chay jo kuch bhi ho jay kabhi bhi himmat nhi harni chaiye,,,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chay jo kuch bhi ho jay kabhi bhi himmat nhi harni chaiye,,,,,,
    Assalam io Alaikum dear main ap ko batana chaon ga kay pakistan forex ak asa busniss hay jis main agar ham dil laga kar mehanat aur himmat say kam krean gy to hi hamain kamayabi hasil ho sakti hay to agar hamain kamayabi hasil karni hay to hamain kabhi bhi himmat nhi harni chaiye balky hamain is busniss main himmat say kam karna chaiye yab hi hamain kamayabi hasil ho sakti hay aur ham ak expert treader ban sakty hain to jo log kabhi bhi himmat nhi harty aur apna kam apni puri laga kay sath sath karty hain woh hamasha hi kamayabi hasil karty hain to hamain bhi chaiye kay ham apni puri himmat kay sath pakistan forex main kam krean tab hi hamain kamayabi hasil ho sakti hay.
    $#@#i Khan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: chay jo kuch bhi ho jay kabhi bhi himmat nhi harni chaiye,,,,,,

    Ji bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me chay jo kuch bhi ho jay kabhi bhi himmat nhi harni chaiye,. Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte.
    • #3 Collapse

      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: chay jo kuch bhi ho jay kabhi bhi himmat nhi harni chaiye,,,,,,

        Himmat aur mehnat se hamen forum par work karte hue apna weekly target ache tariqa se complete karna chahie situation kesi bhi ho bonus jesa bhi aye ziada ya Kam lekin hamari himmat Kam nahi honi chahie kiun k success ka faisla hamari himmat se hota he mushkil halaat me hi hamari himmat ka pta chalta he agar mushkil situation ko ham himmat aur mehnat se handle Kar len to is ka hamarri progress par acha impact parta he aur ham always successful ho sakte hen

        اب آن لائن

        Working...
        X