Bilkul teek kahan hai forex market ko samjay baghair trades agar lagayengay tho ye kafi ziyada nuqsaan ka bais ban sakta hai kiu kay aisay trades aksar negative side par chaltay hai aor last mai kafi ziyada nuqsaan ka zareya ban jatay hai lehaza es baath par be khas tawaja daine ki zarorat hai kay jab be trades laganay jao pehlay market ko ache tarha say analyse karna chaheye achi tarha say samajna chahaye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим