assalamu alaikum Forex Ki duniya ke dosto... umeed hai aap sab log khairiyat se hon gay. Doston Kya jab Hum treat karte Hain to hamari trading karne se market ke rate per Koi Farak par Raha hota hai agar Farak par raha hota hai. Tou kyun parhta hai aur agar koi Farak nahin parh Raha hota to phir hum log trading hi kyun karte hain...dosto is ki example main aapko is tarah se deti hun ki jab bhi kisi chez ki khariadny wale gahak zada hon gy aur chez bechne wale kam hon gay to market mein automatically us chez ki demand zada ho jayegi.Yani woh chez mahangi hogi aur jab Koi chez ki demand kam hogi market mein aur bechanay walo k paas aam hogi Jo aasani se Mil jaati hogi lekin khariadny wale kam honge aur bechne wale zada hon gay. tou tab use chez ki keemat gir jayegi gi... To phir hum log yeh keh sakte hain kya hamari trades effect kar rahi hoti hai market rate ko bhi...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим