Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    This old saying or phrase fits perfectly on Forex dear friends i.e. Try Try Again and those, who forget past mistakes in Forex, avoid previous wrongdoings; will eventually succeed too, rest assured about that.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      yer jee bilkul try try again you will be succeed in forex trading business market hum ko apani koshi jari rekani chay mare dost success tu hasel ho hi jahy gi mare dost in forex trading
      • #1338 Collapse

        yes i agree with you my dear 100 per ...that trying again and again would give us such a confidence at a place that we can earn more than we think so have to work hard to gather experience and then implement on the real account and the loss is the part of the game
        • #1339 Collapse

          jee bhai jan aap ne sahi kaha hai hamy oferx business ko learn karny keliye bht mehnat ki zarorat hai our demo account se learn karna chahiy jitna ho saky.ye bht hi profitable business hai
          • #1340 Collapse

            bilkul thek bat ki ap ny men apki bat ko agree krta hun foriex men hamen dil ni cohta krna caheay balky try krty rahen apny senior sy mushwara kren aur hard work kren gy tu ap kamyab hun gy
            • #1341 Collapse

              g haan theek kha hamain omeed nahi chorni chahe. agar loss ho bhi jata hai tou struggle kro aur forex ko learn kro zada say zada jitna ho sakay
              • #1342 Collapse

                yes ap ko koshish karty rehny chayie chorna nahi chayie aur forex ko start kar kay ap bhi forex say profit make ker saktay hey sirf ap kay pass knowledge hona chayie agr ap key pass experience nah hoga tu ap bhi earning nhi ker sko gy isi liye mein kehta hon key ap learn karo .
                • #1343 Collapse

                  ha ye to aapne sahi kaha hai aapko bahut hi try karna padata hai kyuki forex me aapko ek hi try me success nahi milta hai aapko kai din tark mahenat karna hoga to hi aapko success milta hai apako fore xme bahut hi hard work karnahoga to hi aapko succe smilta hai
                  • #1344 Collapse

                    yes bro aap ne bilkul theek bat kahi hay hmain agar forex main start main loss ho bhi jay to himat nahi haarni chahiye kiun k jo insan himat haar jay wo kamyab nahi ho sakta us main self confidence nahi rehta is liye ziada se ziada hard work karo
                    • #1345 Collapse

                      Suro suro mein nakami hoti hai lekin himat nahi harni chahia waqat ka sath aap kafi experience hasil kar lein ga aur is field mein kamyab ho jai ga at last, ameed ka damin kabi nahi chorna chahya.
                      • #1346 Collapse

                        G han bhai g agar Forex trading main loss ho gaya hai to iss ko chhorna nahi chahiey balkeh uss loss se experience gain hota hai aur hum ko phir se markets main enter hona chahey. Kiun keh bar bar try krnay se hi hum successful ho saktay hain. Aur hamara experience bhi barrhta jaata hai.
                        • #1347 Collapse

                          yes brother app ne bht achi bat ki hay main app ki bat say agree houn hamain forex trading business main kabhi bhi hiat ni harni chahiye hamain hardwork or mehnat kartay hrehna chahiye mujhay umeed hay kay ham aik din success hasil kar sakain gay or achay trader ban sakain gay.
                          • #1348 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: speed420 پيغام ديکھيے
                            Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always
                            Bilkul thk agar hum is kam mei har bhi jaen to kabhi bhi udaas na hon q k ye aisa kam hai jis mei paise ate bhi hain or jate bhi hain is liye humen chahiye k udaas na hon balke is kam ko dil se ada karen or apni tamam khawaishen puri kar sakte hain or bht se paise kama sakte hain.
                            • #1349 Collapse

                              Apki baat sahi hay agar hum forex trading main kamyab nahi ho rahy to humay try karty rehna chahiey jab hum try karty rahy gay esmain mehnat karty rahy gay to hum forex main ek din kamyab zarur hon gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai hamain loss honay oar himmat nahin haarni chahiye balkay mehnatt karni chahiye or tab tak karni chahiye jab tak hum kaamyaab nahin ho jaatay umeed chorne say to kbi kaamyaabi nahin hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X