Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein
    Assalamu Alaikum dear Forex members hope you all are fine Forex trading karte waqt agar aap ko loss ho jata hai to aapko mayoos Nahin Hona chahie Aksar Logon Ko Dekha gaya hai ki vah loss hone per mayus Ho Jaate Hain aur give karne ka Soch lete hain Aisa nahin karna chahie Humne pahle bahut mehnat ki hoti hai usko zaya nahin karna chahie Mal ke apni mistakes ko correct karte hue UN mistakes ko avoid Karke next kam karna chahie Taki Ham bhi dusron Ki Tarah acchi earning kar sake isliye kabhi bhi mayus hokar give karne ka Na soche Ban Ke Apne full potential ke sath come back Karen Taki aap bhi Kamyab ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

    G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

      Walakum slam
      ji han dost apne sahi kaha loss har new our expert trader ko ho sakta hai is lye hamain kabhi bhi loss se ghabra kar forex business ko nhi chorna chahye agar ham loss se ghabra jain ge to hamain bhot zyada loss ka samna karna par sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

        Bilkul dear member aapane bilkul theek kaha hai lowest Hamen use hokar Hamen give up nahin karna chahie aur sochana chahie aur struggle karna chahie ki Ham Jyada mehnat Karen aur pahle Apne Apne karne ki koshish Karenge Jitna Jyada Ham Apne loss ko recover karne ki koshish Karenge Forex Mein Kamyab Ho Jaenge Forex Mein Kamyab hone ke liye Hamen Lo se learning Hasil karne ki jarurat hai Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

          NAssalamu Alaikum ji friend aapki baat bilkul theek hai Loss sy mayus hokar Hamen give up karne ka Nahin sochana chahie Kyunki Forex Ek Aisa platform hai jahan loss or profit Sath Sath Chalte Hain To agr hm loss sy mayus hokar give up k ar denge Ham yahan se acchi earning nahin kar Sakenge bhtar hai ki Ham Loss Se mayus Na Ho blk use Loss ko cover Karen Apne mistake se sikhen is mistake ko next avoid Karen take Ham yahan se profit ly kr achi earning kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

            G bilkul loss se mayus ho kr humy trading gove up nh krmi chahye bal b achi umeed rejhni chahye or bect is koshish me regna chahye jin galtiyo ki wja se ab loss hva hai wo again na ho or un galtiyo py apni grip hasil krni chahye or apny loss ko recover krna chahye tbhe hum kamiyab ho skyy hai or apni learning ko or or wasee krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

              loss business ka aik hisa hain hamy loss hony par tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain ya aik wasee bsuienss hain yai usa or chiina r new yourk jesy bary bary muamlik main aik unique business hain or pakitsn main aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                G han hamen forex men agar loss ho jay tu hamen as men preshan nahin hona chahey balkeh hamen as men bahtt himat kay sath kam akrna chahye kun kay forex men agar hum loss say ghabra jayen gy tu hum as men kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kam akrna hoga ur tabhy hum as men achy tarah say kmayaby hasil kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                  Loss hona koi Bari baat nahi hai kiyu kay business mai loss bhi saath saath hota hai. Traders ko Agar loss ho bhi jaey tou usay recover kernay kay liye mehnat kerni chaiye. Loss kabhi bhi mayus ho kay business he khatam nahi ker daina chaiye. Forex trading mai trading kertay waqt loss bhi hotay hain aur profits bhi trading kernay say he hotay hain iss liye loss kay baad ziada mehnat kerni chaiye aur barey say barey losses bhi recover ho jatey hain. Traders ko mayus nahi hona chaiye aur na he give up kerna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                    Assalamu Alaikum dear Forex members ji han bilkul Hamen log se mayus hokar Forex Ko Nahin chhodana chahie loss Ko chhodana bevkufi Hai Aisa bolo Karte Hain Jinke andar confidence Nahin Hota isliye Hamen apni conference ko is strong karna hai aur kabhi bhi Forex koloss ki vajah se give up nahin karna Hamesha Himmat Aur confidence ke sath Forex Mein mehnat karni hai aur apne loss ko recover karne ki koshish kar rahi hai To Ham Forex Mein Aage badh Jaenge aur Forex Mein kamyabi Hasil kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                      Forex individuals hope you all are exceptional Forex buying and selling karte waqt agar aap ko loss ho jata hai to aapko mayoos Nahin Hona chahie Aksar Logon Ko Dekha gaya hai ki vah loss hone per mayus Ho Jaate Hain aur provide karne ka Soch lete hain Aisa nahin karna chahie Humne pahle bahut mehnat ki hoti hai usko zaya nahin karna chahie Mal ke apni errors ko right karte hue UN errors ko keep away from Karke subsequent kam karna chahie Taki Ham bhi dusron Ki Tarah acchi incomes kar sake isliye kabhi bhi mayus hokar supply karne ka Na soche Ban Ke Apne full achievable ke sath come lower back Karen Taki aap bhi Kamyab ho sakeForex buying and selling me Loss sy mayoos ho kr supply up krny ka na sochein. Forex Trading aik karobar hai aur is me earnings aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye enterprise sirf earnings hello ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss ok aam tawar pe chand frequent se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market evaluation aur information okay bagher buying and selling karna, buying and selling hamari evaluation ok opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam earnings na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka choices na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                        Assalam o Alaikum dear ap nay bilkul theak baat ki hay main ap ki is baat say raazi hun kay agar hamain pakistan forex main loss hota hay to hamain kabhi bhi apni himmat nhi harni chaiye bilkay hamain dil laga kar pehalay say bhi zayada mehanat say kam karna chaiye tab hi hamain kmayabi hasil ho sakti hay har woh insan pakistan forex main kamayabi hasil karta hay jo dil laga kar mehanat say kam karta hay to hamain bhi is busniss main dil laga kar mehanat say kam karna chaiye tab hi hamain is busniss main kamayabi hasil ho sakti hay aur ham ak expert treader ban sakty hain.
                        $#@#i Khan
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy mayoos ho kr give up krny ka na sochein

                          Aasalam o alikum forex ki duniya k dosto... Umeed hain ap sab log khariat say hun gay... Ji men ap ki is baat say agree karti hun k loss say mayoos nai hona hain or na he giveup karnay ka sochna chahye... ap kitne dafa loss kary gay aik dafa 2 dafa 10 dafa kabhi na kabhi tou win kar he jay gay ap log...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X