Try Try Again Untill, We Succeded
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: speed420 پيغام ديکھيے
    Brother mera ye kehan ha ap sy kay jab bi ap is main kaam kary to ap is main apni himat bi na haray jo kay ap ki sab sy bari kamzoori hoti agar aj ap is mian loss karty ha to kal ap is main proift hasil karna bi seekh jao gay to forex ko leave mat karna try karna always
    Jee apki baat sahi hay humay koshish karty rahnay chahiey jab tak hum forex trading main kamyab na ho jaye aisy he mainy forex trading main bohat loss kea tha aur esi waja say say main sahi say seekh raha hun forex trading ko.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Yes, it is the best way of get sauces make try again and again to get success from this platform, it is not so easy to make sauces without making practice after that go to real account make earring and enjoy yourself.
      • #303 Collapse

        Zindagi k har medan ma humain yei rule follow karna chahye aur agar hum aesa kartay hain to hum success hasil kar saktay hain aur phir kamyabi hamary qadam chumti hai aur phir hum kisi k mohtaj nai hotay aur na hi humain kisi k agey hath phelanay hotay hain
        • #304 Collapse

          yes dear me ap ki bat see agree karta hu kyu kay forex business me learning ki madad se hum profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online aur profitable business hay jo humain asani se unlimited profit earn karne ka chance deta hay.
             
          • #305 Collapse

            g han brother bilkul forex business main hum jitni bhi try try again kartey hain hamen utni hi is main achi trha se success hasil hoti hey aur jab hum achi trha se kamiyab ho jatey hain to phir hamen is main try try again ki need hi nahin hoti hey.
             
            • #306 Collapse

              yeh baat to bilkul theek hay k agar koi aadmi kisi kaam main shamil hota hay to us ko us main loss bhi ho sakta hay aur us ko profit bhi ho sakta hay is liye agar loss ho jaye to himat nehi haarni chahiye balkay dubara profit k liey koshish karni chahiy.
               
              • #307 Collapse

                koshish kartay rehna chahiyay kabhi koshish karna khatam nahi karni cghahiyay ,hoslay buland rakhanay chahiyay .aik na aik din woh kamiyabi say hamkanar zaroor ho ga
                   
                • #308 Collapse

                  that is not the bad rules if we will do this then surely we can get the success in the forex easily ,the success in the forex is easy but if we will try again and again after the loss as well ,the success then we will happen otherwise we cannot get the success
                     
                  • #309 Collapse

                    is duna main ko hi kam asan na hi hai is lyea ko bhi kam agar app ko safalta na hi mita to app ko mayus na hi hona chyea bal ki jab tak app ko successful na hi milta ha tab tak kosis jari rakh na chyea is bad hi app ko successful milsakta ha.
                    • #310 Collapse

                      try try again forex main good policy hay.but agar aap ko complete knowledge and experience nai hay to aap ki her try zaia ho sakti hay.
                      • #311 Collapse

                        g han aap ne theak kaha hai humein jub tak kamyab na ho jayein baar baar try krna cahye or iss se humari kafi improvement bhi ho jaye gi lekin ye try sirf trial or demo account main mehnat krni ki had tak honi chahye real account main itna cance nahi hota hai k hum baar baar try krein
                         
                        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                        • #312 Collapse

                          g han kisi bhe kam ba bar try ker keh he hum us ko ache tarah jan sktey hain kyun keh her acha trader loss sey he sekh keh expert bunta hey aur hmain ager loss hota hey to is ka yeh mtlb ni hey keh yeh kam ghlt hey bus hmain ek achey trekey ke zrorrat hey jo keh hmain mehnut aur lgun sey he hasil ho skta hey
                          • #313 Collapse

                            gi bilkul agr ap forex trading krty hain or ap ko loss ho jata hai to bilkul b himat na harin balka sabr sa kam lain or achy ki umeed krin.himat har k forex trading chuor daina maidan chorny k braber hai.agr aj ap ko loss hua hai to kal app ko profit b ho ga.bs thori mahnat ki zarorat hai k ap ko market ki information ho.insan aksar apni galtiun sa hi sikhta hai.
                            • #314 Collapse

                              Forex mein loss tu sb ko hota hai lakin iss business mein success full wo he traders hota hain jo loss se upset nahi hota hain aur bar bar try karta hain aur apni mistakes ko look karta hain aur us ko theak karni ki try karta hain loss se hum ko profit k way deta hain iss liya forex mein try karta rehna chaya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Dear kisi bhe business may agr ham kamyab nahe hoty to himmat nahe harni chaiya balkah dobara koshash karni chaiya forex trade may bhe agr ham ko loss ka samna karna parta hay to ham ko hopeless nahe hona chaiya balkah pehly say zyada mehnet kar k kamyabi hasil karni chaiya
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X