withdrew info

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    it is a good question but as i am new here tu mjhe ziada nae pata yeh sab ap apna broker sa pocho ka kia karna chaiya aur kia nae
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex trading main ap ko apna profit withdraw kanay main koe problem nhe dakhna parta. kyon kay ya bohat aram say or free main he ho jata ha. or jab ap chhain working day main ho sakta ha.
         
      • #168 Collapse

        friends there is not any kind of the resistriction of the withdraw if you have made the profit and now you want to withdraw the money from the forex ,you can chose the any of the method for the withdraw and the best is the local transfer
           
        • #169 Collapse

          maray khayal sa brother esa koi method ni jis sa aap ko tax na dana pray agar sub sa best method ki bat hai to wo paypal theak hai keun us sa humen pay aasani sa mil jati hai or b bohat method best han waisay ma to paypal use karta ho online paymet transfer karwanay k liay
             
          • #170 Collapse

            agar ap withdraw karwana cha raha ha to sb sy fast skrill he ha skrill ma ap ki payment aik he din ma a jati ha ap phr us ko easy sy withdraw karwa skyta ha or be bht sy method ha withdraw karwana k par muj to skrill he sb sy best lag tha or ma us sy he withdraw la raha ho.
               
            • #171 Collapse

              mare dost forex trading may to boht se broker hia mare hisab se to skrill brokar boht acha hia is ki payments bi jaldi recive hoti hia banks account maay par is ka tex kuch zayad hia
                 
              • #172 Collapse

                bhai aap ko payoneer ke master card se chahiye ke forex ka paisa withdraw karwa len kiun ke master card use kar ke he aap ko forex me se easily or fast tareeky se paise nikaalny me madad mil sakti hai .
                   
                • #173 Collapse

                  ap ka jo bhi rofit ho ga ya ap ki invetment ho gia us ko withdraw karva sakty hain aur ap bank ka through invest aur withdraw bhi lay sakty hain lakin verify kiye begaire a ani inevetment ya profit withdraw nahin karva sakty agar investment nhin hai tu kisi aur ka name r account oen akr ka verify kar lain.
                  • #174 Collapse

                    forex trading main bohat he ziyda withdtrawal ka tareeqy hain or is main bohat he ziyda traders be hain jo k forex main profit kar is main apni apni tareeqy si withdtawal karty hain is main koye trader pm main withdrawal karty hain or koyee ia min money brokers main be withdrawal karty hain
                       
                    • #175 Collapse

                      bass ji app apna kaam dill lagi se kren tention lene ki koi zroooorat nahi agar ao ne kaaaam kia hai to payment lazmi mle gi aur bank account ka zaria sab se best tariqqa hai payment k lie hai
                         
                      • #176 Collapse

                        dear agar ap chaty hai kay ap ka wthdraw ap kay pas 2,3 din mai aa jaye to ap bank mai paisy mangwa lo aus se ap ko easy ho jaye ga
                           
                        • #177 Collapse

                          yaar tax to deduct hota he ha bhale app us ko payment processor ka through karein ya insta forex pa ja kr pakistani representative ban kr direct apne bank mn transfer krn app ko tax ya deduction dene hi hongi kiyn kah yeh charges apply hote he hain. all the best.
                             
                          • #178 Collapse

                            yaar aap ka question bohat hi interesting ha qk ye aksar hum jaise ghareeb mulk k baashindon k zehan me aata ha jin k i aamdni pehley hi mahdood hoti ha lakin hamin ye zehan me rakhnaa chahiye k koi hamaih q beghair tax k dene laga q k ye b to un ka ek business ha
                               
                            • #179 Collapse

                              sab se phele tu is baat ko samjh len ke insta forex ki taraf se koi tax nahi hota withdraw karne ke time main ager ap ke passy cut hote hain tu wo jis prossar main ap lete hain wo cut karte hain but ager ap srkill main apni payment ko withdraw karte hain tu ap ke koi passa cut nahi ho ga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Brother apki apni marzi hai k jis men ap withdraw krn profit ko but men to skrill matlab moneybooker.com he use krti hon because yai ek reliable online banking service hai jo k pori dunia men authentic hai. THats why ap skrill use krn.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X