support and resitance with pavot point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    support and resitance with pavot point
    Dear yah bat ham janty hai k forex iak boaht risky kam hia or is main us time tak earn nahe kar skty jab tak ham is risk ko mentain na karin or risk ko kam se kam na karin to is risk ko kam karny k lai ham ko different techniques ko use karna parta hai jiss main support and reisistance boaht important hai . support and ristance ko check krany ka different ways hai . candle stick se main share kar chuka ho aj pavot point se share karty hai.
    Sab se pahy hai ko ko pavot point lana hota hia. pavot point lainy ka lai ham 3 price k level chahy . last high and last low and last close point yah teeno point ko la kar un ki average lai lain. ab hamain resistance ko check karna hai. to (2* pavot point )- prevous low
    Phir ham ko chahy support level to (2*pavot Point) - Previous high to is traha ham support and reistance maloom kar skty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: support and resitance with pavot point

    hamy support or resistance ko achy sy samaj kAs is main povit point ko achy use karna chahey hamy forex main kamaybi ky har tool ko use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profti hasil kar ky apni zarorto ko opora kar sakty han ham is main day main kam kar sakty haun or ham is main apni marzi sy night main be kam kar skaty hain
    • #3 Collapse

      Re: support and resitance with pavot point

      Forex 1 international business hai Ham ghar mein baith ke iska kam kar sakte hain ismein Hamen market ki movement ko Samajh Kar kam karna chahie Agar Ham kam karte hue Koi Chhoti Si galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bus Sabar karna chahie aur Hamen next apni mistakes to avoid Karke kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: support and resitance with pavot point

        Gee suport or resistance ko samajhna market ke andar Rahane wale ke liye bahut jyada jaruri hai sport aur justice jo hai yah aap Logon ke liye ek Ham naraj hai.
        Market ki was very hard Jis Se niche graph market ka Nahin Jata usko sport Kahate Hain aur Market ki vah wali had Jis se upar market ka graph Nahin Jata ko ham log resistance Kahate Hain.
        Juhi resistance for sport ki line Lagti Hai To vahan se ek pivoting point Milta Hai jisse market jo hai vah Achanak Murti hai usko pivot khty han. Aap Logon Ko chahie ke pivoting point ke upar Jab Bhi market aaye to resistance aur sports ko Dhyan Mera kar per jakar trade lagaen
        ​Forex is the Best Business of the world!
        • #5 Collapse

          Re: support and resitance with pavot point

          aoa bhi jan ap ki bat thek hai ap ko as sae ap ko bht zaida fida ho ga so apny accunt ko bht khch analysis kar skty hain so ap ko as sae apko finlyu as me kafi had taqk manht karni parti hai aor as sae ap ko fida ho ga aor forex me profit ho ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: support and resitance with pavot point

            Support aur registence point bahut jyada Jaruri hote hain support point voh hota hai Jiske bad market up side per move karne lagti hai aur resistance point wo Hota Hai Jis per market ke downside per Move karne ke chances Jyada hote hain Agar Ham suport or resistance trading karna chahte hain To Hamen chahie Hamesha strong resistance per trade lagaen aur Agar Ham Chahte Hain Ki Ham support Ke jariye trade lagaen to uske liye Hamen strong support par Lagane chahie is Surat Mein Hamari kamyabi ke chances bohat jiyada ho Jaate Hain aur is baat ka chance hota hai ki ham log Kamyab Ho Jaenge Kyunki Forex trading mein support resistance points jaroro hotay Hain agar AP forex ki learning kar rahe hain to support or resistance ko jaane ke liye thodi bahut study lazmi Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X