Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    as you know mere bhai k har kam me har ya jet to sath sath hoti hy,ye to phr aek businesses hy is me to bndy ko nuqsan ho hi jata hy.lekin hamen phr b umeed chorni nae chahye bilke us k liye kosish karni chahye take ham jeet saken.hame har nae mani chahye.infact we should try it again nd again
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      Forex trading main agar aap ko loss ho jay to iss main koe barri bat nhe hay aap ko market ay up and down ko judge kar kay trading karni ho ge kamyabi aap o zaroor millay ge aap ko disheart nhe hoana chaheay
      • #1608 Collapse

        yes brother ap ne theek kaha forex 1 risky business hai to risk to lena parta hai ager loss ho b jata hai to himat nai harni chahiye or apni ki hoi mistakes ko solve krna chahiye ta k dobara wo galti na ho or trade profit me jaye
        • #1609 Collapse

          bahi jan apny acha swwal kia hai mai apki bat sy agree hoon bahi jan forex mai jitna learn kia jae kam hai ap forex mai lage raho inshalla ak din kamyab ap hi ho ge.......
          • #1610 Collapse

            successful person ka rule lay kay apna safar jari rakhain ta kay h tab b humein himmat nahi harna chahye balkey zrori hai k hamaray pas bhot sara experience ho
               
            • #1611 Collapse

              g g bilkul main apki bat sy agreee krta hn ky apko start main agar loss ka samna bi krna pary to apko dil thora nhi krna chahiye balky hosla kr ky is py daty rehna chahiye or tab tak mehnat krni chahiye jab tak ap kamyab na ho jain or jab aik dafa ap ko success mil gai to phr ap kamyab hi hon gain.........kion ky insan jo mistake aik dafa krta hai wo bar bar nhi krna chahta
              • #1612 Collapse

                successful person ka rule follow karnalay kay apna safar jari rakhain ta kayse sikhna chahty hain toh demo account pay kamyabi kay leya bhi ap log
                 
                • #1613 Collapse

                  yes brother i agree with your post forex main aksar bndy loss he karty hain ager ham forex main ziada loss kr chuky hain to hmhen tnshn ni leni kyun kay try try again until success aik din hm kamyab ho skty hain ager hmhen musasal loss he ho rha hai to hmhen chaiye kay loss hony ki wja dekhni chaiye kay hmhen loss ku hota hai.
                  • #1614 Collapse

                    thank u very munch brother and my dear sir ap nay achio cotation beji forex main loss or profit to hoti rehati ha per es main mayus nhe hona chayie......
                    • #1615 Collapse

                      bilkul thk kaha hai yar ap ny aga kisi business main kamyabi hasil krna chahty hain tu ap ko bar bar koshish krni chahye aur ap ko har nae man'ni nae chahye. forex trading b aisa business jis main hum bar bar koshish kr ky kamyabi hasil kr sakty hain aur trading main nuksan ka b khatra hota hai lakin koshish krty rehna chahye...
                      • #1616 Collapse

                        forex trading bohat acha business ha agar app ko ic main loss howa ho to app ko ic main himat nai harni chahiye balke app ko ziada se ziada practice kar ke ic main dobara trading start karni chahiye.
                        • #1617 Collapse

                          yar loss say to kabhi bhi himmat nai harni chahye, agar aap himmat har gaye to is ka matalb hay keh aap achay trader nai haain, agar aap thora gor karian to aap ko pata chalay ga keh yehi loss aap kay liye agar barnay ka step ban saktay haan, is liye mayoos honay ki zaroorat nai hay,
                          • #1618 Collapse

                            Is zindagi main profit aur loss sath sath chaltey hain. Is leye himmat nahi harni chaheye aur apni koshish continue rakhni chaheye. Aaj aap ko loss howa hy to kal faida bhi ho ga. Forex main apni mistakes ko correct karain aur sath sath demo account main practice jari rakhain takeh aap ka confident bahal rahay. Loss ko accept karain aur again new planning key sath trading karain. Kamyabi key leye mehnat to karna parti hy.
                             
                            • #1619 Collapse

                              dear brother......ap ki yeh baat bilkul thek hai aur main es say agree kerta ho k forex trading may agr nakaam ho rhy hai to bar baar koshish kery to zrore ap kamyaab ho jaye gye mgr practice demo account may kery.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                humaij forex trading main agr loss hota hay to humain himat nai harni chahiye kun kay humain galtion say hi sabak hasil hota hya or hum apni galtion say hi sekhty hain humain bar bar trading main apny skills dikhany bhahiye or himat ko bnaye rakhna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X