assalam o alikum friend many suna ka market main stay karna he hamari kamyabi ha kaya ye sahi ha kun ka bahut sary log yahan asy han jo bar bar apna acount wash kar dety han or market main stay nhe kar paty islye woh nakam ho jaty han lakin kuch log asy bhe han jo market main stay karty han or un ka acount wash nhe hota istarah sa un ko exprince hasil hota rehta ha woh loss bhe kart han or profit bhe karty han lakin himat nhe harty to kaya ye un logo ki kamyabi ha ya woh apna time waste kar rahy han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим