Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes dear thanks for your opinion mera bhe yehi point of view hai k jitni mehnat or time hum kisi dusri job ko dhoondnay mein lagaty hain ager utna he time hum apni forex practice ko dein to hum achay trader ban saktay hain or waisay bhe koi bhe kam shuru shuru mein mushkil or phr bad mein asan ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji brother me ap ki bat se agree hon k ager ap aik kam me lag jain to us ko na chorain bar bar try kerte rahe t k ap ko kamyabi hasil ho is lye try try again ap ki ye bat drust hai.
      • #63 Collapse

        Dear main aap say bilkul agree karta hoo, Forex trading aik real business hay jis main loss kay bi chances hain . Is liye hum ko apni galti par control kar kay chaheye kay dobara Forex Trading ko start karey .
        • #64 Collapse

          g han ye baat bilkul thek hay ke bar bar try karni chahye agra aap aik baar loss kar ke forex se dil bardashta ho jain ge to phir aap kabhi bhi forex trading main kamyab nahi ho sakte is lia confidence se kaam karo
          • #65 Collapse

            kisi bhi kam men try again and agin kerny se insan kamyab ho hi jata hai or forx men bhi hamain trading ki practice kerny k ley demo account men hamain acha time milta hai jahan ham achi practice ker k kamyab ho jaty hain or is se hamain live account men trading kerny men buhat help milti hai or ham profit kama lety hain.
             
            • #66 Collapse

              Dear may aap ki bath kay jawab may ya kahon gaa kay aap ko forex analyzing karni hogi quen kay try aap aik bar do bar ya kai bar kar lo gay lakin jab tak kay aap market ko analysis kar na nahi seek patay aap forex may kamyabi hasil nahi kar saktay.
              • #67 Collapse

                g haan ap ki baaat bilkul theek ha ager hum apna toor paar try kartain rahain to aik din hum aik acha trader banm saktain hain forex . koi bi tarder us waaqat tak aik acha tarder nai ban sakta ha jab tak wo lose ko face na kaar la jab us na lose ko face kaar liya to to wo acha tarika ka sath atyrding kaar saka ga Forex main
                • #68 Collapse

                  we need to try try again for getting success in forex trading business and the reason why we are trying and trying even we are losing our money then points so remember that only losing is not your fate in trading if this trading business losing your money but remember that one day this business will pay you back but remember to do hard work and learn from your mistakes
                   
                  • #69 Collapse

                    brother mery khayal main koi b kaam aik dafa karnay say nai aa jata koi b kaam karny sy pahly uss kaam main thokarain khani parti hain phr kaam theek hota hy or ya baat theek hy k try try karny sy hi banda kamyab hota hy
                    • #70 Collapse

                      ji haan hum ko is business me mehnat karte rehna chahiye jab tak ke hum ko is business me sahi se kamyabi hasil nahi ho jaye yeh business bohat zabardast hai is me bohat achi income kamai ja sakti hai so is ko leave nahi karna chahiye or mehnat se kaam karte rehna chahiye ...
                       
                      • #71 Collapse

                        yes forex trading basically aik riski business hai aur is bsuiness main ap ko tery try kerna chaye demo trading per aik din ap lazmi sucess pa ly gy forex trading main.
                        • #72 Collapse

                          try try untill sucess try to karna chahye har waqt aur himmat bilkul bhi nhi haarni chahye trading karte karte kisi din aik din acha trader zaroor ban jaata hai .
                             
                          • #73 Collapse

                            Yes its true one should never lose hope and keep on trying but try with knowledge of the trade and if you dont have knowledge u will never succeed.
                             
                            • #74 Collapse

                              yes brother forex business main agar aap fail ho rahey hain to aap bilkul worry na hon aur aap try try again kartey jayen to aap forex se acha profit bhi hasil karne main kamiyab ho sktey hain aur achi success bhi apko mil sakti hey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex business main ap ko boht mehnat karni parti hay phir ja kr ap earning k kabil hoty hio kafi bar ap ko loss ka samna bhe karna pr sakta hay try try agin k formuly pr aml kia jay to 1 din kamyabi mil he jati hay or es business say hum profit gain karny k kabil bn he jaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X