Sometimes over confidence leads to failure..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sometimes over confidence leads to failure..
    Asslam o alaikum insan main confidence ka hona bht hi zarori hy ar Ye ek Achi bat hy q k Hr bndy K pass Khud aitmadi Nhi hoti Agr Khud aitmadi hogi to insan Kamyab Ho skta hy ar Agr Ye cheez nhi hy to ap Acha perform Nhi kr skty but Yhan pe ek cheez ati hy over confidence ka hona Ye cheez Insan ko Lalach main dal deti hy jaisa K trade krty hwe ya sochna K main Apni mrzi ki trade lgata hon market ka trend dekhy bina mujhy success mily gi to Ye sarasar be wqoofi hy over confidence insan ko nakam bna deta hy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sometimes over confidence leads to failure..

    overconfidence hamen hamesha he lost milta hai kyunki overconfidence kabhi bhi hamen successful nahin hone deta hai Jab Ham overconfidence ISI working karne ki try karte hain to hamari working kabhi bhi complete nahin ho sakti hai isliye overconfidence ko leave karen to tab hi aap successful Ho se karenge aur agar overconfidence ke sath working hogi to Ham kabhi bhi successful nahin Ho sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Sometimes over confidence leads to failure..

      Bilkul dear member Apne bilkul theek hai Forex make sometime Hamara overconfidence Hamen loss de deta hai Hamen koshish Peeni Hai Ki Ham mehnat Karen aur overconfidence Kabhi Bina Ho market Karnal isase karte hue hi trading karne chahie aur apni earning ko increase karne ki koshish Karte Rahana chahie Jo members Apne knowledge aur apne experience ki base per confidence rakhte Hain vah bhi Forex Mein Kamyab hote hain otherwise overconfidence se Hamen Hamesha Lo Uska Hi Samna karna padta hai
      • #4 Collapse

        Re: Sometimes over confidence leads to failure..

        dear friend forex trading mn overconfidance bhi nuksan deta ha keun k jb logon ko achha profit milta ha to woh overconfidance sa big risk lena shro kr detay hn to jb unki trades loss mn jsti hn to jald he unka account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Sometimes over confidence leads to failure..

          hamy over confidence k avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain ya aik wasee busienss hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakitsna main aik legal business hain ham is main out ff balance account bana kar be kam kar sakty hian is main hamara koi boss nahi hota hain
          • #6 Collapse

            Re: Sometimes over confidence leads to failure..

            Ji Hamare Pyare bhaiyon Salam Walekum kya baat bilkul Dost Hai Ki kabhi kabhi Hamara overconfidence Hona Hamare liye loss ka Shabab Ban Jata Hai To Hamen kabhi bhi overconfidence se varg nahin karna chahie balke ismein self-confidence co-create karte hue Sabar aur Lagane ke sath hardworking ko continue Rakhna chahie Forex trading business main market train Jo rules to acchi Tarah understand karte hue hain Palan kar sake aur ismein Jyada Se Jyada kamyabi Hasil karte hue Kamyab aur successful Businessman Ban sake Tumhen Tum Sath nibhaunga ki vah overconfident se gujarish Karen aur avoid Karen Aur ismein self-confidence Ko create karne ke bare mein jyada Se Jyada hardworking Karen
            • #7 Collapse

              Re: Sometimes over confidence leads to failure..

              ji bilkul Fox mein overconfidence har kisi ko bahut jyada na kam karta hai Ham sab yahan per agar kamyabi Hasil karna chahte hain to overconfidence Se kabhi bhi kam kam mat Karen yahan per kam karne ke liye mehnat karo kyunki jab aap yahan per apni mehnat ke upar yakin rakh kar kam karte ho to aapko bahut jyada information mil jaati hai agar Ham yahan per successful hona chahte Hain to Ham sabko confidence ke sath kam karna hoga overconfidence Ham sabko bahut jyada lost deta hai yahan per kam karne ke liye mehnat ki jarurat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Sometimes over confidence leads to failure..

                Ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai aur main aapki baat ko manta hun ke Hamen overconfidence nahin karna chahie Agar Ham overconfidence Karenge apne aap ghar Karenge To Ham use zaroor ke andar hi andar Mein Doob Jaenge ek minute mein agar Ham Garoor Nahin Karenge To Ham bahut hi Achcha mahsus Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Sometimes over confidence leads to failure..

                  Hamen overconfidence Nahin hona chahie overconfidence hone se Hamen nuksan hota h hai aur hamara account wash ho jata hai isliye Hamen failure hona padta Hamen mehnat Karni chahie aur Achcha experience Hassan karke trading Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Sometimes over confidence leads to failure..

                    It's the truth of life it's my personal experience that overconfidence always lead us to to loss kabhi bhi overconfident Mein Aake train Nahin Karni chahie trade karne se pahle market ko acchi Tarah Se dekhna chahie ki market Kis hisab Se move kar rahi hai is se Hamen pidit karne mein aasani hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Sometimes over confidence leads to failure..

                      g han janab aksar ham log over confidance ki waja sa mar kha jaty han or loss kar baithy han ham trading karty hovy acha profit hasil kar lety han lakin lalich hamen rukny nhe deta ham sochty han ka ham theak ja rahy han hamary analysis strong han lakin market apna kam kar jati woh ham sa hamara profit bhe chen leti ha or loss bhe deti ha tab hamen pata chalta ha ka ham overconfidance main tha jis ki waja sa hamen loss howa ha apni is galti par cantroll karen taky ap kamyab ho sagen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X