Information about Metals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about Metals
    Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aapko yah batana Chahta Hun Ki is Forex trading Mein jitni bhi mattel's hoti hain Jin par Ham apni trading Karke profit Hasil kar sakte hain agar aap Jyada profit Hasil karna chahte hain to aapko pahle properly and metals ki learning Karni Hogi aur Jis metal ki aapke pass Jyada knowledge use per aapko trading Karni chahie. En metal per trading kr sakhty han

    1: Gold

    2: Silver

    3: Platinum

    4: Palladium

    5: Copper

    6: Bars

    7: Coins

    8: Rounds

    Umeed hai apko post pasand aye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information about Metals

    Hamen Forex Mein kam karne ke liye sabse pahle Achcha experience are Sar karna chahie Hamen Achcha experience Aasan karne ke bad market ki movement ko samajhte Hue stop loss ko istemal karke market Mein kam karne chahie Agar Ham kam karte hue Koi mistake Karenge To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni mistakes to avoid Karke kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Information about Metals

      hamy metal ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is makin sell or buy ky ordar lagany chahey pher hi ham kmatyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar akty hain ham is main apni mrzi sy bager pasio ky account bana lar be kam kar sakty hain yai aik sa business huain jis maion kam karny ky liye hamy kiis be offfice jany ki zaort nahi hoti hain
      • #4 Collapse

        Re: Information about Metals

        Yes. Forex ki zuban ma en metals ko commodities kaha jata hai. Forex commodities ma trade karny k lae bhot sara experience or capital chahe hota hai. Forex trading ma jo commodities ko easy leta hai wo hamesa apna acct wash kara bethta hai. Forex trading ma commodities ko samajmy k lae demo acct best hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Information about Metals

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aapko yah batana Chahta Hun Ki is Forex trading Mein jitni bhi mattel's hoti hain Jin par Ham apni trading Karke profit Hasil kar sakte hain agar aap Jyada profit Hasil karna chahte hain to aapko pahle properly and metals ki learning Karni Hogi aur Jis metal ki aapke pass Jyada knowledge use per aapko trading Karni chahie. En metal per trading kr sakhty han

          1: Gold

          2: Silver

          3: Platinum

          4: Palladium

          5: Copper

          6: Bars

          7: Coins

          8: Rounds

          Umeed hai apko post pasand aye ge.
          Apnay buhot achi information share ki hai metals kay baray mai in sub metals mi jo ziyada precious hai wo hai gold aor esmai trading be buhot ziyada hoti hai ziyada tar traders gold mai trading ko preferred kartay hai kiu kay gold mai trading kafi ziyada profitable hoti hai eskay ilawa silver mai be trading hoti hai lekan gold jitna nahe sub kay sub metals valuable hai forex traders ky leye so trades ahteyat kay saath hai lainay chaheye
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: Information about Metals

            ji mashallah bahut accha question hai ki metals per trade hoti hai doston hamare country ki yah other country ki jo currency banti hai vah sabse jyada gold per banti hai kyunki gold ek bahut hi jyada precious metal hai jis ke upar sabse jyada trading ki jaati hai aur aur iske bad silver per trade hoti hai vah bhi kisi ab tak precious metal hai isiliye use use per bhi trading karne se kafi accha profit hota hai vaise to iron Platinum palladium brass copper silver nickel aur bahut sari chijon per trading hoti hai trade market aur forex trade market mein sabse jyada Jo paper Kiya jata hai vah hai God kyunki main bhi mere khyal mein jitne bhi country Hain sab ki currency gold ke upar hi banti hai shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Information about Metals

              Achi aur informative post ki ap ne humein b iss thra ki Achi aur informative posting krni chahyie aur posting trend ko change krna chahyie kun k yahan iss platform per zaida tr members aik Thra ki posting krty hain jo forex k rules k against hain humein different kism ki posting krni chahyie aur hr bar koi new topic pr information share krni chahyie hamry pass kafi sary topics hain bt krny ko jin pr hum achi threads create kr sakty hain aur humein Krni b chahyie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Information about Metals

                Kisi bhi trading object pr trade karni ho to us k leye us object k bary mein axhi information ka hona us object ki price values recent market values r trend in sb chezu ko check karna r basic information ka hona bahut matter karta hai r sb se important ye k us pr ap ka experience kesa hai r is k leye chahy vo koi metal ho ya curreny ya kuch r jis object ko ap trading k leye select krein us pr ap ki grip agr strong hai r us k bary mein ap ka knowledge axha hai to ap us object ko axhy se deal kr sakty hein r us object se axhy se trade kr k earn kr sakty hein,..

                اب آن لائن

                Working...
                X