Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?
    Forex trading market main jab bhi ham koi lot lagatay hain to trading ki success kay liay lot ka choose apnay account kay size kay mutabiq kartay hain yehni jitna capital ho ga utna hi trade volume ho ga aor agar account small hay aor lot size ziada laga di to kia yeh profit kay liay thek rahay ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

    Agar aapka small account ho to small lot size ka use karna chahie small lot size ka use Karenge Apne account ko safe Rakh sakte hain aur Prophet Hasil kar sakte hain small lot size lagakar Forex Mein success Hasil kar sakte hain Forex mein humko Jyada Se Jyada money management ko follow Karen Forex mein humko Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie aur Soch Samajh Kar trading Karni chahie tabhi M profit Hasil kar sakte hain
    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
    • #3 Collapse

      Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

      dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay achha account ballance bahot zroori ha aur agr apka account ballance km ho to kbi bhi big lot size use na kren keun k small ballance k sath agr ap big lot size lga kr ziada profit hasil krnay ki koshish kren gay to jald he account bhi wash ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

        Dear brother forex trading men jitna ziyada capital hota hey utni achi trading hoti hey aur utni achi earning hasil kar saktay hen lekin agar bonus kam ho tu bari lot lagana bewakoofi hey kiun k iss men account jaldi wash ho jata hey iss liay kam bonus pe bilkul small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur koshish karen k stop loss ko zaroor manage karen
        • #5 Collapse

          Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Forex trading market main jab bhi ham koi lot lagatay hain to trading ki success kay liay lot ka choose apnay account kay size kay mutabiq kartay hain yehni jitna capital ho ga utna hi trade volume ho ga aor agar account small hay aor lot size ziada laga di to kia yeh profit kay liay thek rahay ga?
          Bilkul Nahin aapko Yahan small account per Big Lot size ka use nahin karna chahie big load size ka use to aapko from capital per bhi nahin karna chahie Yahan Forex trading market Mein Jab Ham Koi trade Lagate Hain To Yahan load price ka bahut hi Soch Samajh Kar use karna chahie Kyunki Agar Ham lot size bigger use kar rahe hain to iski vajah se Hamara account wash ho sakta hai hamara capital Jitna is strong Hoga aapke liye full trading karna aur is market Se Achcha profit Hasil karna itna hi Aasan ho jaega so aapko always Yahan proper tarike se trading karne chahie Kyunki proper planning Karne Wale proper analyse Karne Wale proper tarike se trading Karne Wale members forward kamyabi Hathi karte hain money management ko follow karte hue agar aap reading karte hain aur trade Mein Sambhal lot size ka use karte hain to Fir Aap Yahan Apna account bhi safe Rakh sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

            Dear pak forex member amount ap ka pas kam ho ya ziada ho dear lot size ka khyal rakhy kam sa kam lot size lgay kuy ka agar apki amount kam aur ap trade start karty hain air lot size hheavy lgaty hain in case agar apko loss bhi ho jay to apka acount bhi wash ho skta ha is ly apny bonus ka acha use kary isay safe rakhy kam sa kam lot size rakhy aur jo bonus mily usi ma khush ho jay
            • #7 Collapse

              Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

              small account mein kabhi bhi ham ko big lot use nahi karna chahie kyon ky is say ap se money management ka rules broker ho jaye ga jis say ap ka account he wash ho jaye ga ap ky pas forex mein jitna bhi capital hai ap ko usey money managment ky sath kam karna chahie phir hi ap forex mein acha kam kar sakte hein aur life time ky lea success ho sakte hein.
              • #8 Collapse

                Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                aapko lot size Aapke Kaun ke mutabik Lagana chahie aapka Jitna aapka Jitna account hai agar aap apna Laut Sahi Uske mutabik lagaenge to Fir aapko last hone par bhi Jyada nuksan Nahin Uthana Padega isliye Jab Bhi trading Karen use per lot size Apne account key management ki Bata Baker lagaen Taki aap nuksan bardasht kar sake aur profit b hasal kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                  agar aapka account balance chhota hai to kabhi bhi aap ismein overtrading na ki agrawal ke apne account ki capacity ke murabba ki usmein lot size use Kya karenge ke jitne jyada aapas mein lotsa use karenge aapas mein itna jyada kamyabi ho sakenge to sab members ko chahie kya hua ismein acchi tarah se ek acche trader ki tarah se main trading Kya Karen kabhi bhi himmat Na harna Karna kyunki Jo ismein jitni jyada mehnat ke sath acchi tarah se Kam karte hain vah is mein kamyabi ho jaate Hain to remember squares main aisa Hi karna chahie kyunki yah business bahut achcha achcha aapko jarur kamyabi milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                    Asslamualikum forex trading main small lot lgaen is trah account safe rehta hy mehnt krty rahen kamyabi zaroor mile g jitni ziada mehnt hog us se kahen ziada kamyab hony k chances hyn always mehnt krne wale kamyab hoty hyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                      jinhan dost apne sahi kaha hamain small lot size par kabhi bhi big lot size use nhi karna chahye agar ham small account par big lot size rakhian ge to hamara jald account wash ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                        Forex trading market main jab bhi ham koi lot lagatay hain to trading ki success kay liay lot ka choose apnay account kay size kay mutabiq kartay hain yehni jitna capital ho ga utna hi trade volume ho ga aor agar account small hay aor lot size ziada laga di to kia yeh profit kay liay thek rahay ga?
                        Dear big Lot size ka matlab jyada risk Lena Hai to agar hamara account balance kam Ho to hamen kabhi bhi jyada risk Nahin Lena chahie hamen chahie Kya Hamesha Apne account ko dekhkar trading Karen money management ka hona bahut jaruri hai agar Ham Apne account se jyada lot size lagaenge to iska matlab yah hai ki Ham Apne account ko khud Hi wash karva Rahe Hain to hamen chahie ki Ham darmal lot size lagaen aur money management Karke uske mutabik hamen lot size lagani chahie jitna loss Ham bardasht kar sakte hain aur account varsh hone se bacha sakte hain to hamen utna hi lot size lagana chahie.
                        سرکار
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                          Small account par lot size bhi small hee thek hoti ha lakin agar expert trader ho jiss ke experience aor knowledge men koey shak nah ho tu wah broker ki leverage se small account par bari bhi laga sakta ha lakin aesy surat men zara se analysis ki ghalti bary loss ka sabab ban sakti ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                            small account main hum kabhi bhe big lot ko use nahi kar sakty hain or agar hum aisa karen gy to bhot bewaqufi he karen gy jis main hamara he nuksan hoga or hamara account tak wash ho jae ga hamen forex main hamesha he bhot achi learning or achy experince k sath he kam karna hoga tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain tabhi hum forex main kamiyab hongy ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia small account main bhi big lot thek rahay gi?

                              Small account balance mein big lot size use kurna risky huta hay kyun Kay trade laganay say pehlay hamesha account balance daikh kur e lot size select kurna chuhye agar kisi wajah say loss hou Jaye to account bilkul wash hou Jaye ga aur loss recovery Kay liye kuch bhi nahi bachay ga.esliye small lot size lagana ideal start hay kyun Kay thoura thoura kur Kay earn kurna zayada kamanay kay chakur mein sub kuch zaya kurnay say behtar hay.lehaza lot size capital Kay mutabiq select kurni chuhye takay baray nuqsan say bacha Jaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X