Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Forex main hum jitna ziyaad mahnat krangy utna he hamin is sain faidfa hoga . Forex ek best business hai dunia ka aur iiss main koi dhoka nhi hai yeh best hai ..//..
    Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
    For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      ji blkul es business me loss hona koi bari bat nhi bary bary trader ka es business me loss hota hy bs sabr sy kam lyna chahya kbhi bhi mayus na hon . ak din zaror hum sb kamyab trader banein ghy
      • #1428 Collapse

        ma ap ki baat sy itifaaq karta hu hamay koe b busines ho us ma diheart nahe hona chae ha mjy khud 3 mahaeny tak loss hota raha ha ma ny himat nahe hari aur jo ma mistake kar raha tha us py qabo panay koshsish ki ha aur ab ma aik acha profit earn kar laita hu
         
        • #1429 Collapse

          ap ko try karty rehna chayie success hasil tak aur forex aik comfortable business hai aur forex mein aap achi money make kartay ho khuch trders loss bi kartay hain aur is ki wajah robot use karna so aap ko chaiye ky aap manual trading kary yeh best hai aap ky liye aur aap is business mein legal way sy money make kary.
          • #1430 Collapse

            yes my brother you say the right thing try try again and wicket right place in one time i go in the right place then i get it but i want from trading business
            • #1431 Collapse

              g belkul, jab tak hm successful nahi hotay hm nay baar baar try krna hoga, lekn hm nay sahi tarky sey seekna be hoga, umeed hain ek na ek time tho hm successful traders baan he jain gain.
              • #1432 Collapse

                Taaar wo kehtaay hain na kaay agaar haam kisi bhee kaam mian unsuccessfull ho jataay haain to woohi mistakes hamaari success ki taraaf aik aik step baan jaata haay. hamain chahyea keh onhi mistakes saay learnings laay kaay apnaa safaar jari rakhaain takay hamain success mill jaye ge.
                • #1433 Collapse

                  Forex traidng min lag kar agar trading ki jaei to kuch waqat agar loss bhi ho jaein to phir hum apni malomat ko update kar k kafi bari earning bhi le skate hin bas zarorat he learning aur experience min musalsal ezafa karte rahin. aur learning ko kabhi bhi end na karin.
                  • #1434 Collapse

                    yes you r rit kabi bhi ummed mat choro one day you will get success. trading mh na umeed ni hona chaiye patience se kam le or hard work krty rahe jab tak ap ya achive ni krty
                    • #1435 Collapse

                      aap nay theek kha k forex aik aisa business hai jis main aap jitna loss karo gay aap ko ismain utna hi experience ho ga or aap apni mistake ko dobara nai karo gay to is marekt main succeed kar saktay ho
                      • #1436 Collapse

                        bhai mai app ki baat sy soo phised agree karta hoon ky app bar bar try karo to or bar bar mehnat karo to yaknin kamyabi app ky kadm chumy gii inshaalla or yah to allah bi khata hai ky app menhat kro to mai zoor dou ga
                        • #1437 Collapse

                          Yes, you are right and I agree with you dear senior fellow. The most important thing in Forex trading is to keep ourselves consistent and disciplined to keep stable in Forex trading business. Therefore, it is very important for all traders to keep themselves updated with news and trend of the market and that is only possible if we do analysis of the market on a daily basis.
                           
                          • #1438 Collapse

                            jee, humen forex men try try again karni chaye yani os wakat tak koshish karni chaye jab tak hum successful na ho jaen. so humen forex men loss se ghabrana nhi chaye kun k forex ek business hai or loss business ka hisa hai jahan profit ho sakta hai wahan loss b ho sakta hai so humen loss se bachne k leye different strategies apnani chaye
                            • #1439 Collapse

                              Aap ne theek kaha agar aap ko forex main loss ho gaye to himat na harren balke es ke baary apny information ko zaida kareen loss ke Dar se kaam na choorn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Exactly,forex trading me trading kartay waqt ap ko profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai lekin loss honay ki surat me ap ko haar ni manni chahiye aur bar bar try karna chahiye aur apnay loss ko dobara recover karnay ki koshish karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X