ji bilkul forex ko Jo bhi log join kartay Hain sab s phly un say ya kaha jata ha k ap log mhnat Kia karain forex main Jo log Forex Kay rules ka mutabiq proper planning ka sath good work kartay Hain to wo kamyb ho jatay Hain mny aksar daikha ha Kay Jo log bhi apni life main kamyb hotay Hain wo ek to time ka paband hotay Hain doosra un ka work bahot strong hota ha Ap nay daikha ho ga humisha life main aisay log kamyab hotay Hain Jo apnay Kam say muhabbt krtay Hain aisay log dinia main bahot Kam paye jatay Hain agar forex main kamyb hona ha to AP ko Bahot work karna paray ga good work karny waly kbhi apni life main ni har saktay q ka Jo mahnat karta ha wo kbhi bhi Ni har sakta
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим