Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    "

    dear forex trading aik business hay aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye humain loss hone ki sorat me himat nahin harni chahiye aur new strategies aur new plans bana kar demo account me practice karni chahiye aur apni galtio ko theek karna chahiye.

    "
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      "

      Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

      "
         
      • #1743 Collapse

        Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye agr forex trading may ap ko loss ho bhe jata hai tu us may apki mistake hoti jis wja sy loss ho jata hai sb sy phl y apni mistake ke correction kry next demo acount py again trading k hwaly sy mazeed practice kry jub apko apny ap py confidanco qaim ho jye k ap real may success earn kr skty phain phr forex real trading start kry forex is the best in all the world
           
        • #1744 Collapse

          forex trading mn loss hota rehta hy is sy ghabraana ni chahye sab ko hota hy experts ko b to himmat ni harni chahye
           
          • #1745 Collapse

            dear esa koe business nahi jis me loss na hota ho to isi tarha forex me bhi loss hota he par agr kabhi loss ho bhi jae to us loss ko thek karna ese ho sakta he k hume us loss ki waja jaan leni chahye k loss kiyu hua he or agr loss hamari careless ki waja se bhi ho jata he,hume trade karne k waqt careful hona chahye,markets k rates check kar k fir trade karna chahye or agr loss ho gya ha to us se seekh le ta k dobara kabhi loss na ho.
             
            • #1746 Collapse

              forex trading aik risky karobar hai aur is mai profit b ho sakta hai aur loss b. agar ham ko trading mai loss ho jaey to ham ko himmat nahi harni chahiye aur dobara hard work sy market analysis kar k trading karni chahiye. is trha sy ham ko jo phly loss hua ho ga ham dobara proper way sy trading kar k us loss ko recover b kar lain gy aur mazeed profit b kam lain gy.
              • #1747 Collapse

                aisa hota hai jab ham kisi trade main sl nahi istemal kertay aur is trade main lose increase hota rehta hai. jab ye kafi had tak dangerous ho jata hai ham is ko recover kernay ki koshish shuro ker daitay hai. aur apnay account ko kho daitay hai. is k liye zeroori hai k ham choti c lot say aisi strategy pay kam keray jis say profit ho bohat lambay arsay k bad ye lose rcover ho ga. ziada lemba arsa intezar kernay say behtaer hai. is trade ko lose main close keray aur is lose ki wjaohat ko 1 copy pay likhay aur jab bhi trade kernay legay in batoo ko nazar main rekhay. ho sekay tou kuch din real pay trading chor ker demo pay is problem ka solution nikalay aur phir dobara real main kam keray.
                • #1748 Collapse

                  g agr ap trading karna chahte hain to ap ko ya yad rakhna ho ga k ap ko loss ho skta hai trading nam he ic chez ka hai uo and down... pr ap ko agr loss hota hai to ap ko bhe bhe kam krna chahya kiun k mushkil to har kam mein ati hainn..
                  • #1749 Collapse

                    saaalaam bhai jee app forex mein kaam akrna chahtay hain tu app ko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin app ko is mein practic ho jaye ge app loss se bach jain ge
                       
                    • #1750 Collapse

                      "

                      loss kie waja sy to kafi zayda wajo hat han mager ham sub ko chahey ky ager loss hota ha to us ko note karin aur us ko bher na karn aur ahesta ahesta ap dakhain gy ky profit kie maqdar barti he jay ge

                      "
                         
                      • #1751 Collapse

                        "

                        han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss ko recover karna bht muskil kaam hai aik tu loss aisa hota hai jab ap koi trade loss main close kar dete ho 2nd loss aisa hota hai jo ap close nahi karte aur os loss ka ap wait karte ho aur main kafi time lag jata hai aur kabhi 1 week se bhi zayda time lag jata hai

                        "
                           
                        • #1752 Collapse

                          "

                          Loss to every business ka aik part hota hey aur hmen kabhi bih loss sey afrad anhin hona chahiye aur agar hamen forex main aik taraf loss hota hey to phir hum is main bohot hi jaldi aik acha profit bhi hasil kar saktey hain.

                          "
                             
                          • #1753 Collapse

                            "

                            loss is part of business in forex market loss is accepted some time we must need to accept loss because it is happen due to our own mistakes so in this way to avoid from loss we must have need for good learning and also need for good experience and trading plane..

                            "
                               
                            • #1754 Collapse

                              "

                              dear forex trading aik business hay aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye humain loss hone ki sorat me himat nahin harni chahiye aur new strategies aur new plans bana kar demo account me practice karni chahiye aur apni galtio ko theek karna chahiye.

                              "
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                "

                                Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

                                "
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X