Dear yah bat ham janty hia k forex bohat risky hai or ham jab tak is risk ko mentain na kar lai us time tak ham yahan se kuch b earn nahe kar sakty . to aisy sitution jab hamara order theak direction main hai. or take profit hit honey ko hoty hai. to kia ap log us k bad main market main apna order open rakhty hia.ya us ko close kar daity hia. jahan tak mery soch hai k jab hamra order take profit k qareeb hai to is se murad yah hai k ham na market ki direction judge kar lai hai to baz okaqat main yah karta ho k apna stop loss ko us take profit ka thora qareeb lata ho per or take profit ki limit increase kar daita ho per apna order close nahe karta . is se yah hota hia k agr market wapis gyi to profit hamain take profit se thora kam per agr same direction main chality rahe to profit hamain take profit se zyda hota hai. what do you think
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим