English posting ko avoid kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    English posting ko avoid kary
    Dear forex member mera question ye hai k forex me English posting ko avoid kiaa jay kuubk mere khyal se urdu posting is platform k liye better hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: English posting ko avoid kary

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzabutt پيغام ديکھيے
    Dear forex member mera question ye hai k forex me English posting ko avoid kiaa jay kuubk mere khyal se urdu posting is platform k liye better hai
    Yes dear aapse hi kah rahe hain Hamen Forex Mein Urdu Zubaan Mein posting Karni chahie Kyunki Kuchh members Kaise Hote Hain Jo ke English Ko Nahin samajh paate aur Urdu ko acche se Jante Hain isiliye jaruri hai ki Ham Jyada Se Jyada Urdu mein posting Karenge Hamare apne liye bhi edhi Rahega aur new Aane Wale members ke liye bhi Kyunki jyadatar member forex for Mein Pakistan se related hai isliye koshish karen kya aap Jitna Jyada ismein easy language Karenge utna hi jyada aap ismein Achcha kam kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: English posting ko avoid kary

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzabutt پيغام ديکھيے
      Dear forex member mera question ye hai k forex me English posting ko avoid kiaa jay kuubk mere khyal se urdu posting is platform k liye better hai
      Jab Ham forum Mein posting kar rahe ho To Hamen apni normal language use Karni chahie Hamen English mein posting Nahin se ward karna chahie ki maximum member Jo form Mein attach hote hain vah English Nahin read kar sakte To Hamen Aisi post Karni chahie Nahin use karte hue Ki Har member isko rate bhi Karen aur apply bhi Kare To Agar knowledge Achcha share karen to usko likes bhi Milte Hain To isase Hamen Achcha bonus Milta Hai
      • #4 Collapse

        Re: English posting ko avoid kary

        English posting ko avoid kray aap nay theek kaha forex main aap ko English mein posting nahi krni chaiy Aap agar Urdu mein Posting kray gay tu aap acha Kaam Kar ka acha bonas Mila ga Aap forex ka rules follow Kar ka posting kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: English posting ko avoid kary

          han g kyon ke ye English forum nahi hai agar ham ne yahan pe kaam karna hai to hmain urdu yani roman mein kaam karna hai ta ke ham yahan pe sab ko samajh a sake aur sab loag a ko reply de saken agar ham aesa kaam karain ge to ham kameyab ho saken ge hmian mehnat se kaam karna hai agar ham demo pe kaam karian ge to hmain buhat hi acha profit ho sakta hai aur hmain earning ho sakti hai is liye demo buhat hi eham tool hai jis se hmain experience milta hai
          • #6 Collapse

            Re: English posting ko avoid kary

            G han thek kaha aony k hume is main english maim posts karne sy avoid karna chaye q k jitna hum is main avoid karen gen utan hum is maim faida itja skssn gen or best wya main profit kama k is main successful ho saken gen or ye aam forex ka setiok jai hum is main kuch bhi guftugu kar sakte hain isliye hume jo bhi bat karen wo meaning ful honi chaye warna hum js main success haial nahi kar sakte kabhi bhu isliye hanesha os main mehnat k sath kaam karen or achi posts sy Acha bonus eaarn karen taa k aap kamyab ho saken.
            • #7 Collapse

              Re: English posting ko avoid kary

              G Haan kyun Kay English aik second language hay aur hur member esko nahi samaj sakta esliye posting kurtay waqat Urdu zubaan he estemaal kurni chuhye takay thread topic aur post content but kisi ko samaj aa sakay aur wesay bhi forex Kay rules Kay mutabiq posting Roman Urdu mein he kurnay ki ijazat hay yani dousari language mein posting forex kay rules kay bhi against hay.esliye sada aur asaan zubaan mein e posts create kurni chuhyen takay forum pay moujoud sub members knowledge mein azafa kur sakain.
              • #8 Collapse

                Re: English posting ko avoid kary

                humko yah baat sochana hogi kya agar hamesha mein English post karte Hain to humko Na kam ho sakti hai aur ismein yah ek aisa Kam hai ismein vah log hamesha kamyab hote Hain Jo Urdu post karte hain aur ismein ko fayda ho sakta hai aur yah kam on logo ke liye aasan ho sakta hai ismein jo log English istemal karte Hain to UN logon ke liye kam achcha nahin ho sakta aur vah ismein kamyab nahin ho sakti ho isiliye hamen bhi agar main karni hai to hamesha yah baat Ko soch Lena chahie campus mein apna Kam aur dusre Karen aur is hamara apna hi fayda ho sakta hai aur ham acche se kam yaha ko sakte hain aur isliye agar apne aap ko kamyab bana hai tu hamesha aap apna kam har waqt achcha karna apna farj samajhna chahie aur hamesha ismein mein kamyabi mil sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: English posting ko avoid kary

                  Forex sab ko kam krne ki opportunity deta ha is lye is mai har qism k log hoty ha is lye Easy wording use krni chahye English language ko use krne se avoid krna chahye or urdu me asan lafz istmal krne chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: English posting ko avoid kary

                    apki is baat sy main agree kart hoon, q k aik to sary members urdu main he msgs krty hain, doosri baat ye hy k samaj sab ko ati hy, ismain zyada tar bandy aisy b hy meri tarah jis ko english ke mukammal samaj nahi ati, lehaza agar roman urdu main msg ho to behtar hoga, smaj B sab ko ayegi aur apni language b hy to maza aata hy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X