Market ko semjhna ik din ka kam nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

    Assalam_O_Alaikum Dear Forex Members!!
    Umeed karti hun ap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada faida utha rhy hon gy. Dear Members ji han members market ko samajhne Ka kam ek Din Ka Nahin hai balki experience deta hai bol ke time ke time aap sikhate hain aur apne experience mein isko bharate hain aap ek din main market to Kabhi Nahin Sikh sakte to iske liye time darkar hai time nahin usko yah aapko bhi time aayega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

      G hn dosto bilkul esa hi hy iss forum ko smjhna ek din ka kaam nhi hy bahut sara time dena padta h iss forum ko jab jaa kr kamyabi milti hy Jab tak khoob mehnat se kaam nhi kren gy tab tak ap kamyab nhi ho skty
      Achi quality ka kaam kren mehnat kren jitna acha kaam kren gy utna hi hmara faida hoga jitni ziada mehnat utna ziada faida q k mehnat hi esi chez hy jiss se hum kamyabi hasil kr skty hn dunia mn koi bhi kaam krty hn bgher mehnat k kamyabi hasil nhi hoti mehnat kren gy to kamyabi mily gi nhi to nakami ka samna karna pdy ga bahut se doosry logo ki trah hum bhi loss utha bethen gy
      • #33 Collapse

        Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

        Dear forex members market ko achy tareky sy Janna zarori ha aor hr tarah ki khabar ho k ksi chez ka rate kam ya zyada tu ni horha q k ye online business ha es mn hmen kafi din samjha prega
        • #34 Collapse

          Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

          Assalam walekum ji han aapane bilkul theek kaha hai hai market ko samajhna ek din ka Kam nahin kisi chij ko samajhne ke liye hamen use chij ko waqt Dena hota hai use chij ko samajhne ke liye uske bare mein main ilm Hasil karna hota hai forex mein bhi market 2 ham ek Hi din mein nahin samajh sakte market ko samajhne ke liye hamen rojana ki buniyad per forex per jyada se jyada waqt Dena hoga forex ko samajhna hoga forex ke bare mein knowledge Hasil karna hoga 1 din mein ham forex mein main trading ko nahin samajh sakte.
          • #35 Collapse

            Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

            G han dear memember Market ko smjhna aik din ka kam nhe hmy chahiye k hum market ko daily basis py smjhy aur market kio analyse kry jitna hum market ko smjhy hy hmary liye utna he ziada faida hoga hmy sub sy pehly market index ko dekhna chahie k market m rate ka a rha hai ur pechly week sy ab tk kitna up and down aya hai tb ja k hmy trading krni chahiye
            • #36 Collapse

              Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

              market ko samajhna bahut hi mushkil Hai lekin hamen iske liye mehnat Karni hogi ham market ki situation ko acchi Tarah samjhe aur market ki samajh ek Din mein nahin aati iske liye Kai mahine lag sakte hain hamen apni mehnat jari rakhni chahie
              • #37 Collapse

                Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

                G apne theik kaha hain forex mein market ko samjhna waaqi mein eik din ka kaam nahi hain zayda se zayda mehnat krna perhti hain pheir hi humey success mil sahkti hain agar humey bi forex trading mein market ki analysis mein expert hona hain tu humey pheir aj se apney sath paka promise krna hain keh hum zaroor forex trading ko behtr krney keliye apni market ki analysis ko strong baney gey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Market ko semjhna ik din ka kam nhi

                  Members Forex per market Ko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai bahut jyada aapko mehnat karni padati hai properly learning Hasil karni padti hai uske bad hi aap Forex per acche tarike se kam Karke Kamyab ho sakte hain learning aapko acchi Hogi tabhi aap aur acchi earning Hasil kar Sakenge mahine ke sath Karen kam Karenge Tu Hi Kam ki quality vyakti Hogi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X