Stop Loss Zarur Use karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss Zarur Use karain.
    Mere khayal main ap tab tak achay trader nahi ban saktay jab tak ap stop loss nahi use kartay. or is tara say ap bohat baray loss say bach bhi saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap nay bilkul theek kaha k stop loss aik aisa tool hai jis ki waja say aap ko aap ka account wash nai hota hai is say aap ko theek say earning ho sakti hai or aap ko is main earning ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Stop loss ka zaroor use karna chaheye. Maximum traders ziada profit key chakar main lalach main aa kr stop loss use nahi kartey aur yun sara balance wash ho jata hy aur phir woh forex ko blame kertey hain. hamain stop loss zaroor use karna chaheye, yeh aap ko big loss sey bachata hy aur aap ki lots automatically close ho jati hain. Is key bad aap key pas jo balance hota hy, aap is sey new planning kar saktey hain.
      • #4 Collapse

        dear brother.......pehli baat to yeh hai k forex trading ek highly riski trading business hai to es may apny ap ko save kerny k lye stop loss zrore estimaal kya kery kyo k yeh zrori hai.
        • #5 Collapse

          yup dear brother stop loss most important howa kartay hai QK agar market kabi kabi bahot ziyada move kar jati hai tu ap ka stop loss hit ho na k ap ka account wash ho dear brother is liyeh wait kiya karo our khiyal kiya karo stop loss ka bahot ziyda
           
          • #6 Collapse

            you are right stop loss ko must us karna hota hai our jo log stop loss place karta hai its means who best trader hai who is liyeh QK un ko pata hota hai k market is point say turn karni wali hai
             
            • #7 Collapse

              G han my dear friends forex traders ko forex trading market main trading karte howe har trade main stop loss zaror use karna chahiye. stop loss ka market main bohat faida hota ha.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g bhai ham sb ko chahiye ke ham apni trading mein stop loss zaroor use karen aur iske baghair ham koi bhi trade nahi lagayen kiunke ye hamare risk ko minimize kardeti hai aur ham big los se bach jaate hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X