Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.
    Dear friend assalamu alaikum bahut se members ke topics ko aap dekhen to vah sirf earning aur learning per hi discussion karte Hain aise treads ka koi fayda nahin hota hamen is business ke related topics for discussion karni chahie jismein Ham acche analysis share kar sakte hain aur acchi knowledge wale baten share kar sakte hain Agar Ham acche knowledge questionnaire karenge to Baki members ki taraf se hamen bahut achcha response bhi milega lekin Agar Ham sirf general topics ko discuss karenge to mere khyal mein aise threads ke delete hone mein Koi time nahin lagta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

    Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaiyon practice training Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen learning were running ko increase karne ki jarurat hoti hai lekin Forex trading business MS ka maksad aur matlab ya nahin hai ki ham har topic Mein learning earning Kothi se aur ISI par baat karte hue apne liye post ko delete Karne Ka Subah Bane To Hamen Forex trading business Mein different business ke bare mein topic score share karna chahie aur ismein Udhar posting ki quality ko best banate Hue mistakes ko cover karna chahie tha ki Hamari post delete hone se Barish ke aur Hamara weekly bonus to increase ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

      yes you are absolutely right aur main aapki baat se agriculture hun ke number of trader chij per discussion karte rahte Hain ki learning acchi hogi to earning acchi hogi learning purana hai apna apna Sara din yahi mujhe sunane ko milta hai aur koi bhi tradera chij nahin share kar raha iske sabse badi vah jaaiye hai ki hamare pass topic nahin hai aur live trading account ke bare mein koi baat nahin karta forex trading mein yahi hai ki nahin kya hai learning kya hai take profit kya hai yah sab chijen common hai jo Ham discussion karte Hain mere khyal mein jab aap live trading account aur live market ke bare mein baat karenge to aapko trading mein bhi kafi fayda hoga aur trading bhi aapki acchi hogi lekin apne nahin hai yahan sirf Ham forex ki kuttu ki jaati hai aur live trading account mein koi bhi baat nahin karta.
      • #4 Collapse

        Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

        you are absolutely right my dear feiend,baat yeh hai k forum pe jo aik topic start ho jaye to phir voh ruknay ka naam he nahi leta aur phir sb members osi aik topic ko le kar threads bana rahay hotay hain aur post kr rahay hotay hain.hum ko aisa hargiz nahi krna chahye hum ko earning aur learning k topic se nikal kr baaqi bhi to topics hain un pe siscuss krna chahye.aisay aik he topic pe discuss kr k hum ko kuch faida hasil nahi hona.please ab members ab topic change krein apnay apny threads ke.
        • #5 Collapse

          Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

          Je han. Forex ma learning or earning par he discussion karni chahe. Forex trading ma learning ko zehan sy nikal deyn gy to earning apk zehan sy nikal jae gi. Forex trading ma hamy learning sy he pata chalta hai k ham loss ko kesy recover karna hai. Forex trading ma loss to sb ko hota he hai.
          • #6 Collapse

            Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

            G han ap ne bilku drust kha hy ye forum creat hi new traders ko learn kaliye hy tak wo is per jan sakin k traidng kasiye krtay hain aur is forum say ziyada say ziyad knowldge aur earning k mutaliq jan sakin. Ap ko is per forex say relaged topic per discussion krni chaiye. na k fazool batoon per time waste krna ckhieye.
            • #7 Collapse

              Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

              Sirf learning ko increase karke earning hansi karna hamara is platform pata nahin hai Ham tab tak nahin kar sakte jab tak Ham se kam na Karen mehnat se aur is platform per running na ho hamen chahie ke Ham mehnat se kaam pade ho aur jo learning se humne usko mahine se kam karke experience usse hasil.kry or apmintrade ko achy se acha bnaye
              • #8 Collapse

                Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                janab ap na billkull sahi kaha kafi time ye dekha gaya ha ka 1 he topic ko discus kiya ja ra hota ha fourm na hamen ye maoka diya ha ka ham yahan sa seekhen to hamen chahye ha ka jiss chez ka bary main hamen pata na ho ya hamen jo chex samjhni ho ham us ko discuss karen taky hamray ilm main izafa ho or ham kamayab ho sagen 1 he topic ko discus karny sa hamen kuch nhe mila jab tak ham khud koshish nhe karen ga hamen fourm ko roules ko bhe follow karna ho ga or diffrent topic par bat karna ho gi taky ham seekh paen or kamyab trader banen
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                  are han na main b yhii bat discus krny walii thi k earning learning k ilawa b bat krain ta k jonior members easily smj kr kam kr skain or zada quality walaa work kr skain pak forex forum py knowledge shere krain apnaa experience sher krain ta k knowledge transfer hu sky pak forex froum py discuss krain k kis trhaa kam ko easy bnaya ja sktaa hy kis tra hm zada bonus gain kr k achii trading kr skty hn shukriyaaaaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                    friend Hamen chahie kya ham learning earning ke bare mein sirf Baat Na Karen Hamen chahie ki ham post-trade mein zada Se zyada business ke bare mein baat Karen jisse Hamen B profit hota hai aur Hamare juniors ko bhi help milti hai isase bahut se logon ka response bhi achcha Milta Hai aajkal Bahut Si post learning earning ke bare mein hoti hain Hamen chahie ki Ham Aisi post na Karen zda Se zada knowledge wali post Karen
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                      Yes my dear sirf earning aur learning ke topic par description karna sahi baat nahin hai forex mein learning ki baat aksar jiyada boli jaati hai aur forex mein aur bhi bahut si baten Hain jiska zikr nahin kiya jata forex mein knowledge experience aur confidence jaisi chijon ki bhi jarurat hoti hai aur hamen chahie ke Jo bhi trade Karen uski quality best hona chahie aur acchi baton ka jikar Karen aur forex ke rules ko follow karke thread aur post Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                        ji friend aapane bilkul sahi kaha hai Hamen sirf learning or running ke bare mein discussion Nahin Karni chahie Hamen main Forex forum ke business ke bare mein ek dusre ki help Karni chahie Hamen post threads business-related Karni chahie Agar Ham post business ke mutabik Karenge to usse Hamare juniors ki bhi help Hogi aur hamen bhi bonus milega aur juniors Ka response bhi achcha hoga
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                          Dear frends ap ki bat bilkul theek hia forex forum py agar dekha jye to har tarf sirf earning or learning ki posty ho rahi hai koi b information posty nai karta jab k hmary seniour ko chaye k information posty share kary jin sy hmara b profit ho or jo hmari post phary un ka b profit ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                            friend aapane bilkul sahi kaha hai Hamen sirf learning aur earning ke bare mein main discussion Nahin karne chahie Hamen post-trade Mein zada Se zda business related baat karne chahie Agar Ham business-related baat karenge to hamare juniors ki bhi help Hogi hamen bhi benefit hoga aur juniors ka response bhi achcha hoga
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sirf earning aur learning ke topics per discussion karna sahi nahin hai.

                              Dear ap ne sahe point nikala hy hamin earnings or learnings ki bajay kuch or information bhi share karni chahiy q k ham yahan par kissi qiasm ki post share kar sakty hain jissy dosry members samajh sakin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X