Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni aya h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni aya h
    G dear mara bonus abhi tak ni aya hy koi reason bta skta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni a

    my brother bonus abhi tak receive nahin hua hai hamen working ko kante nahin rakhna chahie Mera khyal hai ki bonus abhi kuch hi der mein update hone wala hai kyunki mein posting kar raha tha to mujhe error show ho raha tha aur is error ka matlab yah hai ki bonus ki update ho rahi hai hamen wait karna chahie hamen bahut hi jald bonus receive ho jaega hamare liye rate karna hi bahut dost hai
    • #3 Collapse

      Re: Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni a

      Ji nahin janab hamara bhi bonas nahin aaya aap ki tarah hamen thoda vate karna chahie bonus ke liye shayad hamen bonus mil jaaye Agar Ham ismein jaldbaji karenge to hamen achcha bonas nahi nahin hasil hoga isliye hamen jaldbazi se please karna chahie aur sabar karna chahie hamen bonus mil jaega ismein kisi bhi kisam ki pareshani wali koi baat nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni a

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidiqball پيغام ديکھيے
        G dear mara bonus abhi tak ni aya hy koi reason bta skta hy
        Bonus to almost Sab members ka receive ho gaya hai aap apni profile setting Mein jakar bonus for post ke option Mein Apna bonus check kar sakte hain Iske alava bonus Hamare trading account mein bhi transfer kar diya gaya hai aur yah Sara process kal mukmmal ho gaya tha so Agar Kisi member ko bonus nahin mila hai to to check kar sakte hain bonus to kal hi transfer kar diya gaya tha kal Friday tha Aur Kal Sab members ko bonus bahut jaldi mila hai to aap apni profile setting Mein jakar check kar sakte hain main bhi aapka bola a gaya ho
        • #5 Collapse

          Re: Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni a

          Ji han bhai jaan aapki baat to sahi hai kaisa Roko bonus mil chuka hai
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Aslam o alaikum dear member kia sab ka bonus aa gya hy ya kasi ka mari tarha ni a

            Bhai ji ho bhai jaan aap ki aapka bahut bahut Shukriya ke sab Karbonn A gaya hai
             

            اب آن لائن

            Working...
            X