Overconfidence can badly affect the trade.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Overconfidence can badly affect the trade.

    Hy friend ummid karta hun kya sab khairiyat se hongeForex trading ma over confidence sy ik he sorat sy bacha ja sakta hai ham pehle demo ma achi practice karyn or phr learning or knowledge ko trading ma utilize karyn. Forex trading ma jo en k bena trade karny ka sochy ga b wo over confidence k zumry ma aye ga.Forex trading mein bahut jyada last kar sakte hain yahan tak ke ham apna account wash kara sakte hain aur confidence se isliye hamen sabar ke sath work karna chahie work ko hard work mein change karna chahie thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Overconfidence can badly affect the trade.

      hello guys aapane bilkul hi Sahi kaha hai ki aur confidence ka istemal hamen nuksan deta hai aur hamara account jald Bhaskar Deta Hai hamen overconfidence ka istemal nahin karna chahie balki hamen market ki movement ko ek dafa samajh karte hain laga dena chahie aur koshish karne trading ke dharam tej photos t****** ka bhi asthma Karen jab bhi trade lagaen Tu kaun lot size rakhe aur long se kam tatha ko injection hamen proper tarike se kamyabi hasil hogi
      • #33 Collapse

        Re: Overconfidence can badly affect the trade.

        Confidence hona achii baat ha aur agar ap confident hain tu ap ki success kay chaces bhi zada hain lekin agr ap overconfident ho jaaty hain phir app ka hi nuqsaan hota ha app ko loss hota ha.App usi waqat over confident hoty hain jab app ko profit milna start ho jaey phir app soochny lagty hain ab ap ko sab kuch ota chal gia ha ab ap samaj gay hain aur ap ko kuch sikhny ki zarurat nhai ha actually kabhi bhi asa nhai hota .Agar ap over confident hoty hain tu ap apna hi nuqsaan karty hain khunky ap sahi se successful nhai ho sakty aur asi mistakes kar dety hain jin ka app ko ota bhi nhai hota is liy asi mistakes kabhi bhi nhai karni chahiya.
        • #34 Collapse

          Re: Overconfidence can badly affect the trade.

          Assalam walekum dear Forex members yah baat kafi had tak durust hai ki jab hamen ekmatra profit aasan hota hai to Ham overconfidence mein aakar dobara trade laga dete Hain jiski vajah se hamen lass uthana padta hai isiliye main is baat se matmenu ke jab aapko profit ho jaaye ho jaaye to overconfidence se behte hue trading ko rok den Jo kuchh Mile use per shukr Ada Karen
          • #35 Collapse

            Re: Overconfidence can badly affect the trade.

            trading mn ham ko chye k ham is mn bhi bhi over confidence na hn ham ko chye k ham ismn confidence k sath work karain ham is mn kabhi over confidence na hn over confidence ham ko hmesha loss ki traf lay kar jat ha ham ko chye k ham is mn mehnat karain or mehnt se ham is mn trade open karain tu ham is mn kmaaybi hasil kar sakty hn
            • #36 Collapse

              Re: Overconfidence can badly affect the trade.

              Hamen se Business mein kam karte hue overconfident bilkul bhi Kam Nahin Karna chahie confidence ke sath kam Karenge To Hamen se kamyabi Hasil kar Payenge Hamen Apne kam karna Achcha acche tarike se karna chahie Soch samajh kar dena chahie Apne kam ko Hamesha confidence ke sath karne ki koshish Karna chahie confident se bahut jyada important hota hai is business match kamyabi aur Achcha profit Hasil karne ke liye
              • #37 Collapse

                Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                Ji han bilkul theek baat hai aur confidence hamesha hamari trade per Ham per bahut jyada effect karta Hai kyunki Ham aur trading mein aur confidence mein aur trading kar dete Hain Ki hamen is per confidence confirm hai ki yah trade profit degi aur yah date niche jayegi to isliye hamen chahie ki Ham aur confidence ke sath kam na Karen kyunki usmein bhi nahin hai aata hai jata hai
                • #38 Collapse

                  Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                  Assalam walekum members aapane bilkul theek baat ki Hai Kisi bhi business ke andar agar aap overconfidence Ka Shikar hote hain tab aap acche tarike se aane wale nahin kar sakte aur aapki trade per ke upar bhi effect padta hai agar aap overconfidence karte hain trading ke andar tab aapko nuksan ka Samna karna padta hai agar of our confidence that kar kam Karenge tab aapko profit hi prapt hoga
                  • #39 Collapse

                    Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                    over nhe hona chahye ha kabhe bhe kis bhe kam main kun ka ye bahut he zeyada nuksan ka sab ban raha hota ha jab bhe ap trading main over confidace hoty han ya over trading karty han is ka ap ki tarede par bahut he gehra asar hota ha to yehe sab hota ha jis sa ap market main loss kar rahy hoty han to is sa bach kar ap market main acha kam kar sakty han
                    • #40 Collapse

                      Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                      Dear Rex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear aapko kabhi bhi our confidence ke sath forex trading mein overconfidence se Kam Nahin Karna chahieKyunki overconfident Hamen bahut nuksan Karta Hai To Hamen chahie ki trading karte hue overconfident Na Ho Agar Hamen Ek Dafa profit Ho Gaya Hai To Hamen mehnat ko jari rkhna chahie confident ho kr trading Karni chahie lekin overconfident Nahin Hona chahie is trha Ham nakam sy bch skty Hain.
                      Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                      • #41 Collapse

                        Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                        Dear apny thk kaha hy key kisii bhii jaam main confidence zaroorii hota hy lekin overconfidence kafii nuqsan deta hyy agar hum loog koi bhii post karty hain to us key bary main hamesha us kaam key bary main sochty hain kia ye kaaam hamara sahii hy or us par agar hum loog confidence krain to sahii iska kou bhii effect nhii hota hyy agar hamain pata bhii ho key ye kaam sahii nhii hay us par bhii hum loog confidence rakhain to usey hum loog over confidence kehty hain jo key ye kafii effect karta hyy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Overconfidence can badly affect the trade.

                          Ja ha bilkul overconfidence hamari trading ke liye bahut hi jyada Ham dangerous hai isliye hamen chahie ki Ham kabhi bhi overconfident Na Rahe pal ke market ke movement panelize Karen aur acche se kam Karen hamen apni jaldbazi aur lalach mein nahin aana chahie balke sabar se kam karna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X