Asslaam O Alikum to all seniors.
bhai poochna ye tha k mainy abhi 3, 4 din sy trading shuro ke hy to agar misal k taur par main aik trade lagaon 0.01 ka aur vo musalsal loss main jaye to agar main us loss ko recover krny k liye vo trade B open chorr doon aur doosra trade usi k against main laga doon thora size main barra, for example 0.05 to kya wohi loss isi trade main recover ho sakyga? ya nuqsan zyada hoga? aur yaa pehla loss wala trade close kar k naya trade lagana chahiye? guide me plz

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим