Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Try Try Again Untill, We Succeded
    Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kehtay hain kay agar hum kisi bhi kam mian unsuccessful ho jatay hain to wohi mistake hamari success ki taraf aik aik step ban jata hay. humain chahye kay onhi mistakes say learning lay kay apna safar jari rakhain ta kay humain success mil jaye. forex main loss honay pay agar hum trading chor jaty hain to hum looser kehalain gay islie try karty rehna chahye until we succeeded.
    • #3 Collapse

      je haan yea bohat he bari haqeqat hay aur aik azem mohavara hay jo har aik insan ki zuban pay ata he rahta hay kay try again but all in vain my dear friend. is leya forex pay kamyabi kay leya bhi ap log koshish kartay rahay kamyab ho he jaya ga
       
      • #4 Collapse

        bhai aap nay bilkul darust kha hai iss kaam ko karnay k lye zrori hai k hum himmat say kaam len kyu k ye kaam koi rato rat anay wala nahi hai balkay is kaam ko karnay k lye zrori hai k hamaray pas bhot sara experience ho jo k hum apni ghaltiyon say seekhtay hain.
         
        • #5 Collapse

          han jee bilkul rustration tu galat hai main samajhta hon k aap ko try karta rehna chahia is sa aap ko conidance milay ga aur aik na aik din aap kamyab ho jao gay yah aap per depend karta hai k aap kitna jaldi mehnat sa forex ko sikhta ho
          • #6 Collapse

            Bhai aksar ye hota hai keh log start main kisi b waja se nakam ho jatay hain to wo himat haar jatay hain aur forex pe mehnat krna chor detay hain. Halank aisa ni krna chahiay. Hamain chahiay ke hm apni mehnat jari rkain jb tk k hamain kamyabi ni milti. So plz try again and again untill you success.
            • #7 Collapse

              Bilkul thk agar hum is kam mei har bhi jaen to kabhi bhi udaas na hon q k ye aisa kam hai jis mei paise ate bhi hain or jate bhi hain is liye humen chahiye k udaas na hon balke is kam ko dil se ada karen or apni tamam khawaishen puri kar sakte hain or bht se paise kama sakte hain.
              • #8 Collapse

                main samjhta hoon ke humein ye baat soch kar is business main ana chiya ke ap ko start main loss zaror ho ga but ap apne loss se learn kitna karte hain kyoun ke loss loss per ap learn karte hain ager ap loss ke bad learn nahi karte hain tu main samjhta hoon ke ap ka loss kabhi bhi recover nahi hota
                 
                • #9 Collapse

                  kush loog loss ki waja say himmat haar jaaty hain.forex main loss to hoota he hai.newbies kay liey forex tough hai.is liey loss ki waja say pechny nahin hatna chahiey or kaam karna chahiey.
                  • #10 Collapse

                    dear friend ap sahi keh rhe hen forex business apni jaga kafi riski bhi hai aur khas ker k new traders k leye jo boht ziyada greed men bhi perte hen aur un k pas forex ka expierince bhi nahi hota aur wo bechare ziyada profit k chaker men loss ker bethte hen tu bgair learning bagair forex education ap bohat sara loss uth skte hen aur apni har galti se ap kuch na kuch sekhen aur himat na haren
                    • #11 Collapse

                      Forex treading me kam yabi k lye apko har bar try krni chaye q k ye aik ache treader k lye bht zarori hai kisi b kam ko krne k lye is me try zaoro krna chaye na aik ap aik bar loss krne se is ko chor de easy krne se app ko is me kuch hasal nahi hoga .
                       
                      • #12 Collapse

                        Jee Han Ap Jo Bhi Kaam KRen Chahy Wo Forewx Ho Ya Jo Bhi Ho Ager Ap Nakaam Ho Jaty Hain To Tention Nahi Lena or DisHeart Nahi Hona Chahiye Try Try Again Ek Mash hoor Kahawat HAi Khuda unki Madad Krta Hai Jo Apni Madad Ap Krty Hain (God Helps Those Who's Help ThemSelves)
                        • #13 Collapse

                          g bilkul agr ap forex trading krty hain or ap ko loss ho jata hai to bilkul b himat na harin balka sabr sa kam lain or achy ki umeed krin.himat har k forex trading chor daina maidan chorny k braber hai.agr aj ap ko loss hua hai to kal ap ko profit b ho ga.bs thori mehnat ki zarorat hai k ap ko market ki information ho.insan aksar apni galtiun sa hi sikhta hai.
                          • #14 Collapse

                            Main apki bt se agree krta hon, jab insan himat haar jata hai tab insan ki mout waqia ho jati hai uss mission main..., aur insan tab himat harata hai jab insan apne andr ka self confidence khoo bethta hai, apne skills per trust nahe krta uss k andr aik dar sa rehta hai nakami ka..tou humein chaiye k hum self confidence bnye rakhy rakhy apna aur himat na hary aur apna kam jari rakhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai app nai kafi achi baat ki ha kyun kay jo admi apni nakami se dar kay kisi kam ko chor daita ha wo duniya kay kisi bi field main kamyab nahi ho sakta issi tara forex trading main app ko lagatar try kartay rahna chaiya agar app ki lagan sachi ha tu app aik din zahroor kamyab hon gain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X