Dear yah bat to hai k forex aik risky kam hai to is lai ham ko zyda mahnat karna party hai taky ham forex main mojood risk ko kam se kam kar sakain. q k ham na is risk ko mentain karty huy profit earn karna hota hia. to jab risk laity hai to us se ham ko profit b hota hia or loss b ho skata hia. to kia koi aisa profit ya loss hai jiss na ap ki life ko change kar dai ho. q k jiss trah forex earning bohat day sakty hia to is trah forex loss b boaht da skaty hia . jahan tak mery bat hai k main kafi period k bad forex maikn trIDNG KANRny ka lai aya ho . main na zyda bonus waly account se trading ki hai or mera sab se bara loss jiss k bad main kafi period tak trading nahe kar saka wo 100 dollar tha jiss k bad main thora furstration ka shakar ho gya . lakin ab mind relax hai or ab again se trading krny or apny ap ko bahter karny ki koshish kar raha ho .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим