Stop Loss ko Kaya Kehtay hain.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    in the homes S & P / Case-Stiller price index. Many other types of investments require keep the money for a long period of time. This is a negative thing for you if what you need for your money it would be difficult to obtain without incurring losses. You can also control it by using a limited amount of money
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji haan janab forex business mai sirf trading hoti hain kyun k forex business main trading kar k hum kaama sakty hain and money earn kar sakty hain isliye humein chayeh k hum traiadng ko sikhey and is main mehnat karey ..
      • #48 Collapse

        dear stoploss ki option bahot hi zarori hoti hai is ko hamin apni tradong skills main lazim use kerna hota hai is se hamari skills asan ho jati hai
        • #49 Collapse

          dear stpploss aik break hai jis se hm spny account ko zada loss honay de bacha saktay hain is main loss se bachst mil jati hai
           
          • #50 Collapse

            g stop loss bht zruri hota hy forex trading nn bakwaas ni kehna chahye khaas ker untrained traders kelye to bht acha hota hy
            • #51 Collapse

              dear is ko stop loss ho kehty hain ye ziyada loss hone say bacha leta hai agr market kafi again jai to phir ye oreder ko close kr deta hai ye aik acha business hai is ko kisi tim bhi kia ja skta hai ye aik real business hai
              • #52 Collapse

                Bhai sahb stop loss forex trading main lazmii use krna hy q k stop loss say he hum earn krsakty hy aur account ko wash up say bachany ka yahe aik tarika hy
                • #53 Collapse

                  Forex business men stop loss boht important he, agar ap ki trade lagi howi he aur ap apna account access nahi kar paa rahe apnay personal reason ki wajah se to us time apka stop loss ap ke account ko safe rakhta he, brother stop loss and take profit tool ko har trade me zaroori set karna chahiye, jab market take profit ko touch kare gi to trade profit me close ho jae gi aur agar market ap ke stop loss ko touch kare gi to trade automatically loss me close ho jae gi aur apka baqaya balance safe rahe ga..
                  • #54 Collapse

                    forex trading me Stop loss ko bakwaas kehne walon ka kabhi na kabhi account wash zaroor hoga aur hamesha kelye forex se toba krenge trading me profit aur loss hota rehta he islye tradin me SL ko zaroor lagan chaye
                     
                    • #55 Collapse

                      well lose tab hota hain jab ek trader lalach karta hain jab ek trader ko forex business k barey main kuch pata nahi hota and saabr nahi karta phr lose hota hai isliye humein chayh k hum forex busness k busniesss k barey mai knowledge hasil karey ..
                      • #56 Collapse

                        Stop loss ko stop loss hi kahty hain ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach sakty hain or ye aik asa tool ha jis se hm apni trade ko safe trade smjhty hain isi liye hmen is tool ka use har trade me krna chahe ta k hm is business me loss se bach skay
                        • #57 Collapse

                          I would also add that in the long term drained almost everything, but at least once a deposit of 99% of traders lose, no matter how relative concept was average deposit.
                             
                          • #58 Collapse

                            Mera khyal me sl kheta hen...is ko .our balanc zeyda kerna ko tp kheta hen. Jaha tuk mjhy pata hy .ya asy he hy
                            • #59 Collapse

                              dear stop loss aur take profit sab se zyfa use hone wali option hain ap es ko use kark apne loss ko boht kam kar sktehain au apni investment ko b secure kar skte hian...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jo log stop loss ko bakwas samajtay hain wo kabhi bhi forex main kamyab nahi ho saktay q k stop loss k bagair trader kabhi kabhi asi mushkil main phans jata hai k nikal nahi sakta aur account wash karwa bethta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X