Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn
    Doston jahan tak meerut danga experience hai tu tu to Maine yahi learn kiya hai ki ham log apni rojana ki Anya ko increase karne ke chakkar mein hamesha nuksan uthate Hain kyunki jyadatar trade 1 din mein maximum amount auron karna chahte hain jiski vajah se unko Bar Bar trade lagana padati hai aur close karna hoti hai jismein spread bhi per karte hain aur kuchh mein loss bhi ho jata hai aur angreji wali hamara capital minimise ho jata hai isiliye mere khyal mein rojana hamen agar do $4 bhi mil jaaye tu mere khyal mein ya average bhi kafi hai kyunki is tarah karke ham log apna monthly target 100$ tk easily Le ja sakte hain aur ismein jyada risk bhi nahin Lena padega aap logon ki is bare mein kya suggestion hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

    hamy daily acha acha kam karna chahey hamy soch samaj kar makret main trade lagani chahey pher hi hma kmayb ho sakty hain or acha profit dollar main hasil akr sakty hian hamy apny profit ko with drwa karnawa lena chahey hamy forex main aik time table bana kar daily base par kam karna chahey pher hi ham kmayb ho sakty hian yai kabe be band na hony wala aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

      G haan billkul AP ki bat tk ha forex trading ma ham trading krta Han tu agr hamin daily ka 3 sa 4 doller bi milta Han tu TK ha lakin ma AP ko btana chahta hon jb ap forex trading ma ak plaining ka sath ak target ruk kr analysis kr ka trading kran ga tu AP apna target pora kr sakta Han Mera khyl ma daily ka 10$ ka Target ruk kr Kam krna chahia keon ka jb AP mehnat sa Kam kro ga to daily ka 10 $ easily earn KR sakta han
      • #4 Collapse

        Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

        jb hum trade lagaty hain to hum ko aoni trades ka daily ka target mind mein rakhna chahye aur voh daily ka target aisa hona chahye jo aasani se acieve kiya ja sakta ho.hum ko ziada lalch nahi krni chahye aur daily ka target sirf 5 to 10$ tak ho to ye aasani se hasil kiya ja sakta hai.bs daily apna target achieve krein aur oskay baad trade close kr lein.phir next day ki planing ki tiarai krein.aisa bilkul na krein k 24 hours trade mein klaay rshen.
        • #5 Collapse

          Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

          Trading ak muskil kam ha posts aur threads karna ke nasbit aur dakha jaya to asal kam he wo ha new members jin k pass abi experience nahi hota ha un ko chya k wo bhot soch k trading kara aur starting ma jatna b easily profit possible ho wo hasal kara na k lalach ke waja sa apna loss karwaa laaa aur sath sath ma sikha b aur analyze kara market ko aur smja aur jab ap ko laga k ap expert ho gya ha tab phr jasa ap munasib smja wasa trading kara.
          • #6 Collapse

            Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

            mere khiyaal main mera ka matlab hay kay forex business main hamain thoora thoora profit kamana chaheye oar ziyaada lalach main nahi aana chaheye hamain forex business main market ko samajhna chaheye oar agar shuru main thoora earning bhi ho to theek hay
            • #7 Collapse

              Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

              g bhai baat tu ap ki kafi had tak theek hai kai agar hum 2 say 4 dollar bhi daily ka target rakahain tu kafi hai humaray liyay because haftay main 5 din aur month main 20 din hotay hain aur is hisab say aik month main hum 40 say 80 dollars kai darmian profit earn kar saktay hain jo kai aik achi amount hai part time business kai hawalay say lakin baat yeh hai kai yeh kehna tu buhat asan hai lakin is per amal karna utna hi mushkil hai because jab humay thora say profit ho jata hai tu humaray andar lalach ajati hai kai hum mazeeed profit banayn is market main jiss ki waja say kamaya howa profit bhi loss main badal jata hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Daily k 2-4 Dollar bi kafi hn

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
                Doston jahan tak meerut danga experience hai tu tu to Maine yahi learn kiya hai ki ham log apni rojana ki Anya ko increase karne ke chakkar mein hamesha nuksan uthate Hain kyunki jyadatar trade 1 din mein maximum amount auron karna chahte hain jiski vajah se unko Bar Bar trade lagana padati hai aur close karna hoti hai jismein spread bhi per karte hain aur kuchh mein loss bhi ho jata hai aur angreji wali hamara capital minimise ho jata hai isiliye mere khyal mein rojana hamen agar do $4 bhi mil jaaye tu mere khyal mein ya average bhi kafi hai kyunki is tarah karke ham log apna monthly target 100$ tk easily Le ja sakte hain aur ismein jyada risk bhi nahin Lena padega aap logon ki is bare mein kya suggestion hai
                An tou hamary pas bonus amount hi bahot kam hoti hai ky agar hamain bahot kam profit bhi hasil hota rehy tou best hai ky kam sy kam hamain daily ka profit tou hoga agar ham sirf loss kerty rehain tou ham forex market main kabhi bhi successful trade nehi ker sakain gy ky ham bary profit ky lalach main apna sara balance zaya ker dety hain

                اب آن لائن

                Working...
                X