Ham Ghalti kun kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham Ghalti kun kartay hain
    mujay hamesha iss bat ki tenion rehti hay k jab ham lot lagatay vaqt target set kar lete hain to profit lete vaqt usko kun kartay hain. yahi change le doobta hay. open mind
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mistake tab howa kartay hai jub emotion control may nahi hotay hai our esay point par market ap say profit letay hai our our ap ko loss deti hai QK ap ko pata nahi hota hai k market my may nay kiya karna hai us time
     
    • #3 Collapse

      dear ghaltii hotii hy nature ki waja se agar ap ki greedy nature hy tu ap k boht percent chance hy k ap loss kar jao aur ghlatii ki waja se es business ko choor do es liye aysa nhn karna ,,,
      • #4 Collapse

        Dear brother mistake jo hoti hai who us time howa karti hai jub market may ap ko loss hota hai our ap mistake say our trader open kar detay ho our pher next trade esay esay kartay kartay ap account wash kar detay ho dear brother
         
        • #5 Collapse

          business koi b ho agar aap us man galti karo gay to aap ko us main loss ho ga or ap ko is main theek say earning nai ho sakay gi is liay is main theek say earning k liay is mian ziada say ziada experience hasil karian
          • #6 Collapse

            My dear friends hum jab bhi trading karte hain to ik mistake bar bar karte hain. or wo yhe ke jab humari lot loss main ja rahi hoti ha to hum wait karte rehte hain but jab profit main jati ha to hum foran apni trade close kar dete hain. or jis se humin humara target achieve nai ho pata.
            • #7 Collapse

              a.salam.forex main hum tb galti karty hain .jb hum bht zayda emotional ho k trading kar rahy hoty hain.aur jb hum bht zayda k chakr main greed karty hain tu hum sy galti ho jati hai aur hum ise waja sy loss kar bathy hain.
              • #8 Collapse

                assalamu alaikum dear aap ke bat tek hai mere khayal me to ham forex trading me jab hi suchtee hai jab ham ko is business me loss hona start hota hai agar kesee ko profit horaha hai to wo kabhi bhi nahi suchee ge ke me galat kar raha ho
                • #9 Collapse

                  g bhai ap ne bilkul thik kaha hai. hamme chahiye k fundamental analysis karein, technical analysis karen or market sentiments check karen taa k future me successful trader ban saken. asal mei hum forex trading ko jitna easy samajhte hain ye utni easy nahi hai, hamme achi khasi mehnat karni parti hai is pe.
                  • #10 Collapse

                    G forex trading mein galti hum khud nhi karty han bas galti ho jati hy main ne experience kia hy hum tab ziada galti karty jab hum ko koi trade open ki hy aur us mein loss ho raha hota hy aur hum us loss ko cover karne k liye aik aur trade open kar dety han aur wo bhi loss mein chali jati hy aur is tarha account wash emotional ho kar open ki hui trade mein galti hi ho gi
                    • #11 Collapse

                      ap ki bat to mujha samajh hi nahi aai aur mara khayal ha ksi ko bhi samajh nahi aai ho gi. ka profit lata waqat us ko kun karta han ) kia kayun karta han ye to samjha dain. jo target set karan us par qaim rahan aisa nahi ka profit hota daikh kar us ko change ka rdain aisa to loss ho sakta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham Ghalti kun kartay hain

                        Assalamu alaikum they are aapke baat to theek hai mere khayalMain to Ham Surat mein Jab hi sochte Hain Jab Ham ko is business mein loss hona start hota hai agar kesee process Ho Raha hai to vah kabhi bhi nahin sochega ke main galat kar raha hun kam karte waqt galti nahin karni chahie agar koi galti Ho jaaye to theek karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham Ghalti kun kartay hain

                          Assalamu Alaikum ummid hai sab log Ki Khoj ji bhaijaan aapane bahut acchi baat pahunchi hai ki Ham Paksh Mein Galti kyon karte hain bars Orkut Humse bahut sari Galti Ho Jaati Hain jisse Hamari post delete Ho Jaati Hai isliye Hamen Soch samajhkar post Banane chahie Taki post Mein Koi galat Na Hoga Hamari post delete Bina Ho aur Kamal kamyabi se a prophet Hasil kar sake Hamen apni mistakes ko improve karna chahie aur koshish Karni chahie ke post banate Waqt koi bhi Galti Na Ho Aur ISI Tarah Ham Achcha banaa sasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham Ghalti kun kartay hain

                            g hmari galti ki sb sy barii wajha jo kh hmyn aik achy ar baery loss ki tarf ly jati hy wo hy hmari interesting ka na ho na ar hmary kaam mye hmari skills ka bhytr sy na seekh pana jo kh hmyn aik bary loss ki tarf ly jati hy ar hmyn aik nakaam traders bana dyti hy isliy mhynat ar himmat sy kaam karyn ar aik achi trading karny ki apny andar himmat pyda karyn takh hm bb aik achy traders bn jyn ar earning kar sakkyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ham Ghalti kun kartay hain

                              Assalamu Alaikum Bandar jaanbhoji Galti nahin karta Galti Ho Jati Hai Baithe Rakhi Bandhan Soch Samajh Kar kam Kare Soch Samajh Kar post Karen Tu Hi Bande Ko fayda Milta Hai bonus Milta Hai Soch samajhkar post Karen thread ka sahi se jawab Den Inshallah aapko kamyabi Jarur milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X