Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    dear bilkul thik kaha ap ne k forex pe agar kisi ko loss ho jata hy to us ko dobara r dobara kam karna chahye jab tak ke us ko success nahi mil ajti wo is lie agar ap ak bar main hi himat har jaen ge to ap ko kabhi success nahi mile gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      Yes, right if you want to get success in this business of the forex trading then you should have to try again and again until you get success in this buisness, so here for getting success we should try again and again.
      • #1233 Collapse

        assalamu laaikum bhai g ye bat sach hai k forex market aik bohat hu mushkil kaam hai yani k trading bohat hi mushkil hai q k market ka koi pta ahi hota kab ap k against ajaye aur ap ko loss ho jaye
         
        • #1234 Collapse

          bar bar try ke jy to success howa jata he ham ko try krna must hote he ky ham ko chae ky ham good or ache or improving abel result recieve kry
          • #1235 Collapse

            yes we should try again and untel we suceed Jatini dair takk forex kay baray meey complet jaan nahin jatay iss ko serr injaam nahi deena chahyee Forex main app ka jitna zaida experience hoo ga utinay hee zaida faida hoo gaa Forex aaik accha part time business haa jiss say hamm earning kar kay apni zaroriat koo baa khoobi poray kaar sakhtay haa
            • #1236 Collapse

              insan ko mehnat hi karni chhaiye q k mehnat wo wahid dastak jis jis ap bar bar karne se har mushkil kaam ka darwza khol k paar kar lete hai lihaza mehnt kare forex me b ap ko kamybi zror milay gi insha ALLAH
               
              • #1237 Collapse

                G Mera Opinion b ye e Hai k chaiay dunya k ksii b field mai ap apni himmat an harain aik time esa ata h jab ap us kam mai mahir ho jatay hain ese e forex h na to ksiikoye foran ajati hai balkay ye to practice or apna mind use krne se ati h ab wo depend krta h k ap par k kitne time mai r kese par mera to kahayal h hamian kisi kam se haar nahi manni chaiay
                • #1238 Collapse

                  mere piyare doost mai abhi forex forum mai naya user ho aur abhi reciently hi forex ko join kia hai aur abhi sirf posting kar raha ho aur trading k bare mai knowledge hasil kar raha ho abhi trading start nah ki hai likin aap ki baat bohat ache lage hame himmat nahe haarne chahia trading k dooraan.
                   
                  • #1239 Collapse

                    G bilkul sahi bat hai ap koi b kam kare to ek na ek din apko uska sila mil hi jata hai to himmat math harn mehnat krta hain Allah apko us mehnat ka sila aj nhe to kl but deta zaror khas tor pe Forex pe kbi himmat math harn...
                    • #1240 Collapse

                      mere piyare bhai jan mai abhi forex forum mai naya user ho aur abhi reciently hi forex ko join kia hai aur abhi sirf posting kar raha ho aur trading k bare mai knowledge hasil kar raha ho abhi trading start nah ki hai likin aap ki baat muje bhi ache lage hai.
                       
                      • #1241 Collapse

                        je haan forex mein day by day market ku visit karnay aur es ku dekhnay se ap es mein kuch na kuch hasil karpae gae par kosis kary es mein jaldbazi aur greedy na karay ap ku es mein kafi loose hoga thankful for question
                         
                        • #1242 Collapse

                          yes ya bht must hai ap ko practice sa daily achi skills aur experience lena chye aur apni mistakes ko find kar ka eaisly ap skills ko improve kar sakty aur ap ko confidence sa trade karni chey trend ka zaray
                          • #1243 Collapse

                            g han ap ne bohat he achi bat kahi ha k ham try karte rehen aur ham apni koshish ko jaari rakhen aur jab ham apni mehnat aur koshish ko jaari rakhen gay to phir humen bohat he achi kamyabi mil sake gi is business k zariye sy
                            • #1244 Collapse

                              Try try again again untill we succeed , is a beautiful which is world proven. I do intend contesting the view of the thread initiator. Certainly I would like to add Is that in Forex trading try try again may not hold good because after few trials you may not be left with any money to carry out trading any more.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                ji main aap ki baat se bilkul agree karti hun hamen forex main kabhi bhi haar nahi maanni chahiye hamen ye sochna chahiye ke agar dusre log is main profit gain kar sakte hain to hum kiun nahi hum bhi mehnat se is main profit gain kar sakte hain..:p..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X