Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    dear profit ya loss wo to nasib ki bat ha is lia agar ap k loss ho gy to ap prshan na ho or dubara trading kry ho sakta ha ap ka loss pora ho gy
    is wja sa ma ap kobta do ka.loss jab hota ha to is sa humy experience hota ha or hum is sa bht khuch sikh sakty ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      trading main loss k baad aap apni us mistake ko dakhain jis ki waja se loss hua hai aor phir se trading karain ziada careful ho kar aor apni strategy ko change karain aor pehle demo pe check karain phir real pe apply karain
      • #1428 Collapse

        tarde ko agar aapko lost hoi bi jaiy tu apko lamzi hi chiay kay ap is ko ahci tarah say accept karay kyu kay is buisness mei jo bi apko lost hota hai apko is buisness mei accept krna hi hota hai
        • #1429 Collapse

          My dear friends loss har business ka important part hota ha. business main loss and profit dono hi hote hain. forex bhi ik business ha jis main loss bhi hota ha or profit bhi hota ha. jab mujhe forex main loss hota ha to main ic loss ko recover karne ki koshish karta hon.
          • #1430 Collapse

            Forex trading par loss bhi ho ta hai profit bhi ho ta hai forex trading risky bussniss hai ap lalach na kare tu ham bho profit bana sakte hai
            • #1431 Collapse

              dear loss sab ko hota hay successful trader ko bi or newbie ko bi laykin agar loss ko control kiya jay to wo experiencive trader khlata hay ab agar aap nay aik entry laga di 0.10 ki or wo loss may chali gai phir aap nay aik or entry laga di 0.10 ki wo bi loss may ja rahahi hay ab aap nay teesri entry laga di 0.10 ki to phir yahan say market nay move kiya or dosri entri say thora up aap ko profit mila to aap teeno entries close kar laytay ho jab kay sab say pahli wali aap nay loss may close kari ab aap ko loss to mila laykin kam say kam.
              • #1432 Collapse

                hahahah a very nice question jab b mje koi big loss hota h to sab sa pehle ma tention ma aajata hun or market sa revenge lene k chkr ma big lot use karne ka souchta hun lekin men aesa ni karta q k mje apne emotions par control krna hota h
                • #1433 Collapse

                  ITs not accident with me i m new one in the forex and in a acquirements date now a canicule i cannot accomplish the absolute trading uptil now and that why i dont see the appearance of accident in the trading forex
                  • #1434 Collapse

                    loss tou kam main ho sakta hai lakin hamen bhi sanbhal kar kaam karna chahiye ta k ziyada masla na ho aor kam say baizar bhi na hon because agar kaam main loss ho tou aksar hamara focuse kaam say hat jata hai so hamen agar loss ho jata hai tou sad nahi hona chahiye
                    • #1435 Collapse

                      mery bahi jahan profit hota hy wahan loss b hota hy ic forex ki trading main b profit or loss dono he hoty hain agr hamara experience hoga to hamin profit hoga or agr experience nahi hoga to hamin loss ho jaye ga.
                      • #1436 Collapse

                        Forex trading main loss hona bht easy hai agar apko big loss ho to apko chaye ka kuch dair ka liye trading real account main chor dain aur ak din bad demo ma trading tart karain jab ap mind fresh ho jaye. tab ap demo main apni mistakes ko door karain aur pphr real trading again tart karin aur loss recover karin.
                        • #1437 Collapse

                          my dear forex aik business hai profit aur loss dono iss ka hisa hain hum easily forex se achi earning kar sakte hain agar mehnat karain tu loss ki surat me bhi hume himmat nahi harni chahiye balke apni ghalityun se sikhna chahiye.
                          :o love FOREX without any condition :o
                          • #1438 Collapse

                            my dear brother , yeh zrori nhi k ap ko trading main nuqsan hi ho. agr nuqsan ho bhi jata hai to yeh ap ki trading ka hissaa hai q kay har kam main faida or nuqsan dono hoty hain. aik tarha say loss trader kay lye zrori hai q kay jab trader ko loss hota hai to is k pechy koi galti hoti hai is say trader ko apni galti ka ahsas hota hai or wo next time is galti ko nahi dohrata.
                            • #1439 Collapse

                              mjhay jitna loss is business me dekhnay ko mila hai shayad he kahi dekhnay ko mila ho lekin me is business me shuru say he hon aur mjhay is me ana acha lgta hai aur mjhay yakeen hai me ek na ek din is me achi earning kar lon ga is lehaz say hum asani say he business sekh lety hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Oyeee mere bhai jan main to ap ko yahi kahooon ga k hr kixxi ka diffrent tareeqa hota hai k6 trading he chor jaty hain k6 gussy main loss cover karny ki kooshish kr lety hain ar k6 smjhdari sy kam lety hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X