Behtar Kaya Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam o alikum everyone acha trader wo he hota hai jo kam profit pr work karta hai or phly sekhta hai profit or loss ka khyal bhe dil main nai lata bus learn karta hai isy lia us ko market ki har sitution ka andaza ho jata hai ky kn sa best time hai trading ka or kis waqt hum trading kr ky acha profit bana skaty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      expensive start out mai hum ko fx ka hawa sya kafe hurt finding out ker na hogi aur es ki test bank account ki assist state hum ko kafe hurt train bhe ker na hogi taka hum thek sa es business ke information aur expertise hasel ker sakan.
      • #18 Collapse

        i use a hedging kind of strategy to trade news like i open two orders at almost same parice one buy and one sell i put sl value but doana enter tp and when the price moves in any direction one order is closed by hitting sl and other goes in profit. and the net outcome is always profit.
        • #19 Collapse

          Koi ager ye chahta hy keh wo aatya hi forex trading say profit kamana start ker day to ye itna aasan kam nahain hy is kay liay aap ko sab say pehlay isay sekhnay ki zarorut hy ager aap isay sekh ker khain gay to aap ki future trading good ho jaye gi lakin ager aap isi terha hi keray rahain gay to kamiabi nahain hy.
          • #20 Collapse

            forex koi machine nai hai yeh business hai and har business ke tarha is main bhe profit k sath loass ka chance hota hai and issi liye hamain is ko as a business he treat karna chaye...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              behtar to yehe hota hai k forex main tab hi aya jay jab is se related har chez ka knowledge hath main ajay warna is main anay ka koi faida nahi hota.yeh best business hai aur is se huge profit earn kiya ja sakta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X