Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    insan Forex trading main galtio sy hi seakhta hai aur Forex trading bucho ka kheal nai hai k foran ajye is k liye time chiaye hota hai jub tak apko feel hota hai k Forex trading main earn karny lag gaye ho tub ja k kuch ata hai.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      forex mein jab bhi koi start mein ata hai tu us ko loss hota hai lakin agar wo forex mein try kata hai aur per try karta hai tu wo aik na aik din bhut acha trader ban jata hai forex mein try bhi bhut ziada matter karti hai forex mein jab bhi kase ko loss hota hai tu wo us ki apni he koi na koi mistake hoti hai agar wo apni mistake ko try se theak kar leta hai tu wo forex mein success full ho jata hai.
       
      • #498 Collapse

        yes of course try try again sa hum successful ho saktay ha jatna hum forex ma try karay ga autna ki humara exprience incrss ho ga or hum aik bhot acha treading bana jaya ga
        • #499 Collapse

          yes offcourse ap ne thik kaha my dear friend mere khayl se insan ko bar bar koshish kerni chahiye ager aik kam main
           
          • #500 Collapse

            no doubt, try try again, ap apna loss sa aur apni mistakes sa kafii seikhta hain aur apni mistakes sa ap jub apna knowldege ka kafii urooj py ponchta hain tou ap thak sa jaata hain halanaka manzil ab zyada dour nai hooti ha ...!!
            • #501 Collapse

              jee brother ap ke bat theek hy k jab ap forex ho ya koi sa kam ho ager us mn kamyab nahe hote tu ap ko preshan nahe hona chaye ur hamit se bobara koshish kari ho ge until you succeeded.
               
              • #502 Collapse

                kehtay hain kay agar hum kisi bhi kam mian unsuccessful ho jatay hain to wohi mistake hamari success ki taraf aik aik step ban jata hay. humain chahye kay onhi mistakes say learning lay kay apna safar jari rakhain ta kay humain success mil jaye. forex main loss honay pay agar hum trading chor jaty hain to hum looser kehalain gay islie try karty rehna chahye until we succeeded.
                • #503 Collapse

                  ASSALAM O ALEIKUM hmm yes i like ur post hum sab ko try krte rehna chaye,,, me to bolta hn k agr koi insan bar bar bhi nakaam horha hai to use bhi chaye k wo try krta rahe or us k lye sab se best demo account hai phele apko demo account pe practice krni chaye or apne ap ko perfect banana chaye
                   
                  • #504 Collapse

                    g han g main ap ki is bat say itifak karta hon q kay is main jab bhi koi bhi ata hai agar us ko is main loss hoa ho tu wo pareshan ho jata hai or kehta hai kay yeh kam thik nahi hai is liy main samjhta hon kay is ko jari rakhan chahiy.
                    • #505 Collapse

                      app nai kafi achi baat ki ha kyun kay jo admi apni nakami se dar kay kisi kam ko chor daita ha wo duniya kay kisi bi field main kamyab nahi ho sakta issi tara forex trading main app ko lagatar try kartay rahna chaiya agar app ki lagan sachi ha tu app aik din zahroor kamyab hon gain...
                      • #506 Collapse

                        Yes this is right try try again until we succeeded hamy be is courage ka sath forex trading mai working karna chaheya take after few weeks ham is stage pay ajae ka hamy loss kam hona start ho jae or ham apni daily ki trading say earning start kar dae or khub earning be kare.
                        • #507 Collapse

                          jee hain hum jitni mkoshish kara ga itna hi kamyab hn ga.agat loss ho jay tu tension nai lani chayiya q ka try try again ki waha sa humay profit bi ho ga g INSHALLAH.
                          • #508 Collapse

                            ji han sahi bola hai forex ke saamny himmat har ke hathyar dalny wala shakhs kamzor hota hai forex me hum is business se paise nikaal sakty hain apni skills ki base par or is se ache se acha amount kama sakty hain .
                            • #509 Collapse

                              han g bhaijaan aap bilkul shai farma rahe ho hamein tb tb try kartey rehna chahiye jb tk ham succsesful na hojaein lekin us k liye hamarey paas paisey b hona laazmi hotey haina ?? to us k liye hamein sabar se kaam lena hoga ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                jee han is business ke sab se bary baat ju hamin zehen mein rekhni cheeye ke kabhi bhe loss ke baad sad na feel kery balkey apny mistakes se learn kerny ki kushish kery aid din ap profitable trader ban he jaye gey so try untill you do not get success.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X