Loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Forex business is combination of profit and loss so Loss is not important in trading, it is an essential part of trading that every person wants to avoid. But your opinion is also good that people like forex and there is a charm in this profession. But there must be a proper plan to stay safe from loss to the maximum possible extent.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      kam inmvestment kar bachen tu ye tu tay hai k hum boht profit ker skte he kay trading karo gay to ap ko..............
       
      • #528 Collapse

        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jab hum kaam kartay hain to loss hojata hay kun kay ye aik business hay aur business main profit and loss dono hotay hain is leye aap ko kisi qisam kay loss say ghabrana nahe chaheye aur kaam kartay rehna chahye
        • #529 Collapse

          bhai jan loss aam tor pe ussi waqt hota hai jb hm lalach krte hia jb achi trades lg rahi hoon to hm apne emotions pe control nahi krte aur galat trade krte hain phir hmain loss hota hai aur mujhe loss hua hai main recover kr raha hoon ...
          • #530 Collapse

            agar aap live trading me loss hote hai to sabse phele aapko yeh dekhna chaiye ke aap kis galti ke karan loss huye yea to lot size bada diye yea overconfident trading yea jada kamane ki lalchme yeh sab chize dekhni chaiye aur usko sudhrana chaiye.
            • #531 Collapse

              forex tarding busienss aik bohat hi acha online tarding busienss hai iss mein ager hum achi tara se tarde ko nahi kerien gay tou humein iss mein loss bhi ho sakta hai mein iss ko like kerta hoon.
              • #532 Collapse

                Assalam o aleikum. Trade should be done with an experience and business is game of loss and profit. If we face loss so we have to overcome by our strategy
                • #533 Collapse

                  jab tak ap ka is main los nahi ho ga ap ko is ki samjh bhi nahi ay gi har jeet tu hoti rehti hai asal bat yeh hai kay hum nay us main sikha kia hai bus agar yehi samjh a jay tu boht hai.
                  • #534 Collapse

                    i think if u have faces loss in trading than no need to disappoint or dis heart. gain and loss are part of every business. we have to keep this thing in our mind. so no need to quit up this business so easily. build up yourself, make new strategies, might be this time every thing work properly and u ll get profit in ur trade
                    • #535 Collapse

                      g ha mary khayal sa ager terding pa loss ho jay to huma is sa gabrana nai chaya balaka huma is as dat ka mokbla karna chaya..............
                       
                      • #536 Collapse

                        i think we should learn from our mistakes . it never happened to me yet that i suffered with a big loss in this business but some times we use wrong strategies that causes of loss . we need to do practicing and we need to gain our knowledge to do a better trade every time and i think we shouldn't leave forex if we got losses , we need to learn more and avoid that previous mistakes to be a successful trader .
                        • #537 Collapse

                          g han bhai jan loss to forex ka ek hsa ha ba l k loss to har bsuness ka hsa ha or ese wja se log fofrex ko bhot he pasnd krty han q k forex ek real bsuineess ha or real busieness man loss to ata he ha ye bhot he best bsuness ha
                          • #538 Collapse

                            App koi bhi kaam kar lain uss mein loss ka darr tu rehta hai aur jo insan loss se ghabra ke kaam nahin kar sakta ya loss karne ke baad quit kar jaey woh duniya ki kisi field mein kamyab nahin ho sakta, hamain loss se sabaq seekhna chahiye aur proper planning se kam karna chahiye, InshaAllah mehnat se app aik achy trader ban jao gay aur jitna samajh ke trading karen gay utna hi benefit haasil karen ga
                            • #539 Collapse

                              ho jata hai loss trading me koi bara masla nahi hai lack of knowledge ki waja se hi yeh masla hota hai ke loss hota hai par aap achi knwoledge gain karey achi practice karey demo account me phr loss nahi hoga aapko gurantee ke saath
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                mere dost ager kisi ko bhy loss hota hay woh lack of knowledge ki wajah say hota hay banday ko jab loss hota hay toh us ko apny ghaltyon ka pata chalta hay aur woh un say seekhta hay aur unko dhoor karne ki koshesh karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X