Weekend p trade.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Weekend p trade.
    Hamain Weeknd o trade stop KR Deni cheye ya phir techniques use krty hoey trade ko continue rakhna cheye. Knsa method ziada behtar rahy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Weekend p trade.

    Dear weekend per trading ke Hawale se expert trader Jo Humko advice Karte Hain Uske mutabik Ham to weekend per sari trade close kar deni chahie Kyunki Friday Ko Jab market ki last session main market close Ho Jaati Hai To Uske bad Saturday aur Sunday Do Din Ki gap kay bad market open hoti hai aur jab market open Hoti Hai To usmein sometime bahut jyada gap bhi ho sakta hai jo Hamare account ke liye Khatarnak sabit ho sakta hai.

    Isliye aapko Friday trading se avoid karna chahie agar aap ki koi already rate Lagi Hui Hai to Friday ke last session main aapko Har Surat Mein vah trade close kar deni chahie Kyunki agar aap apni trade ko close Nahin Karte to vah aapke liye dangerous ho sakta hai aur usse aapka account wash bhi ho sakta hai aur iske sath sath aapko Kuchh problem ka Samna karna per sakta.

    lekin dear is ke sath sath mein aapko yah bhi batata chalun ke Agar aapka account balance Kafi jyada hai aur aap Hamesha se long term trading kar rahe hain to usmein aapko Friday Wale Din trade close karne ki jarurat Nahin ho sakti Kyunki long term trading Mein Aapki trading kabhi kabhi 1 month bhi Chalti rahti hai aur uske bad aap usko jakar close Karte Hain Kyunki long term trading Mein Hamesha aapka account balance Jyada hota hai aur aapane a bilkul minimum lot size ki selection ki Hui Hoti Hai Jiski vajah se aapka account bilkul Secure rahata Hai.

    Dear Friday kay regarding main aapko complete information share Kar Di han. Agar aap short term trading Karte Hain To fir aapko Friday trading se avoid karna chahie likn Friday ko day trading ka rules and regulations ko follow kr k day trading ki ja sakhti hai. Umeed hai apko information pasand ayin ge.
    • #3 Collapse

      Re: Weekend p trade.

      Weekend par trades ka open rakna be traders ki strategy hoti hay aur es ko stop karna be 1 trading ki strategy hoti hay je sko traders bahot planing key sath use karny ki koshish karty hey, agar trades stop kia jaye to ye be best hay aur agar trades ko continue raka jaye to ye be 1 tarha se acha profit earn karny key ley perfect trading strategy samji jati hay, traders ko market analysis karny se hi idea laga lena chaye key us ko trades weekend par close karny chaye ya es ko hold par rakna sab se best hay, koch trades jes ko ham weekend par close nahi karty ye profit be de sakty hey aur loss be de sakty hey agar apni trading me hi planing shamil na ho to per targets achieve karna mushkil ho sakta hay traders ko chaye key weekend par trade ko continue open rakny ka decision leny key ley be technique ka use karen agar market me trades ko weekend par be close kia jaye to es bat ka be khayal rakna chaye key trade loss me kabi be close na key jaye, achi trading strategy hi wo hoti hay jes key base par orders profit me close ho agar esa nahi hota to traders ki strategy aur un ki trading fail tasawar ki jati hay, agar low risk key base par trading ki jaye to weekend par be traders ko apny orders me zeyada loss nahi hota hay esy orders jo key high risk key base par hota hay es ko zaror close kar dena chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Weekend p trade.

        My dear friend weekend per trade Nahin Karni chahie yah Hamare Liye safety hota hai Kyunki Jab Friday ko market close Hoti Hai To Monday ko market gap ke sath open Hoti Hai jismein market ki movement ko samajhne Mein Thoda Mushkil hota hai isliye yah Hamare liye bahtar hota hai ki Ham Agar we can per apni trade close kar de ya Aise trade Karen ke small time frame per trade lagaen aur Friday market closing se pahle apni trade bhi close Karte yah Hamari Lagi Hui trade Apne time per close ho jaaye aur Hamen result Milte Agar Hamari trade hold Hoti Hai To iski tension sirf is Baat per Hoti Hai Ke Mande ko market kis movement mein Main hoge aur Hamen loss Hi Na Ho Jaaye loss se bachne ke liye jaruri hai ki weekend per trade ko avoid Karen Taki aapko loss Na Ho Monday to Thursday in days Mein Ham Agar trading Karen aur Achcha profit Hasil Kar Le To Hamen Friday Wale Din trade Nahin Karni chahie Taki hamen bhi Kan per Kisi bhi Tarah ka koi bhi problem Na Ho Aur na hi Hamen tension Ho Friday ko trading isiliye white karne ko kaha jata hai ki agar Hamari trade hold Hai To Mande Ko Hamari trade loss Mein Na Chali Jaaye Iske alava agar koi expert trader Hai yah bahut acchi trading Karte Hain To vah weakened per bhi apni trade hold Rakh sakte hain lekin jo new members Hain unko chahie ki Apne account ko save rakhte Hue apni trading Karen aur Friday Wale Din trading ko avoid Karen
        • #5 Collapse

          Re: Weekend p trade.

          my dear forex member forex trading aik best online trading ka business hai jis main hum jitni mahnat karen otna he jaldi kamyab hongy forex main achi earning karny k liye hmain apni trading ability ko bhi bahter or strong krna hota hai jub hum apni trading ability ko bahter or strong karty hain tu es se hum kamyab ho slty hain or achi earning kar skty hain weekend par trading karna o osy hold rakhna risky hota hai q k jub hum apni tarde hold rakhty hain tu market monday ko open hoti hai jis main kuch bhi hony k chances zayda hoty hain es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading ko friday ko yah tu karna nahi chahye or na he friady ko trade hld rakhni chaye jub apki old trade hoti hai tu apko monday ko loss hony k chances zyda hoty hain es liye aghr ap chahty hain k apko loss na ho tu apko apni trading k sath sath apny account ko save rakhna hoga jis se hum kamyab hos kty hain or achi earning kar skty hain ap k liye yahi best ota hai k jub ap trading karty hain tu friday ko trading na karen avoie karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex aik best business hai laken es main risk bhi zayda hota hai jub risk zayda hota hai tu loss bhi zayda hota hai tu apko apni trading main risk ko manage kar k apni trading krna hogi jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Weekend p trade.

            G han dear jhan tak ap daikhtye hain tu normal days ki nisbat monday aur friday ko market mai kafi momnet hoti hai khas kar friday ko kiyu kay us day mai market na close hona hota hai tu ap ka kam hai kay ap friday ko trade ager open kartye hain tu soch samjh kay aur daikh kay kiya karain aur ap es mai kosesh kiya karain kay apna trade ap nay friday ko market close honye say phalye he close karna hai ager ap nay aisa nhi kiya tu ho sakta hai kay ap ka accont bhi wash ho sakta hai tu hamesha samjhdari kay sath kam karain aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap ko bachtawa na ho aisa nhi hai kay ap es mai trade open na karain ap trade open karain per kosesh kiya katlrain kay market kay close honye say phlye he ap ka trade close ho jaye kiyu kay akssr aisa hota hai kay jub feiday ko market close hoti hai tu monday ko wo whan say open nhi hoti hai jis kay bad ho sakta hai kay wo kafi gap mai open hoti hai jos ki waja say ap ko kafi nuqsan uthana par sakta hai tu es waja say mai ye khana chata hun kay ager ap nay short turn trading karni hai tu pher ap friday ko bhi kam kar saktye hain per ap nay long turn karni hai tu ap ka kafi nuqsan hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye faida ho jata hai aur short turn mai ya tu ap ka faida ho jata hai ya tu ap ka lose ho jata hai per ap ka account safe rhata hai es cheez ki gurenty hai ye ap nay yad rakhna hai ager ap nay acha kam karna hai tu hamesha soch samnjh kay aur daikh kay karna hai ap kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Weekend p trade.

              Weekend per trading karna risky isliye hota hai Kyunki market ka closing time hota hai jismein market koi bhi moment change karne mein time nahin Lagati Hai isliye Agar Ham apni trading kar rahe hain to ine Baton ko acchi Tarah Se samajhna Hoga aur pher trading karna Hogi Forex mein agar aap apne account ko save Rakhna Chahte Hain To Apne trading co use method ke sath Karen jisse aapko profit bhi Mile aur aapka account bhi save Rahe weekend per trading isliye risky hoti hai ki Jab Ham weekend Mein Friday trading karte hain to hamare market Saturday or Sunday ko close hote hain Jiski vajah se Hamari trade bhi hold Rah jaati hai agar Ham Apne trade ko hold rakhte Hain To fir Manday ko market Kisi bhi trend ke sath Hamen mil sakti hai jisse Hamen loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai isliye Aisi unexpected situation ko samajhne se behtar hai ki aap Friday ko apni koi bhi trade hold na rakhen aapane Agar Friday ko trade karni hai to Usi Din Apne trade ko close kar den Taki aapko weekend mein kisi bhi Tarah Ki Koi pareshani Na Ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Weekend p trade.

                assalamu alaikum forex market Mein trade karne ke liye aapko 5 days diye jaate Hain inmein aap kisi bhi time per trade kar sakte hain kyunki yah market 24 hours open hoti hai aur ismein jab chahe aap trade kar sakte hain is market Mein trade karne ke liye aapko sabse pahle apna ek trading plan set karna hota hai aur usmein apna target set karna hota hai aap is target ke liye hath se apne account per risk le rahe hote hain agar aap professional trader Hain to aapko target jyada set karne mein matlab nahin hota magar jab tak aapki learning complete nahin hoti aap apne account per jyada target kabhi bhi set na Karen kyunki jab aap apne account per target jyada set karenge to uske liye aapko jyada risk Lena padega aap aapki chahie kya aap apne trading scale Kale hath se apna target set Karen aur uske bad is market Mein trade Karen aapane agar weekend per red open karni hai to aapko chahie kya aap is market ke cryptocurrency per trade Karen kyunki vah 7 days open hote hain aur main aap jab chahe kam kar sakte hain iske alava Baki jitne bhi currency pairs available hai vah sirf 5 days ke liye open hote hain usmein aap fayde sirf kam kar sakte hain is market Mein apne khud pair select karna hota hai jis per aapane trade open karni hoti hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X