Fear of Loss sey kaisey bacha jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fear of Loss sey kaisey bacha jaye?
    Aksar yeh hota hy keh traders ki practice bhi hoti hy lekan phir bhi un ko loss ho jata hy. Woh jab planning kartey hain to un ki planning kamyab nahi hoti. Hum kaisay apney is fear par qabu par saktey hain aur kaisay apna confidence barha saktey hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ap ka point sahi agar fear k sath trading kro gey to ap ka mind sahi kaam nahi krey ga is trah ap ki mistakes se ap ko loss b ho sakta hai is liye ap ko chahiye k ap forex learn krein tabhi ap fear ko control kr sakte ho
    • #3 Collapse

      my dear loss k dar se hum tab hi bahar nikal sakte hain jab humare pass acha experience hoga kyunki confidence tab hi paida hoga humare andar ye aesa business hai jis me hume bht zada careful ho kar aur confidence k sath trading karni chahiye.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum loss sey darney ka matlb hota hey key ap ko loss ho jana hey aur is sey bachney ka aik simple sa aur easy sa rasta ye hey key ap kabhi itna big risk lo he na key ap ko loss ka fear rahey aur lot size hamesha small rakho.
        • #5 Collapse

          bhai jan forex trading business men fear of loss sy bachny ky liy proper learning krna boht zarori hy learning kamyabi ki key hy learning sy knowledge or experience milta hy bagher learnign or proper strategy ky bagher ap forex men loss ky dr sy nahi bch sakty loss ky dr sy bachny ky liy ap ky confidence hona bhi zarori hy
          • #6 Collapse

            fear of loss se bachne ke liye zaroori hai ke aap market ki position ko dekh kar trade start karein aur zyada se zyada practice karein, is se aap yaqeenan loss se bachne mein kamyab ho jaoge
            • #7 Collapse

              jitna ap main fear hoga utna apko kamyabi der se milegi apne andar se fear ko nikalna hoga ap ko confident k sath is main kam karna hoga hoga apne mind ko fresh and positive rakhna hoga tabhi ap ap kamyab hunge.
              • #8 Collapse

                forex mein agar ap is mein proper money management ke sath trading karenge to phir apko is mein loss ka koi bhi dar nahi hoga aur ap is mein phir loss se nahi darenge.
                • #9 Collapse

                  loss ka dar us waqt hota hy jab ap ko malom na ho k ap kia kry to ap ko profit ho ap ko chahiy k koi strategy bany or demo pr practice kry or ik target set kry forex trading krny k liy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    is mein practice hi apko is mein kmaiyab karwati ahia ru apko chahiye ke ap is mien apne andar trading skilsl develop karen aur is mein phir ap ko confidence ajayega.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X