Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    I think foraex is the world best online business. And we can earn a lot from here. The most positive impact is forex can change our national and personal economic condition.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      ha dost aap ka sawal acha hain forex mai treading ke ley saab say aham chez hain tajrooba is say hum pessy kamatay hain lekun treading ke ley exprince zaroore hain....
      • #1848 Collapse

        aslamo-alikum friend its not happening with Maine i m new one within the forex and in an exceedingly learning stage currently a days i cannot create the $64000 commerce uptil currently which why i dont see the form of loss within the commerce forex trading ....
        • #1849 Collapse

          Mery bhai trading me loss ho jana koi nai bat nahi ha business ye sub chalta ha agr ap thora dehan aur tasli se kam karin tu aisi koi bat nahi k ap profit na kma sakin
          • #1850 Collapse

            Interchanging celebration is vital while using the Foreign exchange buyers whenever you can be complete this business and then you will end up additionally follow this Foreign exchange recommendations whilst ones work opportunities, or maybe end up being money grabbing and as well motioned from the business then you can certainly certainly not succeed from the business.
            • #1851 Collapse

              har game ma haar jeet to hoti ha isi trah trading ma bhi haar ho skti ha aur haar apni galti ya kamzori ki wja se hi hoti ha is liay agar haar jao to dil na chhoro jeet k liay try kro mehnat k sath to jeet jao ge
               
              • #1852 Collapse

                "

                Loss to ek trading ka hi hissa hai to isse kia ghabrana or kia preshan hona kia humain brokers ki taraf se nahi bataya jata signup krte waqt k yeh market risky hai loss hone par humain probleme bhi nahi honi chaiyeh.

                "
                 
                • #1853 Collapse

                  "

                  loss kie waja sy to kafi zayda wajo hat han mager ham sub ko chahey ky ager loss hota ha to us ko note karin aur us ko bher na karn aur ahesta ahesta ap dakhain gy ky profit kie maqdar barti he jay ge

                  "
                  • #1854 Collapse

                    "

                    han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss ko recover karna bht muskil kaam hai aik tu loss aisa hota hai jab ap koi trade loss main close kar dete ho 2nd loss aisa hota hai jo ap close nahi karte aur os loss ka ap wait karte ho aur main kafi time lag jata hai aur kabhi 1 week se bhi zayda time lag jata hai

                    "
                    • #1855 Collapse

                      "

                      yes app ko jab yeh forex trading karne ka muqa milta hay tu app ko loss aur nafa sath sath hi dekhne ko mile ga aur app ko is ke liye khud ko tiyar karna ho ga aur jitna bhi apne app ko safe kar le kam ho ga aur app is ko samaj kar kare app ko loss nahi ho ga .

                      "
                      • #1856 Collapse

                        "

                        Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

                        "
                         
                        • #1857 Collapse

                          "

                          yes my dear forex ma apko loss bhi hota hai or apko profit bhi hota hai es lye apko es ma knowledge hasil kar k trading karni best hai es sy apko loss kem or profit zeyada ho ga or ap acha earn kar sakty ho

                          "
                             
                          • #1858 Collapse

                            "

                            Agar hammain Faida hota hai Tou yakenaan loss bhi ho Gaa... main Samajhtaa hon K Aap ko nuksaan ho Tou Aap Ko Forex Trading Ko Chornaa nahin Chahiye...loss honay ki Waja dhondhnaay ki koshish karain... Forex Trading jahan profitable buisness hai Wahan is Main loss bhi hota hai magar hamaain Sabar sy kaam letay huye Agay barhnaa chahaiyee

                            "
                             
                            • #1859 Collapse

                              agar humay forex trading main loss ho raha hay to humay chahiey keh es loss ki wja jany agar humay pata lag jaye keh konsi galti ki waja say humay loss ho raha hay to hum trading ko acha kar sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                ye to sach hai ky loss bht hota hai trading main kyn ky log jald bazi main kehlty hain bina sochy smjhy trade laga dety hain trade ko hamesha soch smh k stop loss laga k kehlni chahiye aur loss recover karna bhut mushkil hai es liye koshish karo forex ko na choro loss honey par try karty raho bhai kabhi to apka luck apky sath hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X