Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.
    Assalamu Alaikum dear friend Jab Bhi ham Forex trading per kam Karen To Hamen Hamesha Apne confidence ko barkarar Rakhna chahie Hamesha Ek limit Mein Rahte Hue Hamen trading Karni chahie Jab Ham Koi new trade lagaen To Chhoti Se Chhoti lot Lagaya Karen Apne account balance ko Dekhte Hue Agar ham trading Karenge tabhi Ham Apne account ko save Rakh sakte hain agar aap kabhi bhi Bina soche samjhe trading Karenge aur badi badi lot Lagana Shuru kar denge aur Jyada earning Ke Chakkar Mein bahut bada bada risk Lena Shuru kar denge to Aapka account wash ho sakta hai kabhi bhi trading karte waqt overconfidence Na Ho Aur na hi trading karte waqt bahut jyada lalach Ka Shikar hun agar aap lalach Ke Chakkar Mein Pad Jaenge to Fir aapka account wash ho sakta hai aur aapko bahut bada nuksan uthana pad sakta hai isliye Jab Bhi aapko risk Lena ho to kam se kam risk liya Karen aur apne account ko save rakhte Hue trading Kiya Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

    yes dear, tahamul k sath trading ki koshish karni chaiay agr acha entry point mil jay to b over confident na hon bl k lalach sa bach kar safe trade karain, apnay capital ko secure rakhain aur risk management k sath kam karain ta k koi mistake hmain loss na pohnchay
    Last edited by ; 18-07-2020, 02:39 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

      G han forex trading men over confidence aur lalach dono ka anjam bahut bura hota hey kiun k kuch log aik ya 2 trades men acha profit hasil kar letey hen tu woh over confidence ho jatay hen aur phir mazeed profit ka lalach kartay hen aur bagher sochay samjhay bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se perhez karen aur over confidence nah hon
      • #4 Collapse

        Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

        Overconfidence aor lalach dono buhot ziyada bad cheezay hai forex business mai aksar log in dono cheezo ki waja say apnay account zaya kar daitay hai so mai agree karta hun kay agar koi be sensible banda hai osay chaheye kay in 2 cheezo say apnay aap ko bachaye aor koshish karay kay sabar kay saath cool mind kay saath he trading kiya karay aor apnay account ki safety ka khas khyal raka karay
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

          hamain forum main over confinece say hi trade karny say loss hoa hai so hamain forum main palning kar k hi hum real main kam karien gay aur forum main greed ko avoid kar k hi hum forum main akm kar k hi hum sucess ho sakty hain so hmain forum main account k baryy main pracice kar k hi humr eal main kam kar skayt hain tba hi hum trade kar skaty hain ta k earn karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear friend Jab Bhi ham Forex trading per kam Karen To Hamen Hamesha Apne confidence ko barkarar Rakhna chahie Hamesha Ek limit Mein Rahte Hue Hamen trading Karni chahie Jab Ham Koi new trade lagaen To Chhoti Se Chhoti lot Lagaya Karen Apne account balance ko Dekhte Hue Agar ham trading Karenge tabhi Ham Apne account ko save Rakh sakte hain agar aap kabhi bhi Bina soche samjhe trading Karenge aur badi badi lot Lagana Shuru kar denge aur Jyada earning Ke Chakkar Mein bahut bada bada risk Lena Shuru kar denge to Aapka account wash ho sakta hai kabhi bhi trading karte waqt overconfidence Na Ho Aur na hi trading karte waqt bahut jyada lalach Ka Shikar hun agar aap lalach Ke Chakkar Mein Pad Jaenge to Fir aapka account wash ho sakta hai aur aapko bahut bada nuksan uthana pad sakta hai isliye Jab Bhi aapko risk Lena ho to kam se kam risk liya Karen aur apne account ko save rakhte Hue trading Kiya Karen

            Dear Forex member aapane bilkul theek Kaha ke overconfidence aur Lala is theApna account watch na Karen dear members Jab ham trading Mein lalach Karte Hain To Apna account wash kar Baithe Hain To Hamen chahie ki Ham Soch Mein kis trading Karen aur planning ke sath trading Karen Hamen profit ho sake aur Hamen overconfidence Nahin Hona chahie aise hi Karni chahie Soch Samajh Ke aur small lot size Laga Ke trading Karen Hamara balance bhi safe Rahe aur ham profit.....
            • #7 Collapse

              Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

              g bhai ap nay achi baat ki hai kai humay kabhi bhi is market main overconfidence ka shikar nai hona chahiyay because yeh market is kaddar volatile hai kai ap ko kisi bhi waqt bara nuksaan karwa sakti hai tu hamesha is market main jab bhi enter hon tu aik specific target lai kar enter hon aur jab wo target complete ho jaye tu market say bahir nikal ayn aur zaida ki lalach bhi na karain aur hamesha apni trading main stop loss aur take profit kolagana make sure karain warna ap ko bhari nuksan uthana par sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear friend Jab Bhi ham Forex trading per kam Karen To Hamen Hamesha Apne confidence ko barkarar Rakhna chahie Hamesha Ek limit Mein Rahte Hue Hamen trading Karni chahie Jab Ham Koi new trade lagaen To Chhoti Se Chhoti lot Lagaya Karen Apne account balance ko Dekhte Hue Agar ham trading Karenge tabhi Ham Apne account ko save Rakh sakte hain agar aap kabhi bhi Bina soche samjhe trading Karenge aur badi badi lot Lagana Shuru kar denge aur Jyada earning Ke Chakkar Mein bahut bada bada risk Lena Shuru kar denge to Aapka account wash ho sakta hai kabhi bhi trading karte waqt overconfidence Na Ho Aur na hi trading karte waqt bahut jyada lalach Ka Shikar hun agar aap lalach Ke Chakkar Mein Pad Jaenge to Fir aapka account wash ho sakta hai aur aapko bahut bada nuksan uthana pad sakta hai isliye Jab Bhi aapko risk Lena ho to kam se kam risk liya Karen aur apne account ko save rakhte Hue trading Kiya Karen
                Salam dear members g bilkul overconfident ho k kbhi bhi kam na kren is sy humy loss face krna prh skta hai or specially lalach sy lalach jtna hum krte hn uthna hi doobte lot size big na rkhen is sy apko nuksan ho skta isliye trading main lot humesha small rkhen hn isliye soch samjh k kren lalch bilkul bhi na kren q k lalch jtna hum zaida krte hn nuksan hi hota isliye humesha trading main kbhi bbhi lalch na ktren lalch main a k kbhi bhi lot size big na rkhen is sy apko nuksan ho skta or is sy apka account wash bhi ho skta hai......
                • #9 Collapse

                  Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                  Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen Apne overconfidence aur lalach ke vajah Se Apna account ko khatray Mein Nahin dalna chahie Jab Hamen profit Hota Hai To Ham excited Ho Jaate Hain aur jaldbazi mein lalach Mein Aakar bghair soche samjhe trading karne lag Jaate Hain Aisa nahin karna chahie Bal ke pahle market ki Analysis kar leni chahie aur Market ke Trends ko follow Karke trade Lagani chahie Taki Hamare loss ke chances kam se kam ho aur aur ham Achcha profit banaa sake Is Tarah lalach karne se Hamara bahut nuksan ho sakta hai aur ultimately Hamara account bhi band ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                    jee han tu bilkul apny sahii kha hy k overcofidace sy hmain nuqsan hutaa hy jb hm overconfidance sy kam krty hn tu hmain loss hu sktaa hy.Overconfidence aor lalach dono buhot ziyada bad cheezay hai forex business mai aksar log in dono cheezo ki waja say apnay account zaya kar daitay h..isliye hmain lalch ni krnaa cahaye or mehnat sy kam krnaa cahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                      G donon chijen aapke liye acchi Nahin Hai na Tu over confidence Achcha hai aur na hi lalach karna Agar ine donon chijon se apne account ko save rakhkar trading Karenge to aap acche se trading kar Payenge agar aap apni trading Mein lalach ko Lekar a Jaenge to Fir aap kabhi bhi acche time per trade ko close nahin kar Payenge aur aap ki lalach aapko lost De Degi Kyunki Jab profit ho raha Hota Hai To Ham Chahte Hain ki apni trade ko Kuchh der aur on Rakhe Jo ke ek lalchi thought Ho Jaati Hai isliye Agar positive Soch chahie To Apne aapko aur apne account ko overconfident aur greed se save rakhen aur control ke sath trading Karen Hamen Asal profit Hamari trading Deti Hai Jahan per Ham apni investment ke sath acchi earning Hansi karte hain lekin Agar Ham apni aadhunik Mein lalach ko Shamil Karenge to vah bhi Hamare liye nuksan de ho jayegi isliye Hamen vahan se a Apne account ko save Rakhna hi aur positive thought Ke Sath Yahan per Achcha kam karna
                      • #12 Collapse

                        Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear friend Jab Bhi ham Forex trading per kam Karen To Hamen Hamesha Apne confidence ko barkarar Rakhna chahie Hamesha Ek limit Mein Rahte Hue Hamen trading Karni chahie Jab Ham Koi new trade lagaen To Chhoti Se Chhoti lot Lagaya Karen Apne account balance ko Dekhte Hue Agar ham trading Karenge tabhi Ham Apne account ko save Rakh sakte hain agar aap kabhi bhi Bina soche samjhe trading Karenge aur badi badi lot Lagana Shuru kar denge aur Jyada earning Ke Chakkar Mein bahut bada bada risk Lena Shuru kar denge to Aapka account wash ho sakta hai kabhi bhi trading karte waqt overconfidence Na Ho Aur na hi trading karte waqt bahut jyada lalach Ka Shikar hun agar aap lalach Ke Chakkar Mein Pad Jaenge to Fir aapka account wash ho sakta hai aur aapko bahut bada nuksan uthana pad sakta hai isliye Jab Bhi aapko risk Lena ho to kam se kam risk liya Karen aur apne account ko save rakhte Hue trading Kiya Karen
                        Assalamu Alaikum Vyapar number Apne bilkul sahi kaha hai Jagah Rameshwaram per acchi quality Kaise kam kar sakte Juda Achcha kam Karega itna hi hai mujhse baat kar sakte hain isliye main jhagada control apne aap ko Swayam per kamyabi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                          yes dear 100% right agar regular kaam kiya jata hain tu achi earning hoti hain agar regular kaam na kiy jy tu lalach mian aa kar tukky k sath trade ki jati hain knowledge na ho tu loss he hota hian account wash he hote hian is liye apne account ko achi tara safe rakna hain tu hard work karna hian jo b trader hard work kare ga lalach ko khatam kar k kaam kare ga tu uys kamyabi mil jati hain jo baar baar har trade main lalach karta hian vo trader loss kar k apne account ko he wash kar deta hian is liyie lalach kar k apne account ko kabi b wash neh karna chahaiye
                          ​Sadaf Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                            Friends hmein kabhi bhi overconfidence aur lalach mein nahin aana chahie Ham Business mein Jitna Jyada lalach Karte Hain Hamen utna hi nuksan hota hai Kyunki lalach Buri Bala Hai Jab Ham Business mein overconfidence se kam lete hain aur overconfidence her kam hi galat hota hai Hamen business Hamesha Soch samajh aur Akal ke sath karna chahie tabhi Ham Businessman success sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over_confidence aur Lalach sy apna Account zaya na karain.

                              G hna ap ki baat theek ahe k hamn apnay over confident say kabhe bhe apnay account ko nuksan ni pahunchana chahea kun k ager hamn iska loss ho ga to hum is mn kabhe bhe apnaya ap ko stable ni ker saktay hn kun k ager hum stable nii howay to hum kamyab bhe ni ho saktay hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X