Stop Loss is really necessary?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss is really necessary?
    Meray sath kayee bar aisa howa hy keh main jab stop loss use na kia ho aur night ko main PC band kar deta hoon to aksar morning ko mera balance zero hota hy. Kia aap key sath kabhi aisa howa hy keh aap ko stop loss na laganey ki saza mili ho aur aap ka balance zero ho gia go? share your comments.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes stop loss is very important during trading khas tor pe newbies k liye q k stop loss se ye hota ha k agr ik dam se market trend change ho jae to is stop loss ki waja se apki trade us point pe ja k khud e close ho jati ha aur apko mazeed loss nae hota so isko zaroor use karna chahye ta k ap zyada loss se bach saken
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss is really necessary?

      Dear Forex members stop loss is necessary ji bilkul agar aap trading ke dauran kisi kaam se aap bahar jana Chahte Hain yah aap sunna Chahte Hain To aap stop loss Laga sakte hain use yah Hoga ki aapki trade automatic band ho jayegi aur last Jyada Nahin Hoga Kyunki aap stop last Laga chuke hain Ek timing per Jab vo time in Aaegi to usmein Aapka trade automatic ruk jata hai isliye aap Jyada love Se Ban Jaate Hain aur aapka account Thi vah Nahin Hota aur FIR aap Dobara yah Jab Bhi aap se Hain Dobara Apne bataya bolane se reading kar sakte hain isliye stop loss in jaruri hai necessary hai iska istemal Karte Rahana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss is really necessary?

        Stop loss ka istemal karna bahut jyada jaruri hai chuke stop last ki vajah se hamara account se rah jata hai mujhe ek aisa point hota hai jo ki Ham apne trading ke dauran graph mein select karte hain use point per jakar hamari Jo trade hoti hai vah nuksan ke sath khud bahut band Ho jaati hai aur FIR hamen profit Mil jata hai matlab hamara account was jata haiiski vajah se hamari Jo trade hoti hai vo last mein Hi band Ho jaati hai aur hamara pura bonus nahin hota
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss is really necessary?

          bilkul aapki baat theek hai really stop loss is necessary agar ham log stop-loss ko use karte hain To Ham big loss se Bach sakte hain aur yah hamare liye bahut mein sasti chij hai trade lagate waqt hamen lajmi taur per chij ka khayal rakhna chahie per humne stop-loss ko use kiya hai ki nahin kiya
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss is really necessary?

            Indian doston aap stop-loss karte hain to usse hota hai kya aap aap apna kam kar sakte hain andar se khatm Ho jaega aap se Ghar baithe kaam kar sakte hain nazim anumati Ke liye sab Koi kar dijiyedoston jaisa ki aap ko pata hai train last stop karke aap apna aur kam shuru kar sakte hain vah business shuru kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss is really necessary?

              pehli baat ap change ka lot size hello itna barha kyun use kartay hain ok 1 sl hit se account 0 ho jata hai :/ secondly kbhi kbhi marketplace ap okay against bhtttt ziada move kar jati hai way two hundred 300 pips sous time sl bhtttt kaam ata hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss is really necessary?

                G ye waqai zaroori hae ane wala wqt kisi ko nhii malom kia pta loss bhrta jae isi lie stop loss zarori hae
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss is really necessary?

                  Assalam o alikum!
                  G hn forex member blkl sahi Kaha forex trading m stop loss bht zaroori ha stoploss use na krny ki wajah se aksar traders ko loss hojata tamam forex members ko chahye KY loss se bachny KY lye stop loss ka use lazmi kryn
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss is really necessary?

                    When scalping i strive all diferent little timeframes , 1M 5M 15M 30M , its easier to envision all of them quickly to understand wherever the market goes, then i build my trades at the 1M timeframe , its constant as all else.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss is really necessary?

                      yes expensive mere sath b aisa hoa hai stop loss or tp hamein apni har alternate mein lagana chahiye q okay yeh quality risk management device hai in ki madad se ap excellent threat ko manipulate kr sakte ho or apne account ko big loss se secure rakh sakte ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss is really necessary?

                        Assalamu alaikum dear forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji han doston hamen Forex mein stop loss ki jarurat hoti hai agar humne stop loss nahin kiya to isase hamara bahut jyada nuksan hota hai aur hamara capital bhi wash ho sakta hai isliye doston hamen stop loss karna chahie Taki ham bade nuksan se a bus sake agar Ham kahin Bahar jaen aur hamari trade open na ho to hamen stop loss se help leni chahie tab hi hi Ham kamyabi se trading kar sakte hain kyunki yah ek risky business hai so hamen main bahut careful hokar trading karni chahie shukriya doston
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss is really necessary?

                          agar hamen loss ho raha ho kya nuksan ho raha ho to hamen trade ko rok Dena chahie balki ya nahin karni chahie bahut jyada profit hasil hoga agar Ham Lal aaj karenge to paise bhai jo humne lage honge vahi Bihar se nikal jaenge to kahate Hain Na bhagte chor ki langoti Hi sahi lekin thodupuzha film mil jaaye se mil jaaye to achcha hota hai ya nahin bahut yaad aaye to Rona pade pade yah to achcha nahin hai agar hamari ijjat hogi to duniya mein aadharit bar hoga parijata nahin hogi to Paisa bhi kuchh nahin kar sakta

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X