Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Haan yaar sahi baat hume jab tak forex par try karna chayye jab tak hum is kaam me kaamyaab nahi ho jaate kiyo ke hum aj is kaam me loss karen ge to aik din hum lazmi forex me kaamyaab hon ge....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      ji han mre bhhai agr apko kamyab insaan bnna hy to mre bhai apko hr haal me jo hy na koshish cntinue rkhni chahye qk jo successfull insan hta hy mre bhai wo humesha gir gir kr seekhna hy mgr himmt ni harta hy mgr himmt ni harta hy mre bhai
      • #573 Collapse

        jee bilkul bhai jan aap ki es baat pe mujhy wo king yaad aa gya jis ko jab shikist hui to wo aik ghaar main ja k chup gya wahan use aik spider nazr i wo spider baar baar dewar per charhti or gir jati but akhir kaar bht c tries k baad wo deewar per charh hi es baat ka king per kaafi asar hua us ny again aoni foj banai or bar bar jang karta rha aakhir kaar wo kamyaab ho hi gya
        • #574 Collapse

          kse n sahi kaha ha k agar hum kisi bhi kam mian unsuccessful ho jatay hain to wohi mistake hamari success ki taraf aik aik step ban jata hay. humain chahye kay onhi mistakes say learning lay kay apna safar jari rakhain ta kay humain success mil jaye. forex main loss honay pay agar hum trading chor jaty hain to hum looser kehalain gay islie try karty rehna chahye until we succeeded.
          • #575 Collapse

            g haan try try try and give your best then one day you become a successful trader IN SHAA ALLAH or forex main seekhne k bohot chances milty hain or ap es se seekh kr asani k sath agay barh sakty ho....
            • #576 Collapse

              forex trading main aisa nahi hai kay pahli hi bar main ap ko success mil jaye some time loss aur failure bhi ap ka naseeb bantay hain islye ap ko chahye kay kabhi bhi himmat na harain aur earning ki best se best try kartay hain ap ko sucess ho jaye gee.
              • #577 Collapse

                if you are not able to succeed .than you never give up.....must try try and try until and unless you will achieve your target successfully.
                • #578 Collapse

                  Bhai aksar ye hota hai keh Sign delivery main kisi b waja se nakam ho jatay hain for you to wo himat haar jatay hain aur forex pe mehnat krna chor detay hain. Halank aisa ni krna chahiay. Hamain chahiay ke hm apni mehnat jari rkain jb tk k hamain kamyabi ni milti. and so plz try again IN ADDITION TO again untill an individual success.
                  • #579 Collapse

                    salam dosto,ham ak bar jis kam ki koshish karty ah agar ham us ma fail hoty ha to hamy again and again mehant karni chahye ta ky sucses mily ya nai ak bar kar ky chor dia ha.
                       
                    • #580 Collapse

                      forex main app ko zada se zada hard working karna ho ge aur jab app ko app ki hard working karne ki waja se forex ka knowledge mile ga aur app ko is main experience ho jye ga tu app ko is main part time ya full time job karne se yani trade karne se app ko acha nafa hasil ho ga .
                         
                      • #581 Collapse

                        Brother, mera to koi referral hay nahi, is waja say mujhay is rebate system ka pata nahi tha, lakin ab pata chal gaya hay, ainda dhyan rakho ga is cheez ka, jab ksi ko attract karo ga to.
                        • #582 Collapse

                          Jis se kamyabi door nai reh jati is tarah ap bhi 1,2 bar loss face karbay ke baad forex trading business me kamyab ho saktay hen forex main loss honay pay agar hum trading chor jat hain to hum looser kehalain gay islie try karty rehna chahye until we succeeded agar lose ho b raha hai tab b humein wihi teek karni chahyeh .
                          • #583 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: speed420 پيغام ديکھيے
                            Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always
                            You have said completely right. Forex is a name of experience patience and skills. No matter how much money you have here you won't be able to earn if you don't try to gain knowledge. For that reason we should try our best for it.
                            • #584 Collapse

                              Forex ma jo log kamyab huna chahte hay is ko chahye ke is main kam se kam earn karna shuro kar de aur jab is main wo experience wale trader ban jye tu is main in ko nafa bhi zada ho ga aur yeh agher kehe ke in ko nafa zada ho tu is main in ko loss bhi zada ho ga kun ke risk main tu kuch bhi ho sakta hay .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                jee han janab agar hum forex business o join karty hain aur is se sikhna chahty hain toh demo account zyadaa use karey aur knowlddge gain karey agar lose ho b raha hai tab b humein himmat nahi harna chahye balkey apni ghalti sik kar wahi teek karni chahyeh

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X