Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    understanding the risk is one important factor that must be controlled by the trader,, especially the risk margin of its usage ratio,,, which is the ratio of the amount used to open trading position with the rest of the margin that also serves as the durability (resistance) of open positions trading- it is,,, in order to avoid liquidation or exposed to Margin Call,
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      dear sir ap ny bht he acha thread share kya h k forex k trade mien ager apko loss ho to ap o chhye k ap es mien mehnat kerny or ager loss ho to chor na dy bel k utny tak mehnat kery k successful ho jao
       
      • #1533 Collapse

        Asalam o Aleikum . To be a success full in any field you have to plan set milestone and do efforts on your plan .If you failed to do not worry try it again but before it check your mistakes which you have done in first attempt then again do it.
        • #1534 Collapse

          t ki ha kyun kay jo admi apni nakami se dar kay kisi kam ko chor daita ha wo duniya kay kisi bi field main kamyab nahi ho sakta issi tara forex trading main app ko lagatar try kartay rahna chaiya agar app ki lagan sachi ha tu app aik din zmain agar hum himmat har jay to hum kabhi bhi is main success nahi ho sakty hain loss say bhagny waly kabhi kisi bhi business main success nahi ho sakty hain is liya ap ko forex main loss karny k bad dishard nahi hona chaiya kiu k agar hum loss kar rahy hain to agy ho sakta hay hum bohat acha profit hasil kar lain.
          • #1535 Collapse

            g dear bal kul app nay thake kaha hay k as me humay dubara dubara tary kartay ranay chw qk as tara say hum as me kabhi bhe kamyab ho saktay hay or hum aik achay trader ban saktay hay
             
            • #1536 Collapse

              bhai is main hamain mehnat se ghabrana nai chaye balky hamain chaye k hum is main agar loss bhe ho jaye to hamain us se learning kar k agay kadam barhany chaye ta k hum is main success gain kar saky.
              • #1537 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen koshish hmeshah karni chahye kyun k is business me hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah mehnat se kam kareen or achi learning k sath kam kareen is business me
                • #1538 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: speed420 پيغام ديکھيے
                  Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always









                  very interesting thread ma ye samjta ho k ye thread un logo k liya bohot achi chez hai jo ye samjtye hai k trading ma loss hona k bad chor do jo ma samjta ho k ye eak glat baat hai jab tak success na mila mehnat karo.
                  • #1539 Collapse

                    hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? g bilkul hum ko try krte rnha chahieak jab tak hm success hasil nahi kr lete kyu k jb hm har man jate hai asal hum usci waqat nakam ho jate hai hame chahiea k kabi bi har na mane or hmesha koshish krte rahae.
                    • #1540 Collapse

                      Forex tarding aik bahot acha busioness hqa hum, ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam akrna ka paisa data ha
                      • #1541 Collapse

                        bhai jan try karte rehna chahiye is business me kiun ke aap ki kamyabi usi waqt mumkin hai is business me jab aap loss hone par bhi himamt nhi harte hain or sabar ke sath is me koshish karte jaty hain jitni koshish karte hain is me ap ko utna he phir faida hone lagta hjai .
                        • #1542 Collapse

                          friends ap jab bi Forex trading karte hain to ap ko dayan se trading karni chaye or loss se bechna chaye loss se bechne ke liye ap ko Forex ke ruels ko follow krana ho ga then ap success kar lo gai. isko phele learn kro proper.
                          • #1543 Collapse

                            g haan g bilkul teekh kaha hai ye aik trading business hai world ka hmyn iss myn haar nahe manni chahye try kartey rehna chahye jab tak hm success naa ho jaen yehe tuu karna chahye hameshaa hmyn ...
                            • #1544 Collapse

                              Apki baat theak hay forex trading main humay try karty rehna chahiey tab tak jab hum forex trading ko theak say samjh na lain aur es say acha profit earn na kar len so humay himat nahi harni chahiey tab he hum esmain kamyab ho sakty hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                yes dear friend mien ap sy agree kerta hion k forex k trade mien hamain us waqt tak himmat ni hari chhye jab tak haamin es mien success hasil na ho jy or hum apny future ko secure ker saky
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X