agr han aik bar forex main nakam ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha kayab hais kar sakty hian ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar akty hain yai aik real business hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим