Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif411 پيغام ديکھيے
    Loss is very common in trading. But covering that loss is very hard thing.
    What do you do when you have suffered a heavy loss.
    Do you come back to trading again or leave it for a longer period of time?
    Guide others with your point of view.
    forex trading mein loss hona koi badi baat nahe he keon key forex trading buhat he risky business he or es business mein buhat sey trader failed ho jaty he keon key n key pass knowledge and skill nahe hoti wo high risk lety he or loss ker dety he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      asalam o alaikum dear friend mein to abhi yaha pakistan forex forum pr sirf posting karta hu qk mein yaha naya hu. pr mere khayal mein agar hame loss ho jaye to hame threading chrni nahi chahiye balke hame dubara threading krni chahiye and us bar apni us ghalty ko mind mein rakh kr threading karni chahiye jis ki waja se hame loss hua ho and is se bachana chahiye.
      • #1248 Collapse

        sahee bat ha k loss ko cover karna bahot kosh had tak trader tu whoi hai jo loss sa bacha hum ager los sa bacha tu ya to k hum bohat profit kar sakta hain yahin to sahi challing
         
        • #1249 Collapse

          loss to hota he hain jitni marzi koshish kar lo aap loss se bach nahi sakte hain lekin in the end of the month aik acha trader hamesha profit me he month end karta hai apna so loss ki fikar nahi karni chahiye apni skills improve karni chahie .
          • #1250 Collapse

            I would be very confident of my own analysis sir, so I'll be able to use this trade safely to the next with so then I would be very independent
               
            • #1251 Collapse

              g bahi forex business mein agar ap aye hain to is mein loss to hota hi hai aur aisa koi bhi trader nahi ke jisko is mein loss hota ho,to kamiyab trader wo hi hai jo is mein loss ko control karta hai aur moneye management aur risk management ko seekhta hai taake forex min apne losses ko manage karsake.
              • #1252 Collapse

                Yap my dear loss ka honay forex business main essential hy koi bhe loss ko bilkul minimize nahe ker sagta hy jab tak wo iss business main rheta hy usay loss ka samna kabhe ns kabhe ho ga to humeray leaya to boht mushkil ho jata hy jab humean loss ki recovery kerna par jati hy last time bhe main recovery kertay kertay account wash ho geaya tha
                • #1253 Collapse

                  profit aur loss to trading main chalta he rehta hay aap ko agar Forex trading main loss ho to yeh bhe aap kay benefit main jaata hay kunkeh iss say experience increase hoata hay
                  • #1254 Collapse

                    Forex trading mein loss aik aham part hai lekin hamay losses ki waja se apni hopes ko nhi lost karna chahiye balkay himat se kaam lena chahiye or forex trading profitable business hone kay sath sath aik risky business bhi hai or iska risk hard work se he reduce kiya jaskta hai
                    • #1255 Collapse

                      pakistan forex men hota its not good but loss is in pakistan forex business but pakistan forex is good for every one user who they are work at home its very beneficial for job less persons
                       
                      • #1256 Collapse

                        loss ka hona insaan k liye acha hai is se insaan greed se bacha rehta hai aur us ko kuch na kuch naya seekhne ko mil jata hai aur uski skills mein ezafa ho jata hai agar apko loss hota hai to apko himat nahi harni chaheye balkay apne loss ko recover karna chaheye
                           
                        • #1257 Collapse

                          pakistan loss to sir har jaga hota hai chae wo koi bhi kam ho to hame har nai mani chaiye or apni trading ko bhter karna chaiye ye ek bht successful bussniess hai yakinan apko meri bat samaj aai hogi so ab apko trading me loss nai karna hai or achi tarha trading karna hai or ek acha trader banna hai ok dera.
                             
                          • #1258 Collapse

                            forex trading aik essa kam ha jis main app ko loss bi hota aur profit bi har trader ki ye try hoti ha kay uss ki har trade profit dai aur ye buhaat mushkil ha kyun hum sab trader apni diffrent galtiyun ki waja se apna loss kartay hain mera bi kahi dafha loss ho choka ha lakin main nai uss se sabaq hasil kiya ha aur apni galtiyun ko kum karnay ki try ki ha trading kabi nahi chori
                               
                            • #1259 Collapse

                              i am agree with u kio k loss her business ka special part hota hy jis sy just mind set kar k hi bacha ja sakta hu trading b aik business hy is me b ap ko loss k chances hoty hen but itny chances nahi hoty dosry business ki tarah forex trading me ap loss ko kam kar sakty hen market k bary me information ley kar.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                forex trading main new honay ki wajah se mujhe aisa experience nahi huwa lagin agar loss hona hi hai to usay kon rok sakta hai. han ye zaroor ho sakta hai ke uss loss ko thora sa kam kiya ja sakay. zayada loss ke baad agar trading main thora sa break le liya jaye to zayada behtar hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X