Iss Say Bachain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Iss Say Bachain
    Agar ap junior hain or new trading start ki hay to mera apko ek mashwara hay. ap kabhi bhi stop loss kay bina trade na karain. warna bohat bara loss ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han app ki bat sahe hai agar koi new hai to usay chaheyah k wo stop lose k begair trade na karay q k is app ka account wash ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Stop loss aur take profit buhat achi options hoti hain aur in ko zaroor use karna chaheye. Is ko na sirf junior use kartey hain balkeh seniors bhi is ko use kartey hain aur ziada loss sey apney aap ko bachatey hain. Stop loss aap balance ko dekhtey haoi lagatey hain. jin ko buhat ziada loss hota ho woh bhi is ko zaroor use kia karain. Is sey aap satisfy ho kar apney baqi office ya ghar key kam kar saktey hain aur trading bhi continue rehti hy.
      • #4 Collapse

        my advise to the newbies that they should not have to trade without stop loss because they do not know about the spikes in the forex trading which comes and blown several accounts
        • #5 Collapse

          My Dear,agar aap neew hen to apko chahiye k aap in baton se bachen k khabhi kisi ki post ko copy nas karen han agar kuch tabdili ke sath lagain to koi haraj nahi he i think.baki age apki marzi hre.
          • #6 Collapse

            jee han baz trader stoploss ka use nhi kerty or unka capital bhe kam hota hai to wo samjhty hain k wo easily profit gain ker lain gay lakin jab wo stoploss nhi lgatay or market fluctuate kerti hai to unka sara bonus gark ho jata hai
            • #7 Collapse

              han is tarh sey ap ka bara loss ho jata hai log is liye stop loss use nahi kartey han k un ko loss ho jaega magar ye baery loss sey bachaata hai.
              • #8 Collapse

                yes dear new traders ko bht zada iss bat ka khayal rakhna chahiye kiun k stop loss k bina trading karna bht risky hota hai so hume avoid karna chahiye aur agar kahin jana ho aur ap ki trade open ho tu zaror stop loss ka option use karain.
                • #9 Collapse

                  forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business geee haan yeh baat bilkul sahee kahee hay new ko stoploss lazmee use kerna chahyea.
                  • #10 Collapse

                    jee han main b ap se agree hoon k huamin stop loss k bgair trading ni kerni chahie kuin k Forex aik risky business hai aur loss ki soorat main sara capital b waste ho sekta hai.
                    • #11 Collapse

                      many ways to achieve a profit, but sometimes likes hesitate for traders to remain grab position or out of position, using technically not a problem for already determines the exact ins and outs of the indicators used,
                      • #12 Collapse

                        Dear stop loss ki bohat importance hai and ap ager is ka use nahi kertey ho to ap ka Sara capital loss b ho sakta hai so yeh important hai k ap stop loss must use kero.
                        • #13 Collapse

                          g han ye bhai sach keh rhy hain hamain stop loss zror use karna chahye kiu k stop loss sy hamain ziada loss ni hota jab ham pass majood na hon to ziada loss ho skta hai
                          • #14 Collapse

                            Main aap ki suggestion sey agree karta hy. Stop loss buhat achi option hy aur hum sub ko is ko zaroor use krna chayeye takeh hamara balance safe rahay. Sometimes market main fluctuations buhat tez hoti hain aur jis ki waja sey hamara balanae buhat tezi sey khatam ho jata hy. Stop loss hamarey balance ko safe rakhta hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jan is business bary mein humein achi tarhan say he kuch na kch seekhna parta hai or kam ko daikhna parta hai yahan pay iss business ki samajh honi he bester hoti hai. dear.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X