Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    agr ham ko forex me trading ke doran loss hota he to hamy himat nhi harny chye or us loss se knowledge hasil karna chye aik na aik din to ham ko lazmy forex se success hasil ho gye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Jee han aap ne bilkul saahi kahaa forrex trading issi tarah ka business hai kay aap ko iss me mehnaat bohat karni parti hai but phir yee aap ko profit bhi ach akhasa deta touaap ko try karna chaiye aur himmat nahi haarni chaiye bohaat mehnaat karni chaiye.
      • #468 Collapse

        hame baar baar koshish karna chahye ek na ek din hame zaroor kamyabee melege. hum ne agar lost kiya to hum ko aur bee mehnat se trading karna chahye .kioke koshish karne se hame knowledge me ezafa hoga aur ek din hum ko zaroor kamyabee melege.
        • #469 Collapse

          je haan yea bohat he bari haqeqat hay aur aik azem mohavara hay jo har aik insan ki zuban pay ata he rahta hay kay try again but all in vain my dear friend. is leya forex pay kamyabi kay leya bhi ap log koshish kartay rahay kamyab ho he jaya ga
          • #470 Collapse

            try try again and again until you will achieve the but if you do the hard work in the FOREX then you will become best in the FOREX trading but the practice is necessary again and again to gain the succees.
            • #471 Collapse

              then points so remember that only losing is not your fate in trading if this trading business losing your money but remember that one day this business will pay you back but remember to do hard work and learn from your mistakes
               
              • #472 Collapse

                Je bro ap ney thee kaha hey hamen hur giz bhe himaat nahe harni chahye ager kabhi hamara loss ho bhe jaye hamen koshish jari rakhni chahye apni or try kerty rehna chahye tab tak jab tak hum successful na hojaen ya hamari koshih ka profitable nateeja na samnay aajaye.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: speed420 پيغام ديکھيے
                Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always
                • #473 Collapse

                  bhai ji theek kaha hai aap nay.hmain kbhi bhi haar nahi man'ni chahye.hmain bar bar try krni chahye aik bar nahi to agli bari sahi .agr insan try krta rehta hai to aik din success zror milti hai .:(
                  • #474 Collapse

                    forex trade business me apko tab tak kam karna chayee jab tak app is business se profit na kar sake agar app apni karhi mahinet se demo account me kam sikh kar real account me kam kare to app jarur asani se kamyb ho sakte hai
                    • #475 Collapse

                      Dear agr ham ko trade may loss hota hay to dil chota nahe karna chaiya balkah loss ke waja maloom karni chaiya aur apni mistakes ko control kar k un say learn karna chaiya aur kamyabi ke bar bar koshash karni chaiya aur apny trade k experience aur knowledge may izafa karna chaiya aap zrur kamyab ho jaian gay
                       
                      • #476 Collapse

                        G bar bar koshish karny sy he kaam sekhta ha admi ar ap ko jo loss hota hai wohe apko sekhata ha k ap agay sy kis trh sy kaam krein es trh ap ka experience barhta ha. es lye kisi bhi kaam mein loss ho jaye to himmat nhe harni chahiye bal'k bar bar try kani chahiye.
                        • #477 Collapse

                          sahi kaha bhai ap nay hamein tab tak har nhi manni chahiye jab tak hum jeet nhi jaty or hamesha jeetny ki hi umeed rakhni chahiye .
                          • #478 Collapse

                            g han hame agr bar bar kisi ghlti ki wja se loss hoy ja rha he to hamen uss ghalti ko theek ker k babr bar koshish krni chahiye jiss se ham kamyab ho jyn gy or jald hi loss recover kr k profit kama len gy iss lie hamen himat nhi harni chahiye or loss se dar k mayos nhi hona chahiye
                            • #479 Collapse

                              yes freind try is a key of success and then u will be abble to wrk hard and and alot of experiance then u will improve ur mistake and gain the experiance
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                jee han janab agar hum forex business o join karty hain aur is se sikhna chahty hain toh demo account zyadaa use karey aur knowlddge gain karey agar lose ho b raha hai tab b humein himmat nahi harna chahye balkey apni ghalti sik kar wahi teek karni chahyeh .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X