Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading karo taa keh apka account safe rahe
    Salaam to all my dear friends .

    Dear ap ne trade me risk to lena hi nahi balkeh bht ache mood ke saath soche fresh hoo ksr trade lagaey aor kam se kam lot ralge and no risk tabhi apka account safe rahe gaa aor loss se bach kar ham achi earning kar sake ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

    is forum main practice kar hi hum run kar skaty hain aur forum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aru forum main accout k rules ko follow kar k h ihum acha earn karein gay aur form main account k bary main learn kar k hi hum perform kray k abil ho sakty hain but hamain forum main kam kar k hi hum sucess hon gay tab hi hum run karin gay
    • #3 Collapse

      Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hasnain224 پيغام ديکھيے
      Salaam to all my dear friends .

      Dear ap ne trade me risk to lena hi nahi balkeh bht ache mood ke saath soche fresh hoo ksr trade lagaey aor kam se kam lot ralge and no risk tabhi apka account safe rahe gaa aor loss se bach kar ham achi earning kar sake ge.
      Yes dear Forex member of bilkul sahi kah rahe hain Forex form Mein Punjabi trading karen to Soch samajhkar trade leni chahie tha ki Ham Apne account ko square kar sake aur apne account ko Vash hone se bacha Sakte agar aap bagair soche samjhe trading Karte Hain To is main aapko loss ho jata hai isiliye jaruri hai kya pahle trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karen aur acchi planning ke sath hi Android open Karen market ki movement ko check Karen ki market sal ki tarah ja rahi hai yah bike ki taraf tabhi aap trade open Karen isase aapko acchi kamyabi Hasil Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

        dear forex market Mein safe tarike se trading karne ke liye Humko kam se kam lalach karna hoga aur Agar Ham lalach se avoid Karte Hain To Ham is market mein bilkul Kamyab ho sakte hain jismein Ham kam se kam trade Lenge aur jitni trades bhi Lenge vah Ham Ko acchi success Denge Humko ismein small Lourdes aur kam se kam risk aur reward se kam karna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

          apny account ko save rakhny ky liye hamy is main save trading karni chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hian ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hian yai aik asa business hain jis main ham aony dosto ko be refferl kar sakty hanin
          • #6 Collapse

            Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

            safe trading Karke ham Apne account ko safe Rakh sakte hain balki ham Apne training se bahut kuchh Sikh sakte hain agar ham to trade mein pura account Bhaskar wale to uska mein fayda kam hua jab ke ham chhoti chhoti jyada trade Karen aur hamen knowledge jyada ho hasina ho hamen experience jyada ho to vah hamare liye jyada behtar hai ham next update karne baithenge hamare per jyada experience Hoga ham jyada confident hoke trade karenge to isliye chhoti treat Karni chahie account ko sirf rakhna chahie aur Soch mein kis faisla Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

              Dear agar aap bilkul safe Rekar trading karna chahte hain to uske liye aapko money management ke rules and regulations ke mutabik apni trading Karni Hogi aur lot size ki selection bilkul minimum rakhni Hogi aur apne account balance ko Lakshmi focus karne ke bad Apne lot size ki selection hi Karni Hogi isase aapka account bilkul safe Rahega aur aapko Kabhi Bhi Jyada nuksan hone ke chances Nahin ho sakte
              • #8 Collapse

                Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hasnain224 پيغام ديکھيے
                Salaam to all my dear friends .

                Dear ap ne trade me risk to lena hi nahi balkeh bht ache mood ke saath soche fresh hoo ksr trade lagaey aor kam se kam lot ralge and no risk tabhi apka account safe rahe gaa aor loss se bach kar ham achi earning kar sake ge.
                Salam dear members g bilkul apny sahii kaha humy humesha safe trading krni chaiye hum sab members itni mehnat sy bonus hasil krte hn phe agr hum ghalt trade lga k apna account wash kr den to ktna bura lgta hai na isliye esa kam nahi krna chaiye humy planning k bagir kbhi bhi trading nahi krni chaiye is liye hum mehnat kr k bonus hasil krte hn is liye humy soch samjh k trading krni chaiye tab hi hum kamyab ho skte hn apny businesss main isliye safe trading kren tab hi ap apna account safe rkh skte hn ........
                • #9 Collapse

                  Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                  Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul aap thik hain kya garam safe trading karenge to hamara account safe rahega hamen pahle koshish karen ki aap apne trade per hi mukmmal jawab Nahin aapka dhyan fresh Hona chahie dusri baat aapse training course kar sakte hain jis waqt aapke pass time table mukammal taur par Bana hua ho aap ko dusron se help lene ki jarurat Na ho pahle hi aap kis Tarah ke market movement chal rahi hojyada aap ki koshish hi honi chahie ki aap market mein acchi tarike se kam kar rahe hain aur
                  • #10 Collapse

                    Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                    G han thek kaha apny k forex main kAm karte hue hume is main safe trading karni chaye taa j hum is main ghar bethe bethe daily earn kar saken q k humara bonis safe hoga to tabhi hum is main asani sy kaam kar k is main success hails kar sakte haij or success ful hoskte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante hain aap jitni acchi aur Behtar trading Karenge utani hi kamyabi Hasil kar Payenge isiliye aapko chahie ki acchi se acchi Aur meri trading karne ki koshish karen Taake aap successful ho sake Jo log Forex trading Mein kam karte hain unhen chahie ki inmein safe trading Karen Taake Kabhi nuksan Na Utha sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                        mere khiyaal main sab say kamyaab trader wo hay jo apny account ko maintain rakhta hay kun kay account ko safe rakh kay agar ham trade karty hain to ham forex business main kamyaab rehty hain ess liay hamain trade lot size apny account balance kay mutabik rakhna chaheye
                        • #13 Collapse

                          Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                          Forex main trading ka behter tariqa ye hay keh hum hamesha apny capital ko safe rakhain, trade main utna he loss bardasht karain jo easily revcover kar sakain, is liye kabhi bhi big lot size use kar kay trade na karain, ager trade reverse ja rahi ho to behter hay keh isko thory loss main close kar dain, or phir is loss ko recover karny kay liye better analaysis karain or apna loss recover kar kay profit bhi earn karain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                            Agar apna account safe rakhna chahte ho to safe trading kiya karo hamen chahie ki Ham demo account ko apna teacher samajhkar vahan per work Karen jab Ham dam account per bar karte Hain To Ham apni mistake se bahut kuchh sikhate Hain life mein agar kamyab hona hai to Fox mein mehnat Karni hogi agar aap mehnat kar sakte hain to kamyabi milke rahegi Jo log good work ke sath ladne karte hain kamyabi unko hi milti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Safe trading karo taa keh apka account safe rahe

                              assalam o alaikum forex ki duniyaa k azeem dostun ko dairun salaam aur duaayen ,, umeed karti hun saab khairiyat say hoon gay,,, ji haaan ap nay bilkul thek kaha aur main agree karti hoon is baat say aur is main koi shak bhi nahi k agar ap safe trading karaijn gay toh is say na sirf apka account safe rahe ga balke apka sara balance bhi nahi urahe ga,,, yani kay is ka matlab ye hai k ap trading toh karain lekin choti choti tradings karain,,,, aur iske saath hi lalach ko khud par hawi na honay dyn tab hi ap kamiyaab ho saktay,,, aur nuqsaan main bohat kaam jayen,,,, shukariyaaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X