Does our luck matter in Forex Trading???....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Does our luck matter in Forex Trading???....
    Assalamu Alaikum friends I hope you are all well main aap Logon Se Hi discuss karna chahti hun ki aap Sabke nazdeek kya hmara luck Forex trading Mein matter krta hai??? Give me ur opinions... Mery nazdeek luck sy zada mehnt krna matter krta hai.. Agr hm forex me mehnt sy kam krain gy to hmara luck bhi hmara sath deta ha...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

    Kismat ko ignore Karke hardworking per focus karna chahie Forex 1 online business hai ismein minut karne wala Banda kamyba hota hai Ham ismein Agar kam karte hue Koi rules ko ignore kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen market ke Har EK rule ko follow Karke market Ki movement mein ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi earning gain kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

      Assalamu Alaikum dear Forex member ji bilkul Hamari luck Tu Har Jagah hi Hamare liye important hai Ham Jahan per bhi ho Hamari Kismat matter karti hai isliye Kuchh log Aise Dekhe gaye hain jo ki Itni mehnat bhi nahin karte lekin vah Fir Bhi Kamyab Hain iski vajah yah hai ki Unki Kismat Unka Sath Deti Hai aur kuch log bahut jyada mehnat Karke bhi Kamyab Nahin Ho paate apni Kismat ki vajah se lekin is bare mein mayus nahin Hona chahie apni mehnat Jari rakhni chahie Taki Ham apni Kismat acchi banaa sake Hamen Kismat ke bare mein nahin sochana chahie balke apni input dete Rahana chahie Taki Hamein output mile Jab Bhi Mile Achcha mile
      • #4 Collapse

        Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Urba پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum friends I hope you are all well main aap Logon Se Hi discuss karna chahti hun ki aap Sabke nazdeek kya hmara luck Forex trading Mein matter krta hai??? Give me ur opinions... Mery nazdeek luck sy zada mehnt krna matter krta hai.. Agr hm forex me mehnt sy kam krain gy to hmara luck bhi hmara sath deta ha...
        Walakum slam dear members forex business main luck mater nhi karta jo ke market par asar andaz hone wali cheez hai woh ye hai ke ap mehnat kitni karte hain agar ap koi bhi kaam mehnat se karte hain to us main ap kamyab bhi ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

          Ji dost assalam walekum Lakkha Bada Karda Hai Kisi bhi file ke andar ham log yah nahin kar sakte ki lakh jo hai uska Asar Nahin Hota is karo bar ke andar bhi
          Mujhe Karobar Ki Tarah is trading ke andar bhi log ka Bada roll Hota Hai Kisi Bhi Insan ke liye lekhan Meri aap Logon se Yahi Durga sahi hai ki aap log jo hai vah la ke upar depend na Karen Aap Jo Hai Apna experience jo hai usko improve Karen knowledge to improve Karen scale ko improve Karen.
          Iske alava aapko market Ke Jo Bhi dusre Bade Raj Hain market ki jo news Hai economic calendar hai market ka separate jo hai aur Market Ki bnao giravat pahla utaar chadhav Sab ke bare mein ilm Hona chahie aap Logon se jo pad band Karen
          ​Forex is the Best Business of the world!
          • #6 Collapse

            Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

            luck par depned hi nai karna chhaye khudh bi mhnt karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty haina ru forum main boht say log kam kar k apni har zrroat ko pora kar skaty hain so hamain forum main knowldge k begair hum kam nai kar ksaty hain so hamain foruu main apny expeirnce k mutabiq hi trade karni ho g tab hi hum real main kam karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

              Wa allikum asslam dear forex member,mera experience yeh hai k forex oe kaam krnay k leye sb se pehlay hum ko woh saray kaam krnay chahye jo aik kamyab trader krta hota hai jaisa keh best kearning,gaining of knowledge,good experience etc.jb hum yeh sb hasil kr lein aur osay baad trading bhi anakyse kr kbooen krein to oskay baad hum luck pe depend krein.aisa hargiz nahi hai k hum kaam bhi na krein aut sb kuch luck k saharay chor dein.
              • #8 Collapse

                Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                Aap kahana chahte hain kya kya hamara luck Forex trading mein kam kar raha hota hai ji Nahin bilkul Nahin Forex trading main lakh ki baat nahin balki hardworking ki baat hai jitna jyada ham ismein hardworking karenge utna jyada ham profit aaram kar sakenge isliye hamen chahie ki agar ham profit aap karna chahte hain to hamen hardworking Karni hogi experience gained karna hoga yah tab hi mushkil hai jab ham jyada se jyada time Forex trading co de sakenge isliye lakh possible nahin hai ki hamen achcha banaa sake Forex trading main
                • #9 Collapse

                  Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                  I hope you are all properly foremost aap Logon Se Hi talk about karna chahti hun ki aap Sabke nazdeek kya hmara good fortune Forex buying and selling Mein be counted krta hai??? Give me ur opinions... Mery nazdeek success sy zada mehnt krna rely krta hai.. Agr hm foreign exchange me mehnt sy kam krain gy to hmara success bhi hmara sath deta ha...hardworking per focal point karna chahie Forex 1 on line commercial enterprise hai ismein minut karne wala Banda kamyba hota hai Ham ismein Agar kam karte hue Koi regulations ko omit kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen market ke Har EK rule ko comply with Karke market Ki motion mein ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi incomes attain kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                    humara luck hur bar humara sath nhi dayta hai humain agar kamayab hona hai to es kay liye humain es maain achay say aapna kam kurna ho gaa or es kay sath sath umain lickj pay depend kurnay ki bjay cha sa experience r knowledge gain kurna ho gaaa jis kay bad humaain success gain kurni chahiyay or es kaay badhe humain es main apna kama kurna ho gaaaa agar hujm acha sa experience r knowledge gain kur kay esv main apna kam kuray gaay to he hum say acha kam ho gaaa
                    • #11 Collapse

                      Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                      Market Mein kaam karte hue aapko Khud per trust karne ke sath sath Apko lauck per bhi trust karna chahie Jab aap market Mein Apna Kam knowledge ke sath Shuru karte hain to use time aapko Apna Kam confidence ke sath aur active Rahte Hue open karna chahie Kabhi Bhi Apne kam ko Dar ke sath open nahin karna chahie balki aapko Apne mind ko acchi tarike se set kar lena chahie aur Market Mein Jab aap earning ko start karte hain to use time aap ko Apne experience per trust karne ke sath sath Apne lauk per bhi trust karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                        Ji bilkul main samajhta hun Ki trading work mein ladke Sath Sath Hamari apni mehnat Nahin Shamil Hai Agar Ham sirf Luck Ke Bharose Baithe Rahenge to Fir Kuchh Kam Nahin banne wala Hamen sath hi sath Sath mehnat bhi Karni chahie aur Kismat Ka Sahara use Waqt Lena chahie Jab Hamen Har Taraf loss hi loss Najar a raha ho Kismat banane wala Allah hai aur ham Khud bhi hain Khud Is Tarah Se Ki Ham mehnat Karke a a Apna Kam Aasan bana sakte hain aur mehnat Karne Walon Ko I love you Pasand karta hai so don't rely upon luck only do work hard too
                        • #13 Collapse

                          Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                          Assalamu Alaikum dear all forex members aapane bahut hi Achcha question Kiya hai aur bahut hi Achcha knowledge Hamaray sath share Kiya Hai Hamara luck trading mein bahut hi zyada matter Karta Hai Kyunki jab ham posting kartay hain to sometime Aisa Bhi hota hai ki Jab Ham posting kam Kartay hain or suddenly bonus zyada a jata hai to is main hamara luck hamara sath daita hai jis ki base pe hamein achcha bonus haasil hota hai or jab ham apny usi bonus ko trading mein use kartay hain to is se jab hamare wo trade profit mein jati hai to hamein is se bhi ache earning hote hai or ham achcha earn kar patay hain yahen hamaray luck ka pta chalta hai or ham winner hotay hen jab ham market ko kill kartay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                            kaya trading karty hovy hamara luch bhe mater karta ha ya nai mybe karta ha lakin jahan tak mera kahayl ha to is main ap kaluck ap ki mehnat hota ha ap is market main jitna acha kam karen ga utna acha ap ka luck ho ga ap market ka againt jaen trend ka againts jaen or ye kahen ka ap ka luck bahut he acha to is sa ap ko nuksan hota ha luck apni jaga lakin ap na is main care sa or mehnat sa work karen ga to ap ko is sa bahut he acha result mil jaye ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Does our luck matter in Forex Trading???....

                              Friends Kisi b Kam me hmara luck hi sirf mettar Nahi krta agr hum hmesha luck ko Bura keh kr kam chord Dain to hum nakam hi hun gy q k Forex me sirf luck Nahi balky mehnat matter krti hy hum jesi mehnat krty Hain Forex hmain usi Ka phal Deta hy agr hum mehnat krain gy to hum apna luck b change kr pain Gy luck ko hum mehnat sy change kr skty Hain agr hum luck Nahi Acha to hum usy mehnat se better BNA skty Hain friends mehnat hy agr to luck ki koii value Nahi hmesha luck ko hi Nahi balky apni mehnat par b believe Kia jay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X