                  bhai forex trading k liay 2nu chezen bht ghlt hain.. jldi aur lalach business ko tabah krdeta hai.. koi b acha trader hoga wo kbi na jldi jldi trading krega aur na lalach krega.
                  hmesha sukoon aur itmenan sy trading krni chahiay sbr krna chahiay, lalach aur jldi ka km apko kbi sucessful nae ban skta brother
                  • #774 Collapse

                    ji han yeh donoo chezain forex ki trading main kafi loss ka bais banti hain hamain chahy keh lalich sy bachny kay lay tp and sl laga ke sirf watch krty hain is sy zida ki lalich hrgiz hi na krian warna loss ka shadid khatra hota hy.
                    • #775 Collapse

                      mere dost saaf si baat hai agr ap forex market main jaldi se bina analysis kiye trade laga do gay tu ap ko loss he hoga aur ap phr loss ko cover karny ki kosis karo gay aur lalch karo gay tu phr ap aur loss kar lo gay is liye forex trading cool mind ho kar market pe technical analysis kar k karni chahiye
                      • #776 Collapse

                        panic ni hni chayie aur forex mein knowledge say ap ko success ho sakti hay lekin success hasil karna bhi asaan nahi hota hay aur forex aik acha business ap ko forex mein experience lazmi hasil karna chayie kiyon kay is mein loss bhi ho sakta hay isi liye tu yeh risky business hay .
                        • #777 Collapse

                          agar ap forex main achi earning krna chahte hain to ap ko chahiye ke ap apne mind ko bilkul fresh rakhen aur lalach bilkul nhin kren bs apne dimag par ye wrakhen ke mjhe jitna profit horha hai theek hai
                          • #778 Collapse

                            bhai jan forex trading me laluch aur jald bazi dono he trading key liye bohat zyada nuqsan de sabit hoti hen aur is ki wajah say ap kabhi be forex trading me acha earn nahi ker saktey bal key ap ko ulta nuqsan he hota hey.
                            • #779 Collapse

                              greed tu khair sab say hi zada buri bemaari hoti hain jis say bachna waqai main bohut zada muskil aur kabhi kabhi tu namumkin say lagta hain mager panic bhi nahin hona chahiyea especially baray losses kay time pay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                bhai jan panic or hurry or greed yeh teeno he aap ke lye nuqsan deh hoti hain in ka kaam he nahi hota hai forex me is lye in per aap ko chahiye ke focus kam se kam rakhty hue he kam karen kiun ke in hi ki waja se aap ko forex me loss hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X